181
har waqut imthan leti hai jindgi,
har waqut naye jakham deti hai jindgi,
hum ees jindgi se siqua kaise karen,
aap sea dost bhi to datea hai jindgi,
This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to. 182
Shayari / Gum aur judai« on: September 23, 2009, 10:46:09 AM »ishq mohabat to hazaro karte hai, gum aur judai se sabi darte hai. hum to na ishq karte hai na mohabat. fir be log hume he badnam krte hai... sukh 183
Shayari / Akele the hum akele hi« on: September 22, 2009, 10:45:09 PM »Pass aakr sabhi door chale jate hai, Akele the hum akele hi reh jate hain, is dil ka dard dikhayein kise, Marham lagane wale hi zakhm de jate hai.... 184
Shayari / Zindagi fool c« on: September 21, 2009, 11:55:03 PM »Zindagi fool c muskurati rahe, har khushi apke daman me jagmagati rhe, khuda se dua hai to bas itni, ki in paigamo ke bahane apko hamari yad aati rhe.... 185
Shayari / Wo chand hai« on: September 17, 2009, 02:19:42 PM »Wo chand hai magar aap se pyara to nahi.. Parvane ka shama ke bin guzara to nahi.. Mere dil ne suni hai ek mithi se awaz., Kya apne mujhe pukara toh nahi...... 186
Shayari / apni taqdeer« on: September 16, 2009, 10:42:18 PM »Mohabat ki zanjeer se dar lagta hai.., kuch apni taqdeer se dar lagta hai.., jo mujhe tum se juda karti hai.., Haath ki us lakeer se dar lagta hai..... sukh 187
Shayari / ਅੱਜ ਦਿਸਿਆ ਮੈਨੂੰ ਆਪਣਾ ਆਪ« on: September 16, 2009, 03:44:41 AM »ਅੱਜ ਦਿਸਿਆ ਆਪਣਾ ਆਪ ਮੈਨੂੰ, ਸਭ ਪਾਪ ਤੇ ਪੁੰਨ ਵਿਚਾਰਦੇ ਨੂੰ.. ਰਹਿ ਗਏ ਅਣਗੌਲੇ ਪੁੰਨ ਬੜ੍ਹੇ, ਸਜ਼ਾ ਮਿਲੀ ਹਰ ਪਾਪ ਨਿਤਾਰਦੇ ਨੂੰ.. ਕੀ ਖੁਸਿਆ ਤੇ ਕੀ ਮਿਲਿਆ ਮੈਨੂੰ, ਸ਼ਿਕਵਿਆਂ ਸਿਰ ਉਮਰ ਗੁਜ਼ਾਰਦੇ ਨੂੰ.. ਨਾ ਮੰਗ ਸਕਿਆ ਨਾ ਖੋਹ ਹੋਇਆ, ਉਮਰਾਂ ਲੰਘੀਆਂ ਹੱਕ ਮਾਰਦੇ ਨੂੰ.. ਜਾਣਿਆ "ਫਤਿਹ" ਪੁੱਛਦਾ ਨਾ ਕੋਈ, ਚੜ੍ਹੀ ਹਨੇਰੀ 'ਚ ਦੀਵੇ ਬਾਲਦੇ ਨੂੰ.. ਵੇਲਾ ਖੁੱਸ ਨਾ ਜਾਵੇ, ਮੈਨੂੰ ਡਰ ਲੱਗੇ, ਮੋਏ ਅਰਮਾਨਾ ਦਾ ਸਿਵਾ ਬਾਲਦੇ ਨੂੰ.. ਹੁਣ ਤਾਂਘ ਜਿੱਤਣ ਦੀ ਹੈ ਇੱਕ ਵਾਰ ਮੈਨੂੰ ਸਦੀਆਂ ਹੋਈਆਂ ਹਾਰਦੇ ਨੂੰ...... 189
Shayari / Kya hai majboori humari« on: September 15, 2009, 05:13:09 AM »Door reh kar bhi hum unko bhula nahin sakte.., Paas aa kar bhi apni manzil paa nahin sakte.., Ek faasla hum ko bana kar rakhna hai apni mohabbat me.., Kya hai majboori humari ye bhi bata nahin sakte.......sukh 190
Shayari / Dil jeet le« on: September 09, 2009, 05:35:23 AM »Dil jeet le vo zigar hum bhi rakhta hain… .... Qatl kar de vo nazar hum bhi rakhte hain…...... Aapse vada hai hamara muskurane ka…...... varna aankhon me samander hum bhi rakhte hain…...... 191
Shayari / Humein to saza mili« on: September 07, 2009, 11:28:58 PM »Bahut tamanna thi pyaar mein aashiyana banane ki.... Aashiyana bana chuke to lag gayi nazar zamane ki... Yeh un ki mahabbat mein ajj hain aankhoun mein aasuo.. Humein to saza mili hai sirf muskurane ki......... :sad: :sad: 192
Shayari / ਮੇਰਾ ਹਰ ਦਿਨ« on: September 07, 2009, 10:13:49 AM »ਮੇਰਾ ਹਰ ਦਿਨਮੇਰਾ ਤਨਹਾ ਤੇ ਸ਼ਾਮ ਉਦਾਸ ਹੁੰਦੀ ਏ, ਦਿਨੇ ਲੋਕਾਂ ਦੇ ਤਾਅਨੇ ਤੇ ਸ਼ਾਮੀ ਤੇਰੀ ਯਾਦ ਹੁੰਦੀ ਏ। ਕਦੇ ਪੁੱਛ ਗਿੱਛ ਨਹੀਂ ਸੀ ਮੇਰੀ ਹੁਣ ਹਰ ਥਾਂ ਚਰਚਾ ਮੇਰੀ ਆਮ ਹੁੰਦੀ ਏ। ਤੇਰੇ ਕਿਹੇ ਪੀਣੀ ਤਾਂ ਮੈਂ ਛੱਡ ਦਿੱਤੀ ਸੀ, ਪਰ ਯਾਰਾਂ ਵੱਲੋਂ ਲਾਈ ਹਰ ਘੁੱਟ ਤੇਰੇ ਨਾਮ ਹੁੰਦੀ ਏ। ਦਿਲ ਚੋਂ ਸਿੰਮਦੇ ਖੂਨ ਤੋਂ ਕੀ ਡਰਨਾਂ, ਪੀ ਕੇ ਜਿਗਰ ਦਾ ਖੂਨ ਸੱਜਣਾਂ ਮੁਹੱਬਤ ਜਵਾਨ ਹੁੰਦੀ ਏ। ਯਾਰ ਮੇਰੇ ਪੁੱਛਦੇ ਮੇਰੇ ਪਿਆਰ ਦੀ ਕਹਾਣੀ, ਬਸ ਹੱਸ ਕੇ ਚੁੱਪ ਕਰ ਜਾਨਾਂ, ਦੱਸਿਆਂ ਮੁਹੱਬਤ ਬਦਨਾਮ ਹੁੰਦੀ ਏ…. 193
Shayari / Khud ko khud ki« on: September 04, 2009, 11:27:20 PM »Khud ko khud ki khabar na lagay, Koi achha bhi is qadar na lagay, Aap ko dekha hai bas us nazar say, Jis nazar say aap ko nazar na lagay..... 194
Fun Time / shahrukh khan« on: September 03, 2009, 11:30:22 PM »shahrukh khan k ghar ka fan bahot slow hai... muje ke3se pta chla ? . . . . . . . . . . Guess ? kaise . . . . . . . kyu ki .... . . . . . . . . . HAULE - HAULE SE HJAWA LAGTI HAI.... :hehe: :hehe: 198
Shayari / KIA TUM BHI« on: July 27, 2009, 05:47:27 AM »*KIA TUM B . . .? Sham ki dahleez pe aas ka deep jalatay ho . . Or kisi awara patte ki ahat pr, Darwaze ki tarf bhaage jate ho . . KIA TUM BHI . . ? Dard chupane ki koshish krtay krtay . . Aksar thak se jayte ho . . or bina waja muskaratay ho . . KIA TUM BHI . . ? 199
Shayari / dil jala kar gaya« on: July 21, 2009, 01:43:54 PM »Yaar jo bhi mila dil jala kar gaya, Khaak main meri hasthi mila kar gaya. Pyaas jiski sada main bhujatha raha, Zaher-e-katil mujhe wo pila kar gaya. Naaz uski wafa par mujhe tha magar, Teer woh bhi jigar par chala kar gaya. Doondta tha kabhi jo mujhe her gali, Aankh wo aaj mujhse bacha kar gaya. Mangta tha sahara jo hardam mujhe, Besahara mujhe wo bana kar gaya. Neend aagosh main jiski aane lagi, Maut ki neend mujh ko sula kar gaya. Aarzoo thi “Yaaro” jiski mujhe, Kwaab mere wahi to mita kar gaya. |