This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Messages - Qainaat
Pages: 1 ... 86 87 88 89 90 [91] 92 93 94 95 96 ... 152
1801
« on: May 04, 2012, 05:53:08 AM »
Chalo khuch dinno ke liye duniya chor dety hai Faraz Suna hai log bohat yaad karte hain Chale jaane ke baad
1802
« on: May 04, 2012, 05:51:39 AM »
apki nazar nazar hi nahi aa rahi nahi toh hum bhi kuch keh dete :he:
1803
« on: May 04, 2012, 05:50:13 AM »
Jab se dekha hai teri aankhon mein jhank kar tumhe koi aur dekhe toh acha nahin lagta
Beht jaati hon khaak par main aksar
Apni aukaat mujhe achi lagti hai..
1804
« on: May 04, 2012, 05:48:30 AM »
main tan bas mzak krda cpehla, awesum terian akhiyan :hehe:
lol Nice..
1805
« on: May 04, 2012, 05:47:58 AM »
Raah mein na baitho,hawa tang karegi toot ke na chaho kisi ko agaz-e-safar mein bichhad jaoge to har ek sada tang karegi
Qismat ki lakeeron par qayeen karna chor diya hai..
Jab insaan badal sakte hain toh ye lakeerain kyun nahi?
1806
« on: May 04, 2012, 05:45:24 AM »
Roz gir jaati hai dewaar tere waado ki roz hum ek nai maut ki aaghosh mein sote hain
Mayoos Ho Gey Hoon Main Zindagi Ke Is Safar Se Be-Maqsad Si Mohabbat Aur Matlab Ki Dosti
1807
« on: May 04, 2012, 05:44:33 AM »
nyc dp :okk:
kuch deer pehle darr lag raha tha, ap nice ho gey? :lost: lol
1808
« on: May 04, 2012, 05:42:44 AM »
Sham Se Pehle talak Laakh Sulaaye Rakhen .... Jaag Uthti Hai Mohabbat ki Anna Sham Ke Baad..!!
1809
« on: May 04, 2012, 05:41:24 AM »
guysssss it was meant ke 2 lines honi chaaye shayeri ki not 4
1810
« on: May 04, 2012, 05:40:17 AM »
Ankhain :won:
1811
« on: May 04, 2012, 05:10:39 AM »
Ek pal ek saal hai tere bina. Har lamha bekar hai tere bina. Tu to jee lega zindagi apani Par. Meri zindagi bekar hai tere bina.
Dil mein Matam Aankh mein Aansu, Karwaton pe Zor Zaalim ye Tera hijar aj arooj per hai!
1812
« on: May 04, 2012, 05:08:17 AM »
Ajeeb Halat Hoti Hai Iss Mohabbat main Dil Ke..... Udaas Jab Bhi Yaar Ho Kasoor Apna He Lagta Hai..!!
haha ye hum pehle likh juke hain :pagel:
1813
« on: May 04, 2012, 04:49:37 AM »
behot buri kisam ki khaansi lagi huwi hai :sad: baki sab theek hai
1814
« on: May 04, 2012, 04:48:50 AM »
Tum Haqeqat_e_Ishq Ho...Ya Fareb Meri Aankhon Ka...? Na Dil Se Nikalty Ho Na Zindagi Mein Aate Ho..
Teri chahat hai mujhe tera intezaar bhi..
Tu laut aa meri wafaa ki khatir.. :sad:
1815
« on: May 04, 2012, 04:44:48 AM »
Ankhiiii very nice
1816
« on: May 04, 2012, 04:23:12 AM »
Wafa kay taqazon ka bhram bhi wo rakh na sakey Khud neendo se liptey hayn mujhe karwato'n mein chor kay
Nice one Jeet :smile: Mujh ko Fursat mei apni Haalat par.. Tu na aaye to Rehem aata hai !
1817
« on: May 04, 2012, 04:18:26 AM »
Dil toh aasaan samajhta tha muhabbat karna Ab musibat main griftaar nazar aata hai...
1818
« on: May 04, 2012, 04:15:36 AM »
Itne Kahan Masroof Ho Gaye Tum, JO Dil Dukhane Bhi Ab Nahi Aate.......
Mehfil lagi thi Bad'duaon ki hum ne bhi keh diya... Usse ISHQ ho Usse ISHQ ho Usse ISHQ ho...!!!
1819
« on: May 04, 2012, 04:04:40 AM »
Wo Paas Aate To Hum Baat Ker Lete, Wo Sath Rahte To Hum Pyar Ker Lete, Kya Majburi Rahi Jo Wo Chale Gaye, Wajah To Batate Hum Intzaar Ker Lete
Utha ke phool ki patti nazakat se masal dali,,,
Ishary se keh diya hum dil ka aisa hal karte hain
1820
« on: May 04, 2012, 04:02:52 AM »
Kitna Mushkil hai Mohabbat ki kahani Likhna.
Jaise Paani Pe....Paani Se.... PAANI Likhna....
Pages: 1 ... 86 87 88 89 90 [91] 92 93 94 95 96 ... 152
|