201
Fun Time / Bhuto sa chehra tera
« on: July 17, 2009, 11:05:00 AM »Bhuto sa chehra tera
Chudeel si muskan hai
Rang tera dekh ke… rup tera dekh ke
kutte bhi hairan hai1.... :balle: :balle:
This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to. 201
Fun Time / Bhuto sa chehra tera« on: July 17, 2009, 11:05:00 AM »Bhuto sa chehra tera Chudeel si muskan hai Rang tera dekh ke… rup tera dekh ke kutte bhi hairan hai1.... :balle: :balle: 202
Mohabbat main karne laga hoon, Uljhano me jeene laga hoon, Diwana to main tha nahi lekin, Tera dewana ban-ne laga hoon Pyaar ka safar karne chla hoon, Dil ki duniya basane chla hoon, Maine khwaab abh tak na dekhe the, Tujhe dekh ke khwaabon me jeene laga hoon. Kabhi bikharta ja raha hoon, To Kabhi sawarta ja raha hoon, Qatal to mujhe hona nahi tha lekin, Teri nigahoon se hue ja raha hoon. Unse dil lagaye baitha hoon, Unhe apna banaye baitha hoon, Bas darr raha hoon yehi soch-soch ke, Aaj unse izhar karne ja raha hoon...... 203
Shayari / Derd Tere Derd Se« on: July 12, 2009, 11:50:35 PM »Mera Her Derd Tere Derd Se Kaise Alag Ho Sakta Hai Mera Her Ashk Tere Ansoon Se Kaise Alag Ho Sakta Hai Lakh Koshish Kereyin Khud Ko Dhoka Dene Ki Mera Ye Pyar Tere Pyar Se Kaise Alag Ho Sakta Hai Manjil Jab Ek Hai To Rah Mein Bhatakna Kaisa Rah-E-Mohabbat Hai Ye Rasta Kaise Alag Ho Sakta Hai Sath Mile Na Mile Ya Mile Thori Der Khawab Dono Ka Ek Hai..Kaise Alag Ho Sakta Hai Bhool Jane Ki Shikayat Hoti Nahi Hai Gairon Se Tera Ye Ishq-E-Gila..Kaise Alag Ho Sakta Hai Haalat Ke Marey Hai,,Hum Dono Hi In Rahon Mein Tera Ye Jazba Mere Se Kaise Alag Ho Sakta Hai Chandi Ke Werko Se Dhaka Hai,,Maine Apni Khawaish Ko Dil To Rahega Pjir Bhi Sona Kaise Pather Ho Sakta Hai Kash Samjh Pao Tum Kuch Bikhrey Hue Jazbaton Ko! Tera Deewana Pan Bhi Mere Saber Se Kaise Alag Ho Sakta Hai 204
Kisi Se Aisi Nafrat Kaise Kar Sakta Hai Koi Jahan Pyar Hai Wahan Zehar Kaise Bhar Sakta Hai Koi Maana Majbooriyan Hain Kuch Maana Ki Pyar Mein Kamzoriyan Hain Kuch Par Itni Berukhi, Itni Nafrat Ki Tinka Tinka Maar Rahe Ho Apne Pyar Ko Ki Tinka Tinka Jalaa Rahe Ho Apne Pyar Ko Yehi Tha Pyar Tumhara Kya Yehi Tha Saath Tumhara Pyar Tha To Nafrat Kahan Se Aayi Chahat Thi To Berukhi Kahan Se Aaye Aye Khuda Ye Kaisa Mod Aaya Hai Uski Chahat, Uske Pyar Mein Farak Kyun Aaya Hai....... 205
Shayari / Samandar Ki Tarhan« on: July 01, 2009, 12:47:59 PM »Jo Paani Mein Ho Taghyaani Samundar So Nahi Sakta Talatum Mein Wajood Apna Kabhi Woh Kho Nahi Sakta Samandar Ki Tarhan Hi Har Kisi Ka Dil Agar Hota Zamane Mein Koi Bhi Gharak-E-Toofan Ho Nahi Sakta Yeh Lehren Lekar Aaye Hain Sabak Taza Hawaon Ka Zara Socho Mein Inn Ki Yaad Mein Kuch Kho Nahi Sakta Kisi Ki Bewafai Mein Bahe Aansu Mere Itne Hua Yeh Dil Bhi Pathar Ka Kabhi Ab Ro Nahi Sakta Samandar Ka Kinara Aur Nasheeli Raat Ka Manzar Koi In Ko Bata De Aise Mein Kya Ho Nahi Sakta Jo Apne Dil Mein Gheron Ke Liye Bhi Pyar Rakhta Ho Doston Woh Beej Nafrat Ka Kabhi Bo Nahi Sakta 206
Shayari / Zaruri To Nahii« on: June 29, 2009, 11:48:40 AM »Her Shaks Ka Koi Talabgaar Ho Yeh Zaruri To Nahii Her Rishta Ka Koi Naam Ho Yeh Zaruri To Nahii Log Karte Hain Sawal Mujh Se Kitnee Her Sawal Ka Main Jawab Dun Yeh Zaruri To Nahii Ker Bethe Hain Woh Pyaar Ke Badle Pyaar Ke Umeed Her Kisi Ko Badle Main Pyaar Mile Yeh Zaruri To Nahii Tum Jis Ke Karo Khuwahish Rahe Saath Umer Bharr Woh Sadaa Saath Rahe Tumhare Yeh Zaruri To Nahii Poshida Rakhi Hain Dil Main Humne Jaane Kitni Baatein Her Baat Ka Hum Izhaar Karen Yeh Zaruri To Nahii Logon Ko Na Pasand Hai Humara Andaaz-E-Zindagi Badlen Hum Ab Apni Zindagi Yeh Zaruri To Nahii Tum Per Hai Bharosa Yeh Karte Hain Dawaa Yeh Dawaa Hamesha Qayyam Rahe Yeh Zaruri To Nahii Be-Dili Se Puchte Hain Mera Haal Hai Kaisa To Yeh Haal Bhee Woh Puchte Yeh Zaruri To Nahii 207
Shayari / Meree Zindagi« on: June 27, 2009, 12:54:32 PM »Tu Is Tarah Se Meree Zindagi Mein Shaamil Hai Jahaan Bhee Jaaun Ye Lagtaa Hai Ke Teree Mehfil Hai Ye Aasmaan Ye Baadal Ye Raasate Ye Hawaa Har Ek Cheez Hai Apnee Jagah Thikaane Se Kai Dinon Se Shikaayat Nahee Zamaane Se Ye Zindagi Hai Safar, Too Safar Kee Manzil Hai Har Ek Phool Kisee Yaad Saa Mahekataa Hai Tere Khayaal Se Jaagee Huyee Fizaayen Hain Ye Sabz Ped Hain, Yaa Pyaar Kee Duwaayen Hain Tu Paas Ho Ke Nahee Phir Bhee Tu Mukabil Hai Har Ek Shay Hai Mohabbat Ke Noor Se Roshan Ye Roshanee Jo Naa Ho, Zindagee Adhooree Hai Raah-Ye-Wafaa Mein, Koi Humasafar Zaruri Hai Ye Raastaa Kahi Tanhaa Kate To Mushkil Hai...... 208
Shayari / Romy gill ( singer )« on: June 24, 2009, 12:09:12 AM »Romy gill ( singer ) nhi rahe... ohna di tabaet theak nhi si.... aaj savare ohna di death ho gai... sade kolo ik bahot change singer chjale gye..... bahot hi wadia singer si....mae ohna nu 1-2 var milyea v ah.. bahot change suba de malak si.... parmatma ohna nu shanti dwe..... i am very sad 209
Shayari / Pahli Mulakaat« on: June 23, 2009, 02:23:17 PM »Tujhse Hui Har Ek Baat Yaad Aati Hai Jab Bhi Vo Pahli Mulakaat Yaad Aati Hai Vo Ek Ped Ke Saaye Mein Sahma- Sa Tera Badan Pahale Pahale Pyaar Ki Vo Barsaat Yaad Aati Hai Bheege Labon Se Tap-Tap Aons- Sa Girtaa Pani Sunhare Motiyon Ki Vo Baaraat Yaad Aati Hai 210
Shayari / Dil Mein Dard« on: June 22, 2009, 01:49:38 PM »Dil Mein Dard Hai Tho Kya Hua Ye Bhi Tho Unhi Ki Meherbani Hai Wafa Ka Tohfa Kuch Aisa Diya Har Aansu Mein Bas Unhi Ki Nishani Hai..... :sad: 211
Shayari / Milne Ka Wada« on: June 22, 2009, 01:45:36 PM »Milne Ka Wada Kar Gayi Thi Wapas Laut Aaungi Ye Kehkar Gayi Thi Aai Hai Ab Wo Janaze Pe Mere Wada Wo Apna Nibhane Chali Thi..... 213
Shayari / मुहब्बत का यही अंजाम« on: June 20, 2009, 01:32:40 PM »अँधेरा रोशनी को ढांपने हर शाम आएगा कहो क्या आशिकों के सर सदा इल्जाम आएगा मुहब्बत का यही अंजाम गर होना यकीनी है भला फिर कौन उल्फत के तराने गुनगुनाएगा मेरे आंसू नहीं रुकते हंसी तेरी नहीं थमती शराफत का यही क्या आदमी ईनाम पायेगा 215
Shayari / ਵੱਸਦੀਆਂ ਰਹਿਣ ਇਹ ਮਾਂਵਾਂ ਵੇ ਰੱਬਾ« on: June 18, 2009, 12:58:02 PM »ਵੱਸਦੀਆਂ ਰਹਿਣ ਇਹ ਮਾਂਵਾਂ ਵੇ ਰੱਬਾ ਮੈ ਤੇਰੇ ਅੱਗੇ ਜਾਵਾਂ ਅਰਜ ਗੁਜਾਰੀ ਮਾਂ ਹੈ ਰੱਬ ਦਾ ਨਾਂਅ ਸੱਭ ਨੂੰ ਲੱਗੇ ਪਿਆਰੀ ਜਿਸਨੇ ਮਾਂ ਦੀ ਪੂਜਾ ਕੀਤੀ ਉਸਨੇ ਹੈ ਰੱਬ ਪਾਇਆ ਮਾਂ ਬਣਾਕੇ ਰੱਬ ਨੇ ਮਾਂ ਦੇ ਚਰਣੀ ਸ਼ੀਸ ਨਵਾਇਆ ਰੱਬ ਨੇ ਵੀ ਸਵੱਰਗ ਬਨਾਏ ਮਾਂ ਤੋ ਲੈਕੇ ਛਾਂ ਉਧਾਰੀ ਮਾਂ ਹੈ ਰੱਬ ਦਾ ਨਾਂਅ ਪੁੱਤਰ ਹੋਵੇ ਜਾਂ ਫਿਰ ਧੀ ਮਾਂ ਸਭ ਨੂੰ ਇੱਕੋ ਜਿਹਾ ਚਾਹਵੇ ਮਾਂ ਦੀ ਗੋਦ ਵਿੱਚ ਜੋ ਸਕੂਨ ਉਹ ਹੋਰ ਕਿਤੇ ਨਾ ਆਵੇ ਮਾਂ ਦੇ ਬੇਕਦਰਾਂ ਨੂੰ ਠੋਕਰ ਸਦਾ ਕਿਸਮਤ ਨੇ ਮਾਰੀ ਮਾਂ ਹੈ ਰੱਬ ਦਾ ਨਾਂਅ ਮਾਂ ਕੱਢੇ ਗਾਲ੍ਹਾਂ ਬੇਸ਼ੱਕ ਪਰ ਔਲਾਦ ਦਾ ਦੁੱਖ ਨਹੀ ਸਹਿੰਦੀ ਔਲਾਦ ਦੀ ਖਾਤਰ ਥਾਂ ਥਾਂ ਤੇ ਮਾਂ ਨੱਕ ਰੱਗੜਦੀ ਰਹਿੰਦੀ ਜਿਉਦੇ ਰਹਿਣ ਬੱਚੇ ਮੇਰੇ ਮਾਂ ਸੁੱਖਾਂ ਸੁੱਖੇ ਸੋ ਸੋ ਵਾਰੀ ਮਾਂ ਹੈ ਰੱਬ ਦਾ ਨਾਂਅ ਮਾਂ ਵਰਗਾ ਕੋਈ ਨਾ ਜੱਗ ਤੇ ਮਾਵਾਂ ਹੁੰਦੀਆਂ ਨੇ ਮਾਂਵਾਂ ਜੰਮਣ ਤੋ ਲੈਕੇ ਮਰਨ ਤੱਕ ਬਣਕੇ ਰਹਿਣ ਪਰਛਾਵਾਂ ਮਾਂ ਹੈ ਮੱਮਤਾ ਦੀ ਮੂਰਤ ਸਾਰੇ ਜੱਗ ਤੋਂ ਨਿਆਰੀ ਮਾਂ ਹੈ ਰੱਬ ਦਾ ਨਾਂਅ ਸਾਰੀ ਉਮਰ ਮਾਂ ਦਾ ਦੇਣਾ ਔਲਾਦ ਕਦੇ ਨਹੀ ਦੇ ਪਾਵੇ ਆਪ ਸਹੇ ਧੁੱਪਾਂ ਮਾਂ ਔਲਾਦ ਦੇ ਸਿ਼ਰ ਤੇ ਛਾਂ ਬਣ ਜਾਵੇ ੇ ਮਾਂ ਮੋਹ ਦੀ ਪਿਆਸੀ ਰਹੇ ਜਿੰਦਗੀ ਸਾਰੀ ਮਾਂ ਹੈ ਰੱਬ ਦਾ ਨਾਂਅ...... 217
Jokes Majaak / Papu Pass Ho Gaya« on: June 14, 2009, 12:24:08 AM »School Mein Ishq Ka Naya Mahool Tyar Ho Gaya, Class Ki Teacher Ko Papu Se Pyar Ho Gaya. Iss Baat Se Sari Class Ka Dil Udas Ho Gaya, Sari Class Fail, Aur..... Papu Pass Ho Gaya........ 218
Fun Time / Hotho se jo choo liya« on: June 13, 2009, 11:56:57 PM »Hotho se jo choo liya, Ehsaas Ab tak hai, Aankhe Nam hai, Aur sanson mein Aag ab tak hain, Aur kyon na ho... Khayi Bhi to 'HARI Mirch' hai. |