May 09, 2024, 05:39:55 PM

Show Posts

This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.


Messages - ~_~jatt_o1~_~

Pages: 1 ... 5 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14 15 ... 42
181
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 03:43:02 PM »
Na jane kyun itna unse pyar kar liya..
khud se jyada unpar aitbaar kar liya…
jism mein nahin basa liya rooh mein unko…
unke chehre mein hi khuda ka deedar kar liya..

182
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 03:40:28 PM »
Zakhm baaki hai jo mile aapki mohabbat mein..
rusvaai baki hai jo mili aapki mohabbat mein..
hokar tumse juda zinda hum kahan hein,
bas chal rahi hai sans aapki mohabbat mein..

183
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 03:38:42 PM »
Hoton par fariyaad hai..aankhon mein paani ki taranh.
har lamha jinki yaad hai dil mein nishani ki taranh
woh bhul gaye hume kahani ki taranh.


184
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 03:37:23 PM »
meri aankhen band ho fir bhi tera hi deedar karti hai….

Meri to khamoshiyan bhi tujh se hi pyaar karti hai….

Ek aarzoo jo dil ki gehraiyon me bas gayee hai….

Ab to doosri aarzoo bhi pass aane se inkar karti hai…..

185
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 03:33:07 PM »
hum woh nai jo saath chod jayenge,,,
umar bhar hum toh tera sath nibhayenge,,,
ek baar kah to sahi…
teri khatir hum mar be jayenge…


186
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 03:20:20 PM »
Baith kar zameen par aasman ke liye hum roye,
na chahate hue bhi ham bas uski yadon mein khoye,
kehta raha jane kya zamana har pal,
hum to bas uski baton mein khoye.

187
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 03:15:21 PM »
Kyun aap ko yaad itna baar baar karte hein…
Har lamha har pal khud ko beqraar karte hein..
Kyun aap ki yaadon mein rehte hein har pal ghumsum…
Ye dhadkan deti hai jawaab ki hum aapse pyar karte hein..

188
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 03:10:02 PM »
Hum mangege dua rab se aap ko qaraar mil jaye..
chahte aap jise itna woh aap ka pyar mil jaye..
rahe na koi gham ab aap ki zindagi mein..
har lamha aap ko bahaar hi bahaar mil jaye….

189
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 03:09:04 PM »
Iss raat ki tanhai se,iss dard ki gehrai se
ye dil kuch baat kar raha hai,
zara samjho in fizaon ki chubhan ko,
aaj fir tumhe koi yaad kar raha hai.

190
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 03:07:46 PM »
Kahan koi aisa mila jispe dil luta dete,
har ek ne dhoka diya.. kis-kisko bhula dete,
apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain,
krte byan to mehfl ko rula dete….

191
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 03:06:08 PM »
Yeh dil ka zakhm tumne diya hai to koi baat nahin,
Yeh jigar ka dard agar tumne diya hai to koi baat nahin,
Majaal kiski thi ki kehta mujhe deewana,
magar yeh tumne kaha hai to koi baat nahin……

192
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 03:04:53 PM »
Unki tasveer ko seene se laga lete hain,
Iss tarah judai ka gham mitaa lete hain.
Kisi tarah zikar ho jaye unka,
To hanss kar bheegi palkein jhuka lete hain.

193
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 03:03:48 PM »
Dil tod diya ab chitha bhi jala dena,
Kafan na ho to dupatta odha dena,
Koi puche rog kya tha toh nazar jukhakar
“Mohabbat” bata dena!

194
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 03:02:52 PM »
Guzre hue lamhon ka, zakhm hai dil par
Bichdi hui yaadon ka, asar hai hum par
Kisi ki yaad mein rona, mustakbil hai apni
Ghut ghut kar jeena bhi, taqdeer hai apni
Yeh badnasebee hai meharbaan hum par
Guzre hue lamhon ka, zakhm hai dil par
Raaton ko jagna fitrat hai apni
Dard-e-dil ko seena bhi kismat hai apni
Bewafaa hone ka ilzaam hai hum par
Guzre hue lamhon ka zakhm hai dil par

195
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 03:01:47 PM »
Teri wafa ne mujhe khud aur sitam karne na diya
Jo aaye palkon par moti unhe jharne na diya
Maine samhja hai khud ko sada amanat teri,
Isi khayal ne mujhko kabhi marne na diya…

196
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 02:58:56 PM »
Zindagi kisi ki Amanat nahi hoti,
Amanat me kabhi khayanat nahi hoti,
Dil ko sambhal ke rakhna DOST…..
Ishq ki jail me kabhi zamant nahi hoti

197
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 02:57:51 PM »
Dil Ko Manana Gar Hota Aaasaaan
Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan
Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main
Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan

198
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 02:56:33 PM »
Jane Kyun Hame Aansu Bahana Nahi Aata ,
Jane Kyu Hal -e-dil Batana Nahi Aata,
Kyun Sathi Bichad Jate He Hamse,
Shayad Hame hi Sath Nibhana Nahi Aata!

199
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 02:54:40 PM »
Ek alag si pehchan banàne ki aadat hai Hùme,
Zakhm hö jitna gehra utna muskurane ki aadat hai Hùme ,
Sab kùch luta dete hai Dösti me
kyunki Dösti nibhane ki aadat hai hume

200
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 05, 2007, 02:53:47 PM »
Bikhri hui zulfoon ko girahgeer bana lo,
rakhna hai mujhe qaid to zanjeer bana lo
kaagaz pe lakeeren to bahut kheech le tumne,
ab sab ko mila kar meri tasveer bana lo

Pages: 1 ... 5 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14 15 ... 42