May 23, 2024, 01:10:12 PM

Show Posts

This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.


Messages - ~_~jatt_o1~_~

Pages: 1 ... 10 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 20 ... 42
281
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 07:18:51 PM »
Apno ko jab apne kho dete he..Tanhaiyo me wo ro dete he..Kyun in palko par bithate hain log unko..Jo in palko ko aksar aansuo se bhigo dete hai.

282
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 07:17:32 PM »
Dil da dard dil ch chupa leya ni, Dunia chad tenu apna bana leya ni, Takna chad dita hun teri tasvir nu, Asi tenu hi aakha vich vasa leya ni.

283
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 07:16:29 PM »
Kaanch chubhe to
Zakham reh jaata hai,
Dil tute to Arman reh jaata hai, Laga to deta hai waqt Marham is Dil par,Fir bhi umar bhar Dil per Nishaan reh jaata hai.

284
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 07:14:51 PM »
Teriyan yadan nal preet pai baithe haan, Eh na samjhi tenu bhulai baithe haan, Duriyan ki karan giyan dur sanu, jad ruh vich hi tenu vasai baithe han… D

285
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 07:13:43 PM »
Kyun pyaar karne ki hadein hoti hein,
Kyun dil dene ki waje hoti hein,
Kyun jazbaaton ko dabana padta hai,
Kyun iss dil ko samjana padta hai,
Kyun har dil ko ye mehsoos nahin hota,
Kyun sabko ye manzoor nahin hota,
Kyun dil se dil nahin milta,
Kyun pyaar ka phool nahin khilta,
Kyun dil ke naghme dil nahin gaata,
Dil mein kya hai ye keh nahin pata,
Kya dil dene ki yahi saza hai,
Kya pyaar karne mein yahi mazaa ,

286
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 07:12:29 PM »
Khawab Dekhey Bhi Nahi Aur Toot Gaye ,
Hum Unse Miley Bhi Nahi Aur Vo Rooth Gaye ,
Hum Jagtey Rahe Duniya Soti Rahi ,
Ek Barish Hi Thi Jo Sang Hamare Roti Rahi……

287
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 07:11:33 PM »
Unka Waada He Ki Vo Laut Aayenge ,
Esi Umeed Pe Hum Jiye Jayengey ,
Ye Intjaar Bhi Unhi Ki Tarah He ,
Kar Rahe They , Kar Rahe He Aur Kiye Jayenge…

288
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 07:09:31 PM »
Socha v din lagg janda, socha vich raat
pata ni kad mulakaat karwau rab sohne sajjna de naal….
ohna nu takhan layi akhiyan thars giyan
kan trars gaye sunan nu ohna di baat
socha vich din lagg janda socha vich raat….

289
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 07:07:52 PM »
Mohabbat Wafa ke siwa kuch bhi nahi, Duniya gum ke siwa kuch bhi nahi, Unke pass hamare siwa sab kuch hai, Par Hamare pass unke siwa kuch bhi nahi….D

290
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 07:06:32 PM »
Kuch Beete Pal Ki Yaad Sajaye Rakhna,
Kuch Aane Wale Pal Se Aarzu Lagaye Rakhna,
Pal To Yuhi Aate Jate Rahenge Ae Dost,
Bas Apne Hontho Pe Muskaan Yuhi Banaye Rakhna.

291
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 07:05:38 PM »
Raat Kay Sanaatey Mein Hum Ney Kya Kya Dhokhey Khaye Hain!
Apna Hi Jab Dil Dhardhka, To Hum Samjhe Woh Aaye Hain!
Band Jharokhey, Sooni Galiyaan, Ya Phir Gham Kay Saaye Hain,
Chaand Sitarey Nikley, Lakin Mere Liye Kya Laaye Hain!

292
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 07:04:24 PM »
Ishq kiya hai waada nibhao,
Aao aao mere dil mein bas jaao,
Kuch mere kuch apne dil ki suno,
Zamaane ko bhool kar ek bar hume bhi to aazmao. …….

293
Shayari / kya karoge.....
« on: December 04, 2007, 07:03:19 PM »
kya karoge ki meri taqdeer hi aise hai
dil me chupa dard chehre pe bebasi hai
tanha dard ka jab nahi milta sathi koi
dard likhkar kahte hain yahi to zindagi hai ..

294
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 07:02:13 PM »
meri andheri duniya se poocho
zindagi nahi gujarti kabhi ahista ahista
meri bebas yadon se poocho
yadon me dafan ho rahi zindagi ahsita ahsita

295
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 06:58:13 PM »
agar dard ka kuch paimana hota
ham bhi lagate apne gam ka hisab
bech dete apne gam ko kahin
karte yun na zindagi barbad ..

296
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 06:56:35 PM »
Koi gila, koi shikwa na rahe aapse,
yeh aarzoo hai k silsila rahe aapse,
bas is baat ki badi umeed hai aapse,
khafa na hona agar hum khafa rehein aapse …

297
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 06:55:50 PM »
soochte soochte khayal aya ke khayalo main tu hai
mere har jawab aur mere saare sawalo main tu hai
kyun tujh se ittna pyaar hai khud se sawal kiya karte hain …

298
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 06:54:31 PM »
hazaro taare hain aasma pe magar chand to ak hai
hazaro chehre hain jahan main magar mera dildar to ak hai
tum himsha chand ki tarah chamko yehi dua kiya karte hain

299
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 06:53:10 PM »
SDEYA SI OHNA SAANU HAR GUSSE GILE MITAWN LAI,
PAR KUCH ESA HOYA ASI SUNDE RHE OH BOLDE RHE.
ASI HAR EK SHEY OHNA DI NU RAB WANGRA PUJDE RHE,
OH HAR EK SHEY JO SADI SI, USNU PAIRAN HETHAN MDOLDE RHE.
PEHLA SADE DIL NU OHNA TUKRE TUKRE KAR SUTEYA,
FER TUTE HOYE TUKREYA NU OH POTEYA NAAL FROLDE RHE.


300
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: December 04, 2007, 06:51:10 PM »
TUMNE TOH FIR BHI ZAMANE KA CHALAN SIKH LIYA,AKHIR BEWAFA HO HI GAI DHOKHA DIAA,MAINE TOH KUCH BHI NA SIKHA MOHABBAT KE SIWA

Pages: 1 ... 10 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 20 ... 42