October 06, 2024, 06:50:31 PM

Show Posts

This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.


Messages - Ghandi_Sewa_Hajir_8

Pages: 1 ... 7 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 17 ... 97
221
Love Pyar / Re: You Might Fall In Love Tomorrow................
« on: February 22, 2008, 11:41:34 AM »
nic jobe guyz keep it up

222
Introductions / New Friends / Re: ssa_____punjabi_janta_____
« on: February 22, 2008, 11:32:46 AM »
ssa

223
Shayari / Re: Shayiri posted by $$MaStaNa$$
« on: February 21, 2008, 11:38:54 AM »
Jab koi khayal dil se takrata hai,
Dil na chah kar bhi khamosh reh jata hai...
Koi sab kuch kehkar pyar jatata hai,
Koi kuch na kehkar bhi sab bol jata hai.....
[/
color]

224
Shayari / Re: Shehar tere diyan galiyan_
« on: February 21, 2008, 11:36:43 AM »
Badi Muddat se chaha hai tujhe,
bad Duaon se paya hai tujhe,
tujhe bhulane ki socho bhi to kaise,
Kismat ki Lakiron se churaya hai tujhe

225
Shayari / Re: pushde dostan da pyar kiwe payida.................
« on: February 21, 2008, 11:32:34 AM »
Na Chahat hai sitaro ki
Na tammana hai nazaron ki
Bas aap jaisi Dost mil jaye
to kya zarurat hai Hazaron ki

226
Shayari / Re: *** MUHABBAT ROG HAY JAANA ***
« on: February 21, 2008, 11:30:15 AM »
Mere dil to tere pyar me itna pagal hai
Jo sab ko chodke tere paas rehta hai
Yaha tak ke muje uski zarurat hai
Phirbhi mere paas aake usne dharakna chordiya hai

227
Shayari / Re: Tumhain Bakhshi Hai Dil Pey Hukumrani ..
« on: February 21, 2008, 11:27:54 AM »
[Sirf Chahne Se Koi Baat Nahi Hoti
Suraj Ke Samne Kabhi Raat Nahi Hoti,
Hum Chahte Hai Jinhe Jaan Se Bhi Jyada,
Wo Samne Hai Par Baat Bhi Nahi Hoti

228
Shayari / Re: Manzal BhaaveiN ikko Hovay
« on: February 21, 2008, 11:24:50 AM »
Tum mujhe bhool jao who tumhari marzi,
Par tum mere har saans mein ho,
Mere dil ki har dharkan mein tum ho.
Mein tumhe bhool jao yeh ho nahi sakta,
Par jab bhool jaon gi samjo mere life MISS hogeyi.

229
Shayari / Re: baat kuchh to jaroor hai ......................
« on: February 21, 2008, 11:22:31 AM »
thans sohni darlin

Saath rehte rehte yuhin waqt guzar jayega
Door hone ke baad kaun kise yaad aayega
Jee lo ye pal jab humsath hai
kal ka kya pata, waqt kahan le jayega ....

230
Shayari / Re: Shayiri posted by $$MaStaNa$$
« on: February 21, 2008, 11:19:53 AM »
not again same request


Zamaney Ko Chor Aaya Tha Sirf Tere Liye
Main Apnoon Se Moonh Moordh Aaya Tha Sirf Tere Liye
Tuney Meri Mohabbat Ka Aisa Sila Diya Ke Abb Soochta Hoon
Ke Kyun Apne Dil Ko Dhooka Dey Aaya Tha Sirf Tere Liye
[/color]

231
Shayari / Re: Shayiri posted by $$MaStaNa$$
« on: February 21, 2008, 11:16:36 AM »
hmmmmmmmmm baki tan sohna likhya par can u rite ths punjabi in english jina chir manu punjabi parni nahi a jandi lolz its a request



Kisi ki Dil main hay koi ehsas baki hay,
Badalte mausmon ke dermyan ik raz baki hay,
Umeed hay humain phir milain ge wo aik din,
Khuda per hay bherosa abhi Khuda ki zaat baki hay..!

232
Shayari / Re: Shayiri posted by $$MaStaNa$$
« on: February 21, 2008, 11:14:07 AM »
Raat Ko jaag kar subha ka intazar karna
aapse milkar bhi milne ka intezar karna
Kuch to Kashish hai Aap me
Kanha se sikha aapne karar dekar bekarar karna

233
Shayari / Re: Shayiri posted by $$MaStaNa$$
« on: February 21, 2008, 11:11:09 AM »
Aap har manzil ko mushkil samajhte hain,
Hum aap ko manzil samajhte hain,
Bada fark hai aapke or hamare nazariye mein,
Aap hume sapna or hum aap ko apna samajhte hain.

234
Shayari / Re: Manzal BhaaveiN ikko Hovay
« on: February 21, 2008, 11:07:11 AM »
Kaun hai jo mere kaano main aa kar
Ek bahaar ka paigam de gaya,
Kaun hai woh jo is veerane dil ko
Mohabbat ki rah dikha gaya,
Yu to aaram se zindagi guzar rahi thi,
Ye kaun, kahan se aakar dilbar bana gaya.

Zindgi gamheen nahi thi, na hi gamo se bhar poor,
Khuda ka diya sab kuch tha, per dil main tanhayi bhi thi,
Logo main ghire rehte the hum raat din
Per dilbar ki baaho ka nasha na tha naseeb;
Ye chupke se kaun aa gaya, kahan se
Ki un baaho ke bina hi nasha sa cha gaya.

235
Shayari / Re: de rabba mainu saah ik hor
« on: February 21, 2008, 11:03:42 AM »
Woh bhool gaye,
Mujhe kyu yaad rahi wo sham,
Dhalti raat ka masti bhara jaam,
Subah ki dhundh main khoya,
Woh dharakta pehla pyaar,
Mohabbat ke an chue nashe main,
Khone ko do dil bekaraar,

Un khaamosh nigaaho ka,
Toofani madmast sa nasha,
Baaho main bharne ki,
Woh kashish woh tadhap,
chandni raat ka jaadu tha,
Ya muhabbat ka tha asar,

Janmo ke bhandhan
Pal main baandh gayi me,
Unke garm aagosh main
Jahaan ko bhool gayi me,
Woh mohabbat ke naazuk se pal the,
Ya kisi duldul ...ki gumraah jannat,

kucch woh behke,
Kucch me khoyi,
Madhoshi ke uss pal main,
Pal ke uss milan main,
Taa janam unse bhandh gayi me,
Unki ho gayi me,

Yeh gehraate dard naak saaye,
Tanha behte khamosh aansoo,
Aye khuda taras khaa,
Zara yeh to bataa,
Woh bhool gaye,
Mujhe kyu yaad rahi woh sham ?

236
Shayari / Re: Tera naam liye bina
« on: February 21, 2008, 10:59:16 AM »
Jisko jitna hai yaad kiya......
Utna woh humse dur hua,
gustakhiyan nahi ki koi.....
Bus yahi ek humse kasoor hua,
ab mai hun pareshan to kya hua....
Jo dard tha woh nasoor hua,
ab tu hai subha mein aur shab mein.....
Ab yaadon mein jeena dastur hua.

237
Shayari / Re: Shayiri posted by $$MaStaNa$$
« on: February 20, 2008, 07:39:26 PM »
Humare chehre par khushi dekhna chahtay hain woh

woh kya jaane dil ko unkay aanay say chain aay


Humien hai mahobbat tumse kaise tujhe hum bataiyen

Yeh raaz bhala kaise duniya say hum chupaien



Aay sanam teri saadgi pay fida ho gay hum

Tera chehra yeh roz sapno main aakar humien sataey



Tujhe kya khabar koi tumhien kis kadar chahta hai

Dil darta hai jataiye to kaise hum jataien


Dilki hare umang pay, mosam kay har rang pay

Koi chupke se aakar tera naam kyon likh jaay



Tu basa hua hai humdum sirf mere sapno mein

Par tu zindagi ki haqiqat hai kaise hum batlaein



Mahobbat ka koi imtihaan lekar dekho mere sanam

Tere liye khuda ki kasam chir kay dil dikhlayein

238
Shayari / Re: Shayiri posted by $$MaStaNa$$
« on: February 20, 2008, 07:37:23 PM »


Raat Ko jaag kar subha ka intazar karna
aapse milkar bhi milne ka intezar karna
Kuch to Kashish hai Aap me
Kanha se sikha aapne karar dekar bekarar karna

239
Shayari / Re: Shayiri posted by $$MaStaNa$$
« on: February 20, 2008, 07:35:08 PM »
Wo chand hai magar aap se pyara to nahi.
Parvane ka shama ke bin guzara to nahi.
Mere dil ne suni hai ek mithi se awaz,
Kya apne mujhe pukara toh nahi.

240
Shayari / Re: baat kuchh to jaroor hai ......................
« on: February 20, 2008, 07:33:16 PM »
humse dur hokar hamare paas ho tum,
hamari suni zindagi ki aas ho tum
kaun kehta hai humse bichad gaye ho tum
hamari yaadon mein hamare saath ho tum

Pages: 1 ... 7 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 17 ... 97