This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Messages - Ghandi_Sewa_Hajir_8
Pages: 1 ... 86 87 88 89 90 [91] 92 93 94 95 96 97
1801
« on: January 24, 2008, 04:05:01 PM »
Koi atka hua pal shayad Waqt mein par gaya hai bal shayad Aa rahi hai jo chaap qadmon ki Khil rahe hain kahin kanwal shayad Dil agar hai tu dard bhi ho ga Is ka koi nahi hai hal shayad Raakh ko bhi kuraid ker dekho Ab bhi jalta ho koi pal shayad
1802
« on: January 24, 2008, 03:55:43 PM »
[/glow] SAMUNDAR MEIN NA KOI JAB KINARA MILAY GA, NA APNO KA JAB TUMHE SAHARA MILAY GA, DUBTE WAQT ZARA TUM YEH DEIKH LENA, K US WAQT B TUMHE HATH HUMARA MILAY GA..
1803
« on: January 24, 2008, 03:53:44 PM »
ISHQ OR DOSTI MERI ZINDAGI KA UNWAN HAI,
ISHQ MERI ROH, DOSTI MERA EMAN HAI,
ISHQ PE KAR DOON FIDA MEIN APNI SARI ZINDAGI
MAGAR DOSTI PAR MERA ISHQ BHI QURBAN HAI. [/glow]
1804
« on: January 24, 2008, 03:46:36 PM »
SAMUNDER KO KYA DUKH HAI BATAA BHI NAHIN SAKTA, AANKHN MAI AANSUU LAA BHI NAHIN SAKTA, TU SAATH CHHODKAR JAA RAHI HAI TERA KASOOR NAHIN, HAR SHAKSH MERA SAATH NIBHA BHI NAHIN SAKTAA…….
1805
« on: January 24, 2008, 03:43:16 PM »
I love the way you talk and smile For you I can go that extra mile I love you forever, for you I ll wait Years will pass, I wont count the date I am with you each moment of your life Dont ever be said, dont ever you sigh My smell you ll find in your air Close your eyes, and i ll be there Balle; Balle; Balle;
1806
« on: January 24, 2008, 03:36:51 PM »
HAI BARISH ZARA THUM K BARAS ….JAB MARE YAAR AAJYE TU JAN K BARAS…PEHLE NA BARAS K WO AA NA SAKE…PHIR ITNI BARAS K WO JA NA SAKE… [/glow]
1807
« on: January 24, 2008, 03:33:06 PM »
MUDDAT SE DOOR THE HUM TUM, EK ZAMANE KE BAAD MILNA ACHA LAGA. SAGAR SE GEHRA LAGA AAPKA PYAR, TAIRNA TO AATA THA PAR DOOBNA ACHA LAGA
1808
« on: January 24, 2008, 03:27:25 PM »
TOOTE DIL KO DOBARA LAGANA HAMEIN ACCHA NAHIN LAGTA KISSI KO PALKOAN PE BITHA KAR GIRANA HAMEIN ACCHA NAHIN LAGTA EK BAAR KEH DIYA KI HUM TO SIRF AAPKE HAI LEKIN BAAR BAAR HUMKO YEH BATANA ACCHA NAHIN LAGT
1809
« on: January 24, 2008, 03:24:15 PM »
KHUAB MAI JEENE WAALI LARKI KHUAB K RISHTE TOOT RAHE HAIN SADIYON SAATH NIBHAAYENGE HUM AISE WAADE KARNE WAALE KHUCH HI PAL ME CHHOOT RAHE HAIN [/color]
1810
« on: January 24, 2008, 03:21:46 PM »
KAISE KAREIN APNE ISHQ KO BAYAAN KOI KARTA HI NAHI AITBAAR, HAI HUME JINSE MOHABBAT UNKO HI NAHI HUMSE PYAAR.
1811
« on: January 24, 2008, 03:19:07 PM »
AAJ PHIR SE UDAASI CHAAYI HAI, TANHAYI ME BAITHE YAAD AAP KI AAYI HAI, IN PALKO KO BAND KAISE KAR LOON, IN ANKHO ME TASVIR JO AAP KI SAMAAYI HAI
1812
« on: January 24, 2008, 03:13:20 PM »
w39: :;) Tainu bhulna tan ainna aukha nahin, par jale dil da ilaaj ki kariye..! Je jaan le ke hi tusi khush hona, tan ainni gal utte tuhanu naraaz ki kariye..! [/color]
1813
« on: January 24, 2008, 03:09:51 PM »
Zindagi vich fer kade mile je aapa, kite… vekh ke na nazra jhuka lavi, “TENU VEKHYA LAGDA YAAR KITE†bas ina keh ke jaffi pa lavi [/color] Balle; Balle; Balle; Balle;
1814
« on: January 24, 2008, 03:04:32 PM »
Jatt te kudi bench te baithe c ; Jat-Tuhada Naam? KUDI- Neena, te tuhada.. Jat- Main kameena. hih hih. Kudi-Lagde ta nahin. Jat- Thoda naal ho k baith pata lag jau.., Balle; Balle; Balle; hih hih
1815
« on: January 24, 2008, 02:17:04 PM »
Adaalat hum khuda ki khadey hain insaaf aur sachai ke chakaron mein parhein hain zindagi bhar tou dard mein rahe hain phir aaj kiyon raahat ki zid mein arhein hain sukoon ki bheekh mil bhi gayi tou suna hai pyar karne waale har haal mein marre hain..... [/color]
1816
« on: January 24, 2008, 02:14:43 PM »
Adaalat hum khuda ki khadey hain insaaf aur sachai ke chakaron mein parhein hain zindagi bhar tou dard mein rahe hain phir aaj kiyon raahat ki zid mein arhein hain sukoon ki bheekh mil bhi gayi tou suna hai pyar karne waale har haal mein marre hain..... [/color]
1817
« on: January 24, 2008, 02:06:04 PM »
andheron mein jee rahe hain hum ujaalon ki khawayish magar paye hain gam saza de raha hai khuda tou hamaara hi hoga koi karam chaahta hai mujhko duniya mein koi toote na sapna yeh reh jaye bharam..... [/color]
1818
« on: January 24, 2008, 01:59:38 PM »
akkh lagdi nahi hai raatan nu uth uth ke roz main sochdi ah bhaina bhaaiyan da saath jo kal c kiyon phir main ajj oh lochdi ah farak dilan ch pai giya boht jiyada gal karan da riha na koi fiyada mainu dekhke raah jo badal lainde una baare main sochke kiyon rovan dil vich main rakhan kadar vaaliyan nu jehde mere te una di main hovan.... [/color]
1819
« on: January 24, 2008, 01:56:12 PM »
akkh ban d jad karra, dar uth khadi hovan kitey aawe n koi sufna judai waala ve khushi mainu nahi mili,te koi gal ni tere raste cho har gam main churaalu ve ik raat ki main saari zindagi na sova gi meri har khushi teri bhaawe roz rova gi pyar zindagi cho ik vaar hunda vaar vaar ni isse lai eh judai hundi na sahaar ni "mani" karu ardaas,tere din aur raat kadey kalla na tu hovein jithe aawa tain yaad..... [/color]
1820
« on: January 24, 2008, 01:53:32 PM »
Toote hain sapne suna tha kabhi kareeb se dekha aur mehsoos kiya hai abhi khaab tou band aankhon mein hi aate hain kabhi khushi tou kabhi gam de jaate hain mod hai aisa ke bataana nahi chaahti zindagi thi tu aur ab paana nahi chaahti khabar na tujhedil kaise toota hai saanson mein bas kar tune aise loota hai dhadkan thi tum tou mukh kaise mod lu pal pal tune maara tha aise kaise shod du..... [/color]
Pages: 1 ... 86 87 88 89 90 [91] 92 93 94 95 96 97
|