This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Topics - wasim
21
« on: November 02, 2008, 06:50:47 AM »
meri ass umeed ko saad gai bad hijar farak de balbal uth pambhad wich seenay gay pakhi tang waseem de jaljal kai tarlay kitay main manawan de bha pheel de gai hai palpal main kasar sadthi rakh gia ona teel satay pe walwal
22
« on: November 02, 2008, 03:18:26 AM »
tum bhool jao mujh ko, aisa kabi na karna, main ik nazar ko tarso, aisa kabi na karna, mujh se hi mil k hasna, mujh se hi mil k rona, mujh se bichar k jie lo, aisa kabi na karna, main pooch pooch haron, so so sawal kar k, tum kuch jawab na do, aisa kabi na karna, tum chalay jao jub bi, to daikho tumhara rasta, tum lot k na aao, aisa kabi na karna,tum chand ban k rehna, main daikhta raho tumhain, kisi roz tum na niklon, aisa kabi na karna.
23
« on: November 02, 2008, 02:47:45 AM »
kadi mehak nai mukdi phulan vichon,
phul sukday sukday suk janday,
kadi pyar nai mukda dilaan vichon,
saaah mukday mukday muk janday.
24
« on: October 27, 2008, 11:49:25 AM »
Ye jo sar guzishta se phirte hain kitaabo'n waale in se mat mil ke inhe rog hain khwaabo'n waale
ab maah-o-saal ki mohlat nahi milne waale aa chuke ab to shab-o-roz azaabo'n waale
ab to sab dashna-o-khanjar ki zubaa'n bolte hain ab kahaan log mohabbat ke nisaabo'n waale
jo dilo'n par hi kabhi hakaab zani karte thhey ab gharo'n tak chale aaye wo nikaabo'n waale
zinda rehne ki tamanna ho to ho jaate hain faakhto'n ke kirdaar bhi uqaabo'n waale
na mere zakhm khile hain na tera rang-e-hina ab ke mousam hi nahi aaye gulaabo'n waale
yoon lagta hai ke qismat ka sikandar hai FARAZ magar andaaz hain sab khaana kharaabo'n wale
25
« on: October 25, 2008, 04:42:11 PM »
jo karna ik bar hi karna hai yeh her roz ki bat nahi
bazi ishq ki bazi hai jo chaho laga do dar kaisa
jeet gay tu kia kehna haray b tu bazi mat nahi
26
« on: October 23, 2008, 05:06:01 AM »
hawa kay doosh per rakhay hoy chirag hain hum buj be gay tu hawaoooo se shikait kaisi
27
« on: October 23, 2008, 05:03:48 AM »
sham guzari hai tu tanhai ka ihsas hoa be khayali main teray sath bohat door chalay gay
28
« on: October 19, 2008, 03:05:41 AM »
zamanay main sab log milay piyar k sath laiken hum na milay kisay se teri mulakat k bad dil k dar itny mazbooty se hoy band dil main utri na koi zat teri zat k bad
29
« on: October 17, 2008, 06:35:19 PM »
Meri zindagi mujhe ye bata muje bhool kar tujhe kya mila
Meri hasraton ka hisab de dil tor kar tujhe ka mila
Tere char din k pyar se mujhe umr bhar ka gham mila
Main toot kar bikhar gaya mujhe tor kar tujhe kya mila
Meri zindagi mujhe ye bata meri zindagi mujhe ye bata
Mujhe bhool kar tujhe kya mila muje bhool kar tujhe kya mila
30
« on: October 17, 2008, 06:32:53 PM »
Zindagi ab ßë wäfä §ï lägtï häÿ ! Pass reh ker Juda si lagti hai
Zindagi Aab Bewafa Si Lgti Hai
Mein Tumhare Beghair Bhi Jee Loon Ga Ye Dua Bud-Dua si Lagti Hai
Naam Is ka Likha Hai Ankhon Par Aansoon ki Khata Si lagti hai
Woh Abhi Is Taraf Se Guzra Hai Ye Zameen Aasman Si Lgti Hai
PYAAR Karna Bhi Jurm Hai Shaid Aaj DUNYA khafa Si Lagti Hai
31
« on: October 15, 2008, 02:45:28 AM »
wo mera ho jo ankhoo main haya rakhta ho har kadam sath chalay azmay wafa rakhta ho main us k naz na b uthaooo tu shikayat na karay har gum seh kar b hansnay ki ada rakhta ho Balle; Balle; Balle;
32
« on: October 14, 2008, 06:04:57 PM »
miltay hain ab wo ham se ik ajnabi ki tarah jin se barsoon hamara yarana raha ab wohi poochtay hain kaha rahte ho tum jin ke dil me barsoon hamara thikana raha huh1: huh1: w39: w39:
33
« on: October 14, 2008, 06:02:47 PM »
roz aa jaya kartay thay aansoo meri tanhai me mera saath dene aaj kisi aur ki aankhon me bas kar un ki tarah ye bi daga de ge sad0049 sad0049 sad0049
34
« on: October 14, 2008, 05:34:51 PM »
chehroon k har hajoom main hum dhondtay rahay soorat nahi mily kahain seerat nahi mily aisa nahi k hum ko muhabat nahi mily haan jaisi chahtay thay wesi kurbat nahi mily milnay ko zamanay main kai hamsafar milay laikan tabeeyatoon se tabiat nahi mily zindgi se ye hi gilla hai mujay k koi b cheez hasbay zaroorat nahi mily break:) hih hih hih hih hih hih hih hih hih hih hih hih hih hih hih hih hih hih hih break:)
35
« on: September 24, 2008, 09:25:01 PM »
kash jana inna main majboor na hunda
jay tu bar bar na azmandi minu
tay aj main teray tu ina door na hunda
thodi jahi chahat tu we kar de
kash jana dil tera inna magroor na hunda
kuch chahat tay terai dil wich v c
warna bewafai ch inna saroor na hunda
36
« on: September 23, 2008, 08:38:56 PM »
HER KOI IN HONTOO PE MUSKAN LANA NAHI JANTA HER KOI IS DIL KO CHURANA NAHI JANTA EK TUMHI HO JO HUM SE JEET GAY WARNA HER KOI HUMAIN HARANA NAHI JANTA sad;>
37
« on: September 23, 2008, 04:47:44 PM »
OKHA LANGDA WAQAT WICHODAY DA BINA YAAR GUZARA KON KARAY DUNIYA TO KINARA HO SAKDA YARAN TU KINARA KOON KARAY IK DIN HOWAY TA LANG JNDA SARI UMER GUZARA KOON KARAY sad;>
38
« on: September 22, 2008, 08:55:05 PM »
MERY DIL NY JAB B DUWA MANGI HAI TUJAY MAANGA TERI WAFA MANGI HAI JIS MUHABAT KO DEKH K DUNIA KO B RASHK AAY TERAY PYAR KARNAY KI WOH ADA MANGI HAI
39
« on: September 21, 2008, 06:52:32 AM »
Wo tum na thy ik kayaal tha, meri soch ka ik kamal tha, wo mohabbatein wo chahatein, meri uljhanon ka hi jaal tha, mere ghar mein thi jo wo ronken wo tera hi husn va jamal tha, jawab jiska kbi milla nahi, wo esa to ik sawal tha, wo aj mila to u laga, yehi to hai jis ka intzaar tha, ise yad kese na kare koi, isebhulana to mahaal tha, ab iski kia mein misaal doon, wo to apni aap misaal tha love:)
40
« on: September 20, 2008, 09:42:48 AM »
deepak main agar noor na hota tanha dil majboor na hota hum app ko milne zaroor atay app ka ghar agar itni door na hoota hug:)
|