This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Messages - Ghandi_Sewa_Hajir_8
Pages: 1 ... 83 84 85 86 87 [88] 89 90 91 92 93 ... 97
1741
« on: January 26, 2008, 01:12:46 AM »
Tumhari yaad ne kabhi saath na ***** Dard judayee ne mujhse kabhi muh na moda Nahi siva tujhse koye, na koye gila Woh kaun hai ki jisne mera dil na toda..
1742
« on: January 26, 2008, 01:10:55 AM »
me 2
1743
« on: January 25, 2008, 05:07:33 PM »
ONE DAY SANTA WAS CRYING. BANTA ASKED HIM WHY ARE YOU CRYING . HE ANSWERED I HAVE ONLY ONE BROTHER & BUT MY SISTER HAS TWO
1744
« on: January 25, 2008, 04:56:24 PM »
-------------------------------------------------------------------------------- Ye kaha hota, ki meri maiyat ko Tum aa jate, toh saans aa jatha
Is dil se na sahi gaye, dhooriyan tumhari Tum bhi aakhir kitna, paas aa jathe
Samajthe they hum bhi, majbooriyan tumhari Aathe toh khush na sahi, udaas aa jaate
Aayee hai neend lambi, bahut thak-haarkar Tere aane se ye kaash, hame hosh aa jatha
1745
« on: January 25, 2008, 04:51:01 PM »
Akele bi humne zindagi bahut guzari hai Magar jo mohabat tumhare yari main hai wo humne kahi nahi payee hai Her khushi har gham main jo mere saath nibhaye Hey dost, Teri dosti hame zindagi se bi pyari hai...
1746
« on: January 25, 2008, 04:48:27 PM »
Zindagi jaa chod de peecha mere Aakhir mai insaan hu pattar toh nahi Zakham jo tumne lagaya see liya hai "Roja" dil main Zahar jo tumne pilaya Pee liya hai maine
1747
« on: January 25, 2008, 04:46:18 PM »
Hum gar mitne ko taiyaar hai
Woh kuch sun.ne ko taiyaar nahi..
Hame unse hai pyar
Unhe humse pyar nahi..
1748
« on: January 25, 2008, 04:44:33 PM »
Waqt toh hame bhula chuka hai Muqaddar bhi na bhula de Pyar hum isliye nahi karte Kyu ki darte hai koye hame phir se na rula de..
1749
« on: January 25, 2008, 04:37:29 PM »
May Tujhay Bhool Jaoon Yeah Mumkin Nahee. .... Bin Tere Muskaraoon Yeah Mumkin Nahee. ..... Apnay Atraf Dekhoon Nah Dekhoo Tujhay ..... Tujh Say Milnay Nah Aoon Yeah Mumkin Nahee ..... Tere Khushyoo Pay Sub Apnay Ghum Bhool Kar ...... May Nah Khushyeah Manaoo Yeah Mumkin Naheee ..... Tere Khatir Likhoo Rooz Tazah Ghazal ...... Aur Tujh Koh Nah Sunaoo Yeah Mumkin Nahee ..... May Hoo Serah Tere Robaroo Bait Kar ...... Apney Pulkain Utaooo Yeah Mumkin Nahee :;) :;) :;)
1750
« on: January 25, 2008, 04:35:21 PM »
Agar milta hai ladka ladki usse kehte hai Pyar Agar hota hai pyar ladka ladki usse kehte hai Ishq Agar hota hai Pyar Aur Ishq Usse Kehte Hai
Mohabbat, Mohabbat, Mohabbat Balle; Balle; Balle;
1751
« on: January 25, 2008, 04:33:34 PM »
Tere pyaar ka rang chadhha hai hum par, Tabhi to itne pyaare lagte hain, Teri parchhai hain jaan hum to tujhko thaame, Tere saath saath chalte hain
1752
« on: January 25, 2008, 04:31:31 PM »
Mitaye kaun tera pyar ka kazana mere dilse Yahi toh ek sacchi mohabbat ki nishani hai Hazaro dard aur gham k bawajood bhi wo yaad aate hai Ye unki meharbani hai..!!
1753
« on: January 25, 2008, 04:28:35 PM »
Mujhe naaz hai ke too mera pyar hai, Tum ho to mujhe jine ka armaan hai, Tumhe milne se dil khil uthta hai, Meri zindagi ki ek toohi pahechaan hai, Tere siwa mujhe kisi se kya kaam hai, Tere bina mera jina bhi bekaar hai, Mujhe naaz hai ki toohi mera pyar hai.
1754
« on: January 25, 2008, 04:25:33 PM »
mohabbat mein humne bhi tokhar khayi hai na chahte huwe bhi,,,,inh ankhoin mein ansu ki bahaar chayi hai dua karte hain KHUDA se....tere ghum bhi humhe lagh jayein humne bhi apni zindagi inh ansu ke bheech mein bithayi hai
1755
« on: January 25, 2008, 04:21:52 PM »
Hum woh nahi jo tum ko ghum main chhod de, hum woh nahi joh tumse nata tod de, hum woh hain ki agar teri saanse ruk jae to tuj se apni sanse joor de.
1756
« on: January 25, 2008, 04:15:24 PM »
Khushboo Tere Pyar Ki Mujhko Mehka Jati Hai Tera Har Baat Mujhko Behka Jati Hai Saans Toh Bahut Derr Lethi Hai Aane Jaane Main Her Saans Se Pehle Teri Bahut Yaad Aa Jati Hai
1757
« on: January 25, 2008, 04:12:32 PM »
Chiragon se andhere door ho jate. to chaand ki chahat kise hoti. kat sakti akeli yeh zindgi. to pyar naam ki cheez hi kyon hoti.
1758
« on: January 25, 2008, 04:04:12 PM »
Hoton ki zuban ye aasoo kehte hai Jo chup rehte hai lekin phir bi.. behte hai Aur in aasoo ki kismat toh dekhiye.. Ye unke liye behte hai jo in aankhon main rehte hai..!!
1759
« on: January 25, 2008, 04:01:17 PM »
Teri dosti hum is tarah nibhayenge, Tum roz khafa hona hum roz manayenge, Par maan jana manane se, Warna yeh bheegi palkein le ke kaha jayenge
1760
« on: January 25, 2008, 03:58:52 PM »
Naye saaj par geet gane laga hai Kisi aur se dil lagane laga hai
Mere pyar main jisne dunia bhulayee Suna hai mujhe woh bhulane laga hai
Arre..!! haath se tum zara thaam dil ko Jalaq roop apni dikhane laga hai
Jalata nahi doosra aur koyee Tumhe dil tumara jalane laga hai
Na "Roja" gabra agar gam ne ghera Chalakta hua jaam aane laga hai...
Pages: 1 ... 83 84 85 86 87 [88] 89 90 91 92 93 ... 97
|