June 15, 2024, 11:25:22 PM

Show Posts

This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.


Messages - ~_~jatt_o1~_~

Pages: 1 ... 12 13 14 15 16 [17] 18 19 20 21 22 ... 42
321
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 06:08:55 PM »
Dekh k humein woh sar jhukate hain bula k mehfil mein nazrein churate hain nafrat hai humse toh bhi koi bat nahin par gairon se milke hamara dil kyon jalate hain

322
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 06:07:21 PM »
Kitna bebas hai insaan kismat ke aage, kitne door hai sapna haqiqat ke aage, koi ruki hui dhadkan se puche, kitna tadapta hai dil mohabat ke aage..!

323
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 06:05:25 PM »
IS DIL ko kisi aahat ki AAS rehtii hai,Niagaah ko kisi surat ki PYAAS rehti hai,
Tere bin kisi CHEEZ ki kami to nahi, MAGAR tere bin ZINDAGI UDAAS rehti hai…


324
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 06:04:19 PM »
Koi Kyun Hamara Intezar Karega, Apni Zindagi Hamare Liye Bekar Karega……. Hum Kaun Se Kisi Ke Liye Khaas Hain, Kya Sochkar Koi Hume Yaad Karega

325
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 06:02:30 PM »
kisi ne hume aashiq kaha.kihi ne hume dewwana kaha…….lekin aakon main aasoo tab aaye jab apne hume begana kaha

326
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 06:01:02 PM »
hum tadpate hai unki yaad main…..dil rota hai unki fariyaad main…….a khuda dikhade surat ek baar uski…..kahi nikal na jaye dum unke intezaar main

327
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 05:59:51 PM »
Har dhadkan mein ek raaz hota hai, Har baat ko batane ka ek andaz hota hai, Jab tak thokar na lage bewafai ki, Har kisi ko apne pyar par naaz hota hai

328
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 05:58:48 PM »
bhoole hume vo kuch is tarah….ki unhe samaj pana mushkil ho gaya…kya pata koi khata ho gayi humse..ya koi aur zyada unke karib ho gaya

329
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 05:57:03 PM »
Saath Humara pal bhar ka sahi,
par woh pal aise jaise koi kal nahi
rahe zindagi mein shayad phir milna humaara
par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi.

330
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 05:55:54 PM »
Apko bhul jaye wo nazar kaha se laye…. Kisi aur ko chah le woh jigar kaha se laye…. Nahi reh sakte app ke bina…. Uff bhi na nikle wo Zeher kaha se laye……..


331
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 05:53:22 PM »
jina di fidrat vich dagha oh kade bffawa nahi karde jo rukh jayada ucche ne o kise nu sawa nahi karde
maneya ke oh sabh to sohney ne
maneya ke oh sabh to change ne
per sanu bah ki ohna da je sade val nighawa nahi karde


332
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 05:52:00 PM »
Har kisi ko mahobbat mile zaruri to nahi, har ankhon ko khuaawab mile zaruri to nahi, Khuda ki adate hai intihan lena, har intihan hum pass ho zaruri to nahi.

333
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 05:50:20 PM »
Dil da dard dil ch chupa leya ni, Dunia chad tenu apna bana leya ni, Takna chad ditahun teri tasvir nu, Asi tenu hi aakha vich vasa leya ni.


334
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 05:49:01 PM »
Jinki tamanna dil me thi, judai ab hum unki sehte hain, fursat hi nahi humse kuch batein karne ki, islie ab hum har waqt khamosh rehte hain

335
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 05:47:14 PM »
Hanskar Wo Gum ki Saza dete hain, Zeher mein Thoda sa Pyaar Mila dete hain. Jab bhi Naam Aata hai Unke Diwano ka, Log Meri Taraf Ungliyan Utha dete hain


336
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 05:19:28 PM »
DIL JALA KAR MUSKURATE HAIN WOH, APNI AADAT SE KAHAN BAAZ AATE HAIN WOH, POOCHH LETE HAIN MUJHSE HAR RAAZ MERA, APNI HAR BAAT MUJHSE CHHUPATE HAIN WOH


337
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 05:17:10 PM »
Wo kahin b rahen sar pe uske ilzaam to hai,uske hathon ki lakiron me mera naam to hai,wo mujhe apna banaye ya na banaye zamane me mere naam se woh badnam to hai

338
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 03, 2007, 04:19:17 PM »
Naa thi jiss ko humare Pyaar ki kadar, Ittefaak se ussi ko chah rahe the hum, Ussi diye ne jalaaya huma re haathon ko, Jiss ko hawa se bacha rahe the hum

339
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 03, 2007, 04:17:26 PM »
Waqt guzrega hum bikhar jayenge, kaun jane ke hum kidhar jayenge, hum apki parchayi hain yaad rakhna, jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge

340
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 03, 2007, 04:16:24 PM »
HAVA BHI HAI BADAL BHI HAI—BARISH NA HOTO KYA FAYEDA—-DOST BHI HAI WAFAADAR BHI HAI MOOLAAKAAT NA HO TO KYA FAYEDA

Pages: 1 ... 12 13 14 15 16 [17] 18 19 20 21 22 ... 42