This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Messages - Ghandi_Sewa_Hajir_8
Pages: 1 ... 67 68 69 70 71 [72] 73 74 75 76 77 ... 97
1421
« on: January 29, 2008, 01:38:23 AM »
Raah sapon ki taaron jadi chahiye Pair rakhne ko dharti khadi chahiye
Zindagi ko toh jeena saral hai yahan Dard sehne ko himmat badi chahiye
Aasuwon ka bahut hai andhera ghana Ek muskaan ki fuljadi chahiye
Tann ko lohe ki kadiyon se bandho bhale Pran ko phool ki hathkadi chahiye
Umer lakhon baras ki mile-na-mile Pyar ki bas ghadi-do-ghadi chahiye [/glow]
1422
« on: January 29, 2008, 01:36:23 AM »
hih hih nic lindx jotty keep it up hih
hamy b ek sham tanha da do jo mulakat hoi thi os ko ek nam da do
hum tumhay bhool jy kuch is terha ek pal ma tara khayl na ay jaha hamy koi asa pata da do
ma tujh bin ge sakoo kuch sas da do mari bemaqsad zindge ko ek lagam da doo
woh jay aur phir na kabhi lut kr ay mari zindge ma koi asa makaam da do
asi bari bari baty kerny ka kya fada mani bas in sab k elawa baqi sab behasaab da do
1423
« on: January 29, 2008, 01:33:48 AM »
Kya hua dil ko samaj aata nahi Chand bhi dil ko lubha pata nahi
Jane kaise rog dil ko lag gaya Ab kabhi hasta nahi, gata nahi
Joh bhi aata hai bada jata hai gham Koyee mausam ab khushi lata nahi
Aur sab milkar chale jate sabhi Gham agar mil jaye toh jata nahi
Bhool kya "mani" ... Tumse ho gayee Bhool kar bhi tum edhar aata nahi.. [/b] [/glow]
1424
« on: January 29, 2008, 01:31:48 AM »
Aap Ki Dosti Ko Hum Zindagi Bhar Nibhayenge. Aap Ka Har Dard Apne Hisse Main Laayenge. Bus Aapke Chehre Par Ek Muskaan Chhod Jaayenge. Gar Aapko Aayega Maza To Hum Sau Baar Likh Jaayenge
1425
« on: January 29, 2008, 01:29:52 AM »
k thanks oh nd thnks for the rose she told me u send a rose oh yah no thanks no sorry lolz Is DIL main aa saka na koyee
Is DIL ko chura saka na koyee
Kasoor is main kisii ka nahi
Aap Jaisi DIL main Jagah, Bana Saka Na Koyee....
1426
« on: January 29, 2008, 01:28:00 AM »
Tum samne they hum shikayat na kar sake Ghum ho gaye kahi hum ebadat na kar sake
Hum chahte toh cheen sakete they zamane se magar Ruswayee se aapki bagawat na kar sake
Muddath guzar gayee baite hai rahguzar per, Ek tum ho joh kabhi nazre enayat na kar sake..
Woh tera zameer tha ki kasme-wade bhula diye, Hum hai ki jajbathon ki tijarath na kar sake..
Tum mujhse juda hokar mujhe bhool gaye ho Ek hum hai jo tere yaad se adavat na kar sake
Pyar ki maut per tum kaise khush ho Sanam Hum hoton per tabassumo ki sajawat na kar sake
1427
« on: January 29, 2008, 01:26:24 AM »
Humne toh ek aashiyane ki dua mangi thi Joh mila, nahi us virane ki dua mangi thi Zahar ka jaam de gayee woh mere hathon main Maine toh mohabbat ke paimane ki dua mangi thi..!!
1428
« on: January 29, 2008, 01:24:44 AM »
UNSE ROZ MILNE KO DIL CHAHTA HAI KUCH SUNNE SUNANE KO DIL CHAHTA HAI THA KISI KE MANANE KA ANDAAZ AISA KI PHIRSE RUTH JAANE KO DIL CHAHTA HAI...
1429
« on: January 29, 2008, 01:22:31 AM »
yar hum ko jo b mila bewafa nikla ab na kery gy mohabat yah hum na elan kya bas shikwa ha is zamany sy itni k bata dy hamaie woh mohabat ko sary bazar ku rooswa kerty haie
1430
« on: January 29, 2008, 01:20:45 AM »
woh hum sy wafa nhi kerty tu kya ha mara yah dil osi pr merta is baat ka kaha ghum ha ghum tu os ki bas ek hi baat k a dost hum na on sy pyar ky aur os na mary sath khilwar kya
1431
« on: January 29, 2008, 01:08:00 AM »
Waqt ne sari kahani hi badal dali Pyar ka naam jo aata hai toh darr lagta hai Zhakam kuch aisa bhi apno ne diya hai mujh ko Ab Koyee haath milata hai toh darr sa lagta hai..
1432
« on: January 29, 2008, 01:06:27 AM »
Jo Aapka Dil Kare Bata Dijiye Par Yun Chup Rehkar Na Hume Saja Diye. Humto Kab Ke Ban Gaye Hain Aap Ke Deewane. Jab Bhi Aap Ka DIL Kare Bula Lijiye....
1433
« on: January 29, 2008, 01:04:41 AM »
hey ashu ehhe c i knwo ur name lolz oh nd nic lines
Es dil ka kaha mano Majid, ek ehsaan kardo Ek benaam si Mohabbat, mere naam kardo Mujh pe sirf itna ehsaan kardo Ek bar subah ko milo ... ek bar shaam ko milo..
1434
« on: January 29, 2008, 01:01:54 AM »
Unki Chahton Main Humne Khud Ko Kho Diya. Unke Hi Naam Zindagi Ka Har Lumha Kar Diya. Ya Khuda Ye Kaisa Sila Mila Hai Mujhe Unse. Ke Aaj Unho Ne H Mere Pyaar Ko Ehsano Ka Naam De Diya.....
1435
« on: January 29, 2008, 12:57:43 AM »
Ahsaan hai tera dil per, ke ishq tumne sikhaya Dhoondthi kayee bar dil ko, Dariya-e-gam hi paya Lutaya kayee bar is dil ko, humne tere katir Rang tera wafa ka meri, ashkon main nazar aaya Hoti hai band saanse, na hoga shikwa kisii ko Samjhenge woh ke unko, koyee khuwaab bura aaya
1436
« on: January 29, 2008, 12:52:16 AM »
jab b ata ha hamari yadoo ma kasam sy mari sanso sy sabnam chura ly jata ha
ankho sy kuch is terha dakhta ha k dil aur dharkan k aik rista bana jata ha
woh ata tu ha sirf pal bhar k ly mager chan mara lut kr ly jata ha
1437
« on: January 29, 2008, 12:50:08 AM »
Chand mann main sama gaya koyee Zindagi jagmaga gaya koyee..
Mai na ab tak jara sambal payee, Raat itni kwaab dikha gaya koyee..
Chain mann main na neend aankhon main Rog aisa laga gaya koyee..
Naiyan sawan bane hai ro ro kar Dard itna jaga gaya koyee
Maine Poocha ki zindagi kya hai Hai Tamasha, "mani", bata gaya koyee..
1438
« on: January 29, 2008, 12:48:17 AM »
Jo Tune Diya Usse Hum Yaad Karenge,
Har Pal Tere Milne Ki Faryaad karenge.
Chale Aana Jab Kabhi Khayal Aaye Mera,
Hum Roz Khuda se pehle Tujhe Yaad Karenge Balle; Balle; jotty
Tute huwe pal ka gam na kar saathi Hum toote huwe pal main hee zee lenge Tum milne na aaye per, milne ka wada toh karo Hum tere wade ke sahare hee sari umar zee lenge...
1439
« on: January 29, 2008, 12:43:17 AM »
Sehma sehma darra sa rehta hai Jane kyun ji bhara sa rehte hai Kaai si jum gai hai aankhon per Sara manzar harra sa rehta hai ek pal dekh loon tu uthta hoon Jal gaya sab zara sa rehta hai Ishq mein aur kuch nahi hota Aadmi bawra sa rehta hai
Balle; Balle; Balle; jotty
Yeh kaisi Mohabbat hai, kaisa ehsas hai paaker bhi tujhe kyon dil udaas hai main sonchta hoon sirf tumhare hi baare mein tu hi hai zindagi meri tu hi mera pyar hai...... Balle; Balle;
1440
« on: January 29, 2008, 12:40:58 AM »
Pyaar kamjor dil se kiya nahi ja sakta, Zeher Dushman se liya nahi ja sakta, Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki us ke bina jiya nahi ja sakta.
Balle; Balle;chakte fatte
jotty
Manzil Ki Raah Main Hum Kahan Kahan Nahi Bhatke Hain Aey Jaaneman Tujhe Dekhne Ko Hum Bohat Tarse Hain. Yun Na Laga Humpe Koi Ilazaam..e..Sanam Humto Aaj Bhi Dil..O..jaanse Tumpe Marte Hain.
Pages: 1 ... 67 68 69 70 71 [72] 73 74 75 76 77 ... 97
|