November 22, 2024, 04:30:39 PM

Show Posts

This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.


Messages - aussie_jatt_1987

Pages: 1 ... 20 21 22 23 24 [25] 26 27 28 29 30 ... 49
481
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:31:57 AM »
Us falak ke teer ka kya nishana tha
Jahan thee meri manzil wahin mera aashiyana tha
Bas pahunch hi rahi thi kashti saahil pe
Is toofan ko bhi abhi hi aana tha

482
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:31:05 AM »
Pyaar toh kiya mainey bahut,
magar izhaar na karna aaya ...
usney poocha toh mujhsey bahut,
magar ikraar na karna ayaa

483
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:30:19 AM »
Har ek ka dil bahelaya,
Na mera hi dil bahelana aaya muje
Shabe gum mein bhi hasata raha,
Kaya karu, Fir bhi na rona aaya muje...



484
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:28:21 AM »
Aye Dil Ye Tu Ne Kaisa Rog Liya
Maine Apno Ko Bhula Key
Eik Ghair Ko Apna Man Liya

485
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:25:41 AM »
Kaash aisa ho ki tumko tumse chura loon,
waqt ko rok kar waqt se ek din chura loon,
tum paas ho to is raat se ek raat chura loon,
tum saath ho to is jahan se ye jahan chura loon

486
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:24:36 AM »
jab bhi main khud ko samjhaooN, tu mera nahi hai,
dil mein koi cheekh uthta hai, nahi aisa nahi hai,
kab utarta hai koi dil mein utar jaane ke baad,
ki is gali ke doosri jaanib koi aur raasta nahi hai

487
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:23:22 AM »
wo zindagi hi kya jisme pyar nahi,
wo pyar hi kya jisme yaden nahi,
wo yaden he kya jisme tum nahi,
wo tum hi kya jisme hum nahi

488
Shayari / phir saari raat tumse hum kahte raheN,
« on: September 21, 2007, 04:22:16 AM »
jee chaahta hai tumse pyari si baat ho,
khaamosh taare aur lambi si raat ho,
phir saari raat tumse hum kahte raheN,
ki tum meri zindagi tum meri qayenaat ho

489
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:19:55 AM »
meri dua hai tu sabse nek seerat ho,
teri tarah tera dil bhi khoobsoorat ho,
dua se pahle mile tujhko jo tu chahe,
ke khud dua ko teri haathon ki zaroorat ho

490
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:13:35 AM »
ye kaisaa hai ehsaas, tu hi tu hai dil ke paas,
neend hai ki aati nahin, aur badhti jaati hai pyaas

491
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:12:37 AM »
waada app kar gaye ke aaoge khwab meiN
mare khusi ke neend na ayee to hum kya karen

492
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:11:47 AM »
naam ki kya baat karte hoo, log chehre tak bhool jate hain ,
tum samander ki baat karte hoon, log aankhon main doob jate hain

493
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:10:48 AM »
roz hota hai tarruf mera teri yAdoN se,
chhalakta hai noor tera meri AnkhoN se,
tadap raha hoon maiN aur ab ye Alam hai,
aur intezaar nahi hota ab meri sasoN se

494
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:09:46 AM »
tujhe chahne wale kum na honge,
waqt ke sath shayad hum na honge,
chahe kisi ko kitna bhi pyaar dena,
lekin teri yaadoN ke haqdar sirf hum hi honge

495
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:08:48 AM »
agar hum na hote to tujhe ghazal kaun kahta,
tere chehre ko kamaal kaun kahta,
yeh to karishma hai mohabbat ka,
warna pathharoN (stones) ko taj mahal kaun kaheta

496
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:07:18 AM »
mere jeene ke liye tera armaan hi kaafi hai,
dil ke qalam se likhi ye dastaan hi kafi hai,
teer-e-talwaar ki tujhe kya zaroorate ai nazneen,
qatl karne ke liye teri muskaan hai kafi hai

497
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:06:37 AM »
Haqeeqat karo byaan to mazaak lagta hai,
ibadat karo jab to jhootha khwab lagta hai,
Are ye dil hai dil, aur dil ki hai ye sdaa,
aur tum kehte ho ki tumhe ye haseen ittfak lagta hai

498
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:05:29 AM »
mila nahi koi dilbar aisaa,
jo hamse dil lagaataa,
hum to hain diljale aur,
yu hi koi dil nahi jalaataa

499
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:04:33 AM »
tujhe chahne wale kum na honge,
waqt ke sath shayad hum na honge,
chahe kisi ko kitna bhi pyaar dena,
lekin teri yaadoN ke haqdar sirf hum hi hoNge

500
Shayari / Re: Shayiri posted by Aussie_jatt_1987
« on: September 21, 2007, 04:03:17 AM »
aakhon ki zuban wo samajh nahi pate,
honth hain magar kuch keh nahi pate,
apni bebasi kis tarah kahen,
koi hai jinke bina hum reh nahi paathe

Pages: 1 ... 20 21 22 23 24 [25] 26 27 28 29 30 ... 49