This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Messages - Ghandi_Sewa_Hajir_8
Pages: 1 ... 8 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 18 ... 97
241
« on: February 20, 2008, 07:30:58 PM »
Waqt Guzrega Hum Bikhar Jayenge Kaun Jaane Hum Kahan Jayenge... Hum Aapki Dost Hain Yaad Rakhna Jahan Tanhai Mili Wahan Hum Nazar Aayenge...
242
« on: February 20, 2008, 07:29:00 PM »
Aasmaan Ko Neend Aaye To Sulaayein Kahan Dharti Ko Maut Aaye To Dafnaayein Kahan Saagar Mein Lehar Aaye To Chupaaein Kahan Hume Aapki Yaad Aaye To Jaayein Kahan!!
243
« on: February 20, 2008, 07:26:11 PM »
Kaghaz Pe Humne Zindagi likh Di, Ankho Se Seech Ke Hur Khushi Likh Di, Dard Jab Humne Utara Lafzo Mai, Logo Ne Kaha WAH Kia Ghazal Likh Di
244
« on: February 20, 2008, 07:23:55 PM »
saari dunya hasti hai, jab hastay hai hum, koii bhi nahi rota, jab rotay hai hum, Ya-Allah ye dunya humay samjh bhi paai gi? ya u hee rotay rotay murr jai gai hum,
245
« on: February 20, 2008, 12:24:18 PM »
Zindagi Ka Matlab Aapne Bata Diya, Har Gam Ka Matlab Aapne Samjha Diya. Aap To Ro-Kar Bhi Apne Gamon Ko Halka Na Kar Sake, Humne Khushi Ki Aaadh Mein Apne Ghamon Ko Chupa Liya
246
« on: February 20, 2008, 12:10:55 PM »
INSAAN KA INSAAN BANNA MUSHKIL HAI VO MUJHE CHAHE AITBAAR KARNA MUSHKIL HAI
AASMAAN ME UDTE PARINDON KI CHAHCHAHAHAT AAJ HAMARA SHARAB PEENA MUSHKIL HAI
GHAR KI ALMAARI KE UPAR VO DHUNDHLI SI TASVEER AAJ BHI USKO DHOONDH PANA MUSHKIL HAI
JAANTA HUN JALA DIE HAIN SAARE KHAT USNE IS INKAAR'E'IZHAAR KO SAMAJHNA MUSHKIL HAI
GHABRAATE HAIN HUM ZAMANE KE CHALAN KO DEKHKAR "KAASH" ITNE CHEHRON KO EK AADMI ME JEENA MUSHKIL HAI
247
« on: February 20, 2008, 12:06:43 PM »
Unhe Chahna hamari kamjori hai.. Unhe keh nahi pana hamari majburi hai.. Voh kyo nahi samjte hamari khamoshiya ko Kya pyar ka izhar karna jaruri hai …….
248
« on: February 20, 2008, 12:04:02 PM »
Saath Humara pal bhar ka sahi, par woh pal aise jaise koi kal nahi rahe zindagi mein shayad phir milna humaara par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi
249
« on: February 20, 2008, 11:59:52 AM »
Chahne se koi cheez apni nahi hoti, har muskurahat khushi nahi hoti, Kehna to Chahte hai bahot kuch magar, kabhi alfaz to kabhi zuban sath nahi hoti
250
« on: February 20, 2008, 11:54:34 AM »
chand sawalaat bahut jawab mangti hai zindagi kitne jazbaat mangti hai
milti hai mujhse kabhi kabhi meri nazar jane kaisa ehtiyaat mangti hai
sangdil sanam tangdil jahan dosti mujhse kaynaat mangti hai
ashk jab khoon'e'tamanna ban chuke rooh mujhse khyalaat mangti hai
kai din fida raha hun tasveer pe unke vo khalish unki apne ehsanaat mangti hai
shart to nahi thi koi mere izhaar me aarzu magar halaat mangti hai
khoosurat husn uspe vafadari bhi ho aashiki hamari karamaat mangti hai ......
251
« on: February 20, 2008, 11:51:49 AM »
Ek Hi Din Me Begaane Ho Gaye. Kal Tak Haqeekat The, Ab Afsaane Ho Gaye. Shayad Tujhpe Mar Mittne Ka Hi Junoon Hai, Ke Tere Is Sitam Ke Bhi Hum Deewane Ho Gaye
252
« on: February 20, 2008, 11:49:01 AM »
Yun muskuraya mera dil, Ki tujhpe pyar aaya ae mere dil, Tuhi toh hai woh mera dil, Dhadkane jiski yahan mere dil, Mere ankhon mein tuh jhaank, mohabbaat sae zyada mohabbat, Dil ki woh aag dikhegi tujhe jo hai sirf tere liye ae mere dil..
253
« on: February 20, 2008, 11:43:32 AM »
Chand lavz hum ukere kaaghaz pe, K ik farmaish farmai unhone !! Likh diya naam hi unka humne, Jo maangi pyaar ki paimaish unhone !!
254
« on: February 20, 2008, 11:41:28 AM »
Kismat se apni sabko shikayat kyo hai Jo nahi mil sakta usi se Mohabbat kyo hai Kitne kaayein hai dokhae in rahon mein Phir bhi dil ko usi ka intezar kyo hai
255
« on: February 20, 2008, 11:39:49 AM »
Dil Apne Aap Dhadakta Hai, Dhadkaaya Nahin Jata Yeh Raaz-e-Mohabbat Har Ek Ko Bataaya Nahin Jata Agar Ehsaas Ho Toh, Mohabbat Ko Kar Lo Mehsoos Yeh Vo Jazba Hai Jo Lafzo Mein Samjhaaya Nahin Jata
256
« on: February 20, 2008, 11:37:19 AM »
Aap se milne ka maan kar raha hai,
Maan ko samjaya to dil tadap raha hai,
Dil ko bataya to aankhe ro padi,
Unhe chupa diya to saanse bol padi
mani da haiiiiiiii hih hih hih hih
hih hih hih thanks i didnt really get its for me or or wht lolz hih hih hih Tum Nahak Tukre Chun-Chun kar Daaman me chupaye baythe ho! Shesho ka Masiha koi nahi Kya aas lagaye baythe ho!!
257
« on: February 20, 2008, 11:33:53 AM »
Humne Kahi Ek BAAT...DIL ne Use "TARANA" Bana Diya
EK RAAT Gujari MAHFIL Mein...LOGO Ne "FASANA" Bana Diya
Jab ki Humne Unse IJHAAR-E-MOHABBAT
To UNHONE Bhi HANS Ker "DOSTI Ka BAHANA" Bana Diya...!!![/center][/color]
258
« on: February 20, 2008, 11:31:50 AM »
Kudrat ka har karishma,jajabat hamane dekha.Bahate ask dekhe unke abasar per, solo ko sabanam per gir kar machalte dekha.[/center]
259
« on: February 20, 2008, 11:30:04 AM »
hih hih hih tera okha sarya docs da ja dil mere ta aya tan x-ray kato karava nd sharum nahi ound pagal doc kol bhaj dita manu hih hih hih kuch nasha apki baton ka hai kuch nasha dheemi barsat ka hai hamne aap yunhi sharabi math kahiyae yeh dil par asar apkae mulaqat ka hai!!!!!!![/center]
260
« on: February 20, 2008, 11:26:09 AM »
Dil ki baat dil mein mat rakhna, Jo pasand ho usse ILU kehna, Agar wo ghusse mein aa jaaey to darna mat , Raakhi nikalna aur kehna pyari behna milti rehna.[/[/color]center]
Pages: 1 ... 8 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 18 ... 97
|