This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Messages - Ghandi_Sewa_Hajir_8
Pages: 1 ... 12 13 14 15 16 [17] 18 19 20 21 22 ... 97
321
« on: February 12, 2008, 02:31:10 AM »
Dil diya tere pyar ki had thi,
jaan diya tere aitebaar ki had thi.
Mar gaya par ankhe khuli rahi wo tere intezaar ki had thi .......
322
« on: February 12, 2008, 02:28:38 AM »
Kitne Bebus Hai Insaan Kismat Ke Aage Kitne Door Hai Sapne Haqeeqat Ke Aage Koi Ruki Hui Si Dhadkan Se Puche Kitna Tadapta Hai Dil Mohabbat Ke Aage
323
« on: February 12, 2008, 02:25:49 AM »
Dil ko todne ka kaam Mohabbat ka hai, Dilon ko jodne ka naam hai DOSTI , Dil se khel ne ka shauk rakhta hai Mohabbat , umar bhar na bhulne ka ek bandhan hai DOSTI..
324
« on: February 12, 2008, 02:23:13 AM »
Bhigi raat hai geela chand baadlon me soya hai,
Main bheega hoon , kya baadal koi tum pe bhi aaj roya hai?
Saawan ka hai mausam, baadal hi tum barasne do,
Meri aankhein na yu barsao, ab aa jao.
325
« on: February 12, 2008, 02:21:26 AM »
Woh inkar karte hain ikrar ke liye, Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye, Ulti chaal chalte hain yeh ishqwale, Ankhein band karte hain didar ke liye.
326
« on: February 12, 2008, 02:19:22 AM »
Chand ki roshni teri ankho ki chamak k liya hoti,
Pholo ki khushboo teri muskan k liya hoti,
Badal k rang teri anchal k liya hote,
Aur ye kash k tu sirf mere liya hoti.
327
« on: February 12, 2008, 02:17:20 AM »
Kahan se aati hain yeh Hichkiyan? Na jaane kaun Fariyad karta hai, Khuda Hamesha Salaamat rakhe usko, Joh Hamein Apne Dil se YAAD karta hai
328
« on: February 12, 2008, 02:13:42 AM »
Pani ka 1 katra aankh se gira abhi,
Kya tumne mujhko yaad kiya abhi,
Tujhse mile arsa hua magar,
yun laga koi mujhse mil k gaya abhi
329
« on: February 12, 2008, 02:10:21 AM »
Aapse dur kaise rah pate, Dil se aapko kaise bhula paate, Kash aap sapno ke alawa shishe me base hote, khud ko bhi dekhte toh aap nazar aate.
330
« on: February 11, 2008, 06:34:47 PM »
Kitni jaldi mulaqat guzar jaati hai,
Pyaas bujhti nahin barsat guzar jaati hai.
Apni yaadon se keh do is tarah naa aaya kare,
Neend aati nahi aur raat guzar jaati hai.
331
« on: February 11, 2008, 06:32:35 PM »
Har Raat Ke Chand Pe Hai Noor Aapse Har Subha Ki Os Ko Hai Guroor Aapse. Hum Kahe To Kaise Kahe Aye Jaan Hum Mar Jayenge Rehkar Door Aapse
332
« on: February 11, 2008, 06:21:42 PM »
Yun palke bicha kar tera intzaar karte hai,
Yeh wo gunah hai jo hum baar baar karte hai,
Jalakar hasrat ki rah par chirag,
Hum subah aur sham tere milne ka intezar karte hai.
333
« on: February 11, 2008, 06:17:28 PM »
Jab dosti ki dastaan waqt sunayega, tab hum ko bhi koi shaks yaad aayega. hum bhool jayenge zindagi ke gamo ko, jab tumhaare saath guzara waqt yaad aayega
334
« on: February 11, 2008, 06:07:42 PM »
Saaton aasmaan ki sair hum kar aaye,
Har ek taare se mulakat kar aaye,
Ek taara khaas tha…
Jise hum apne saath le aaye,
Warna aap hi sochiye,
Aap iss jameen pe kaise aaye.
335
« on: February 11, 2008, 06:04:04 PM »
Zindagi Mein Kabhi To Mujhe Yaad Karoge, Mehfil Mein Nahi To Tanhai Mein Fariyad Karoge, Humsa Na Mila Hai, Na Koi Milega, Tab Apni Kismat Par Naaz Karoge.
336
« on: February 11, 2008, 05:59:58 PM »
thanks this one is 4 u You are not only the friend I found,
You are an angle who walks on the ground,
I could search my whole life through,
And I know I’ll not find another friend like you.[/center]
337
« on: February 11, 2008, 05:55:42 PM »
hey thanks dear luv 2 have frnds like u Kya mangu khuda se tume pane ke baad Kiska karu intizar zindagi main tere aane ke baad Kyun pyar me jaan luta deta hai log Mujhe maloom hua tumhe apna banane ke baad
338
« on: February 11, 2008, 05:52:28 PM »
Is kardar hansh-2 kar mujhko rulane me Aakhir kya mila tumko hame aazmane me.
339
« on: February 11, 2008, 05:32:44 PM »
Nigaho mein aur koi dosti ke kabhi na raha,
Is kinare ka aur koi sahil na raha,
Chand jaisa dost mila humein zamin par,
Aasma ka chand bhi aab deedar k kabhi nahi raha.
340
« on: February 11, 2008, 05:30:44 PM »
jab un se pocha k chand niklta hai kaise tu zolfoon ko rukh per daal ker kaha k youn.
Jab Tak Dekha Nahi Tah Paney Ki Chahat Nahi Thi Ab Dekha Liya Tumhara Talabgaar Ho Gay.
Pages: 1 ... 12 13 14 15 16 [17] 18 19 20 21 22 ... 97
|