This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Messages - Ghandi_Sewa_Hajir_8
Pages: 1 ... 66 67 68 69 70 [71] 72 73 74 75 76 ... 97
1401
« on: January 29, 2008, 02:25:12 AM »
Jalta raha aankho.N mai wo khwubaab kya likhun Tumhi batao zakhmo.N ka hisaab kya likhun
U.N to tufaano se ladhkar paayi hai zindgi Na nikal sake jis se wo girdaab kya likhun
1402
« on: January 29, 2008, 02:23:18 AM »
Kaisi ye raina aayi apne Khumar-e-Ishq mein Muhobaat ka Naam-O-Nishaan Nahi Kahin Jismein.
Kaisii ye Zannat Hai, Bastey Nahi Zannati Kahin Jismein Na Koi Poore Kare waadey, Na Koi Nibhaye Rasmein.
Ye bhi Dil kya Dil hai, Insaniyat ke siva kuch nahi ismein Dekhna hai to Surat na dekho, Dhoke ke siva kuch Nahi Ismein
Insaaf ke Darr par, Seerat Nainsafi ki, Jhuti Sab Kasmein Apne Haq ki Guhar karna pyare, Nahi Tere mere bass mein.
Tu Na dekh "mani" Sapna aisa Koi, Sahare ki Umeed Ho Jismein Wo Tinka "Nirbhay" hi tha Jo Beh gaya Mauz-e-Gardish mein!!!
1403
« on: January 29, 2008, 02:20:34 AM »
Khoon dil ka ashq bankar beh gaya Behte-behte dil ka kissa keh gaya
Doobkar tareekiyon main waqte-sham Zindagi ka raz sooraj keh gaya
Lut gayee insaniyat aur aadmi Dekhte ka dekhte hi re gaya
Aadmi insaf pane ke liye Zulm kitne zindagi main seh gaya
Jis pe thi "mani" ko sahare ki umeed Mauz gardish main woh tinka beh gaya
1404
« on: January 29, 2008, 02:18:26 AM »
Yakeenan yeh anokha hadsa hai Ki hum milte hi phir se juda ho gaye Kasaq-si reh gayee hai dil main lekin Chalo kuch din toh acche kat gaye hai..!!
1405
« on: January 29, 2008, 02:15:53 AM »
Gulaab ko bhi Kamal bana dete, Uski ek ada pe koi gazal bana dete, Kambaqt marti nahi hum pe koi ladki, Warna Punjab mein bhi Taj Mahal bana dete!!
Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty............
hih hih nic hih hih hih raahein jab bi milne lagti hai unse, to wo raahein mod dete hai.... waade jab bhi yaad dilaate hai hum unhe to wo kasme tod dete hai... tum yaar ko hakeekat mai paana chahte hai.....? hamare to yaar khawaabo mai hi hamara saath chod dete hai
1406
« on: January 29, 2008, 02:09:56 AM »
Yaar jo bhi mila zindagi ki Fasane mein Door Hi Hua wo Raah-e-karib aaane mein
Na Khoobsurati Ki Chahat Hai, Na Doulat Ki Tamana Aur Muhabaat Rakhti hai uduu, Mere Karib Aaane mein
Khila Gulaab main Jabb pyar aor Muhabaat Ka Titliyaan Sabb gayab thi Gulzar Khane mein..
Tanha Rehna hi Mujhko Muhabaat ka sabab diya Mujhe yaar Jo Bhi Mila Zindagi ke fasane Mein!!
1407
« on: January 29, 2008, 02:08:04 AM »
MAANA KE KABHI DIL KI BAAT NA BATAAOGE PAR AANKHON MEIN JO HAI WOH KAISE CHUPAAOGE VAADA RAHA HAMARA YEH AAPSE HAMARE BINA HAZAARO MEIN BHI AAP KHUD KO TANHA PAAOGE
1408
« on: January 29, 2008, 02:05:37 AM »
Tum milo na milo, milne ka gam nahi Pass se guzar jao, milne se kam nahi
Mana ki tumhe hamari kadar nahi Unse poocho sanam, jinhe hasil "mani" nahi
1409
« on: January 29, 2008, 02:01:48 AM »
Jis tarah chahe aajma lo Jaan dekar bhi saat nibhaungi Do gaz kafan la do mujhe Mai tumhari pyas bhujhaungi
1410
« on: January 29, 2008, 01:57:45 AM »
woh raat bhi tanha thi, yeh raat bhi tanha hai, dil mein jo baat thi, woh baat bhi tanha hai.
dil ke aasmaan mein,udaasi ka andhera hai, gam ki nisha ka ab na koi savera hai, ankhon mein aansuon ki barsaat bhi tanha hai... woh raat bhi tanha thi, yeh raat bhi tanha hai...
bujha hua chaand hai, woh khamosh kinaare, na neend hai apni, no koi humaare. baadalon ki taaron se mulaakaat bhi tanha hai... woh raat bhi tanha thi, yeh raat bhi tanha hai....
1411
« on: January 29, 2008, 01:55:49 AM »
Sun sohniye.. Husn diye pariye ni..... tu sohni e koi vazir te nahi... Jina naal kare tu hass - hass gallan, j o badshah ne te assin koi faqir te nahi.. . Manya k tu boht sohni e par tu syalan di heer te nahi
Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty ne..........
bhut sohana likhya jotti keep it up Koyee manane aayega ya nahii Yeh sochkar root jane se darthi hu Dil lagane ko log khel samajte hai Isliye mai dil lagane se darthi hu Her shaks pehle hassake Phir Aasoo de jata hai.. Shayad isliye... Mai muskurane se zara darthi hu.. :;) :;) :;)
1412
« on: January 29, 2008, 01:53:47 AM »
Bahut koshish ke baad bhi Dil na samjhe toh mai kya karu?
Din main chain aur raat ko neend na aayee toh mai kya karu?
Aapko sochte hii Aankhein Ashq bersaye toh mai kya karu?
Chahkar bhi aapko bhula na pau toh mai kya karu??
1413
« on: January 29, 2008, 01:52:14 AM »
Tum agar hum kalaam ho jate Faasle sab tamaam ho jate
Umer ber aapki ibadat karti Poore agar mere armaan ho jate
1414
« on: January 29, 2008, 01:50:31 AM »
Palkaan vichawan tereaya rahhan vich, jindgi guzaara tereayan sahan vich.. Kuch hor nahi ik aarzo hai meri, je maut vi aave teriyan Bahaan vich....
really nic lines luv them keep it up Do dil phir juda ho gaye Do din main kya se kya ho gaye Waqt ne sab maine badal diye Bawafa they jo wo bewafa ho gaye
1415
« on: January 29, 2008, 01:48:49 AM »
Accha kiya tum bulaye na aaye Varna ye aasoo hote paraye
Phoolon ki rahe, kaliyon ki chahe Ut.thi nahi thi pal ko nigahe Accha kiya ye kante chubaye Varna chaman bhi hote paraye
Hawawon ki sergam bajti hai herdam Dulhan bani hai chanda ki poonam Accha kiya deep sare bhujaye Varna sapna bhi hote paraye
Sooraj ki chadar oode hai galiyan Saanson main palti mati ki raliyan Accha kiya jo badal churaye Varna ye rishte hote paraye [/glow][/b]
1416
« on: January 29, 2008, 01:47:07 AM »
Aao phir hum pehle ki tarah pyar kare sanam Haat haathon main lekar bathein do chaar kare sanam Ye raat yahii tehar jaye, saher na ho Aao Khuda se yahii Dua-e-Yaar kare ...sanam!!
1417
« on: January 29, 2008, 01:45:29 AM »
Phir meri aankhon ne ek kwaab dekha hai Sare shaam chath per nikhla mehtaab dekha hai Abhi tak joh maine usse likha bhi nahi hai Apne tassavoor main us khat ka jawab dekha hai..
1418
« on: January 29, 2008, 01:43:53 AM »
Bewafa se bhi pyar hota hai Aur yaar kuch bhi ho, yaar hota hai Hum Bawafa they isliye nazron se gir gaye Shayad unhe talash kisii bewafa ki thi... Kismat bhi ajeeb khel khelthi hai zindagi main "mani" Meri zindagi main Yaar Jo bhi Mila... Zindagi main Zaher ghol ke chal diya
1419
« on: January 29, 2008, 01:42:08 AM »
Kya faida hua hai ab intezar karke Gardish main aa gayee hai hum tumse pyar karke
Is daur main wafa ka hum karobaar karke Sunnat nibha rahein hai dushman se pyar karke..
1420
« on: January 29, 2008, 01:40:21 AM »
Dil main toofaan liye baiti hu Yeh na samjho ki mujhe pyar nahi Tum jo aaye toh meri dunia main Ab kisii ka bhi intezaar nahi..
Pages: 1 ... 66 67 68 69 70 [71] 72 73 74 75 76 ... 97
|