Lol.. 1. Faraiz = Farz you know in the sense of "ap ka farz hai ke ap study karo "
2. Haqooq= rights.. " it's your right to be able to go to school "
3. Tafree= fun
4. Zaib na dena toh aapne sahi geuss kar liya :pagel:
Ap Ache talib-e-ilm (student) ho :
ap bhi bahut achin teacher hain :hehe: i love my teachers :D: :D:
ok serious :smile:
aap toh fir humien bolna hi sikha rahi hain! par likhna kaise ayega? :lost: woh toh bahut mushkil hota hai...na... aur aap mujhe swaaal puchiye...main koshish krta hoon urdu mein bolne ki aur aap usse sahi karti jana...aur apne lafzon ke maiyne bhi smjhaati jana...aise theek rahega.... aur likhne wali baat toh baad ki hai pehlan...bolni aur smjhni seekh lete hain :smile:
...
aap humari toheen kar rehi hain or main apni naji zandgi main mudkhlat ki kesi ko ijzat nahi deta
humaari zandgi purmusrat hai alhmdlliha
teacher ji pehle ton teacher ko urdu mein kya kehte hain yeh bhi btaayein.....aur fer btaaye k is shaqs ne jo likha hai....
usmein .... mudkhlat purmusrat alhmdlliha ka kya mtlab hai? :dnk:
...
:sad: maazrat chahte hain.. Ap toh bura hi mana ke.. Apse ilteja hai humari ke humari kisi bhi baat ko yhun dil pe mat liya karain lol
maazrat = maafi ? :lost:
ilteja = request?
lol = lol :D: :hehe: :smile: