sharab peene de maszid main baithkar,
ya vo jagah bta yahan khuda nhi ....galib
maszid khuda ka ghar hai ,peene ki jagah nhi,
kafir ke ghar main ja vahan khuda nhi...iqbal
kafir ke dil se ayea hun main ye dekhkar,
khuda mojuud hai vahan,usse pta nhi...faraz..