This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Messages - Tikhe_Teer_Warga
5601
« on: January 28, 2008, 04:22:17 PM »
Yaadon me aap bhi kabhi khoye honge Khuli aakhon se aap bhi kabhi sooye honge Mana hasna aadat hai aapki Par haste haste aap bhi kabhi roye honge.
Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty ne...............
5602
« on: January 28, 2008, 04:19:09 PM »
khushbu ne phool ko khaas banaya, Phool ne mali ko khaas banaya, Chahat ne mohabbat ko khaas banaya, Kambakht mohabbat ne kitno ko devdas banaya.
Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty ne.................
5603
« on: January 28, 2008, 04:17:03 PM »
Aaj phir aayana hamse puchta hai.... Ki teri aankho mai nami kyo hai... Jiski dosti mai khud ko bhula diya... Phir uski dosti mai kami kyo hai..
Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty ne ....................
5604
« on: January 28, 2008, 04:14:30 PM »
Fasle umar ke kuchh aur bada deti hai, Jane kyu log use dawa kahate hai...... Zindagi ko sila kahate hai kahane wale , Zeene wale to ise gunaho ki saza kahate hai.
Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty ne.............
5605
« on: January 28, 2008, 04:11:56 PM »
har karz dosti ka ada kaun karega, jab hum hi nahi rahenge to dosti kaun karega, aiye khuda mere doston ko salamat rakhna, varna mere jeene ki dua kaun karega.
Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty.......
5606
« on: January 28, 2008, 04:08:58 PM »
Guzare Huye Kal Ki Yaad Aati Hai, Kuch Lamho Se Aakhen Bhar Aati Hai, Woh Rangeen Shaam Nirali Doob Jati Hai Jab Aap Jaise Dost Ki Yaad Aati Hai…….
Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty.ne.................
5607
« on: January 28, 2008, 04:04:40 PM »
Bhari mehfil mein tanha mujhe rehna sikha diya, Tere pyar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya, Kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to, Sab kucch zindagi mein chup-chaap sehna sikha diya
Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty.......
5608
« on: January 28, 2008, 04:01:56 PM »
Silsila pyar ka na khatam hua,, juda hokar bhi ishq na kam hua,, Vaada jinse kiye humse,, Woh dard dekar,,Bewafa hua……… .
Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty ne........
5609
« on: January 28, 2008, 03:59:16 PM »
Ankho Me Mehfooz Rakhna Sitaro Ko Aab Dur Talak Sirf Raat Hogi Musafir Tum Bhi Ho Musafir Hum Bhi Hai Kisi Na Kisi Mod Par Fir Mulakat Hogi..
Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty ne...................
5610
« on: January 28, 2008, 03:57:12 PM »
Log apna banake chhod dete hain, Rishta gairo se jod lete hain, Hum to ek Phool bhi na tod sake, Log to dil bhi tod dete hain,
Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty........
5611
« on: January 28, 2008, 03:54:56 PM »
Wishwas ban ker log jindgi me ate hai wo khwab banker ankho me sama jate hai wo pahle to yakin dilate hai ki wo hamare hain fir jane kuo tanha bana jata hai wo.
Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty ne.....................
5612
« on: January 28, 2008, 03:51:56 PM »
Jis shaam mere lab per tera naam na aaye…, Khuda kare aisi shaam na aaye…; Aai jaane wafa, ye kabhi mumkin hi nahin…, Afsaana likhnu aur tera naam na aaye..!!!!
Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty ne............
5613
« on: January 28, 2008, 03:49:02 PM »
KABHI HUM BHEEGTE HAIN CHAAHTON KI TEZ BAARISH MEIN…….. KABHI BARSON NAHI MILTE KISI HALKI SI RANJISH MEIN…….. .. BOHUT HAIN ZAKHAM IS DIL MEIN MAGAR EK ZAKHAM AISA HAI…… JAL UTHATA HAI RAATON MEIN JO LOTA DETA HAI BAARISH MEIN……
Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty..............
5614
« on: January 28, 2008, 03:45:56 PM »
jaane waale chale jaate hain dost…… yaadein bhi khaak ho jaati hain….. bas kuchh palon ki baatein hain….. fir to parchhai bhi saath chhod jaati hai…
Balle; Balle; Balle; Balle; chaktee fatte
jotty ne............
5615
« on: January 28, 2008, 03:43:29 PM »
AshkoN ko humne kayi baar roka, phir bhi na jane kyoN ankheN dhoka de gayi, Bharosa to tha hameiN apne aap par magar, unka zikr aate hi naa jane kyoN palkeN nam ho gayi.
Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty......
5616
« on: January 28, 2008, 03:40:42 PM »
Jab mujhe chorr ke ek din tu chali jaaye gi kasam khuda ki mujhe teri yaad bohat aaye gi jab kabhi lage gi towkar tere pathar dil ko tab ja kar kahin tu apne kiye pe pachtaaye gi
Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty ne.............
5617
« on: January 28, 2008, 03:37:57 PM »
Ro Chuka Hu Me Itna Mujhe Kya Rulaega Koi, Sun Chuka Hu Me Sab Kuch Mujhe Kya Bataega Koi, Azmana Chahte Ho To Azmake Dekh Lo Mujhe, Main Ek Bujhi Hui Shama Hu Mujhe Kya Bujhaega Koi !!!!!
Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty ne............
5618
« on: January 28, 2008, 03:35:04 PM »
bhot sohna hai ji lmfao
zindagi to ek khwab hai, woh zindagi kiya jismay khwab nahi hotay, hath ke lakiron ko kismat na samajhna, kismat unke bhi hote hai, zinkay hath nahi hotay Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte jotty.........
5619
« on: January 28, 2008, 03:32:41 PM »
Who IK Dost jo pyara sa Lagta Hain, Bahut Pass Hai Dil k Phir bhi Juda Sa Lagta hain, Bahut Dino Se Aaya Nahi Koi Paigam Uska, Shayad Kisi Baat Pe Khafa sa Lagta hain-hassan ali
Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty.........
5620
« on: January 28, 2008, 03:30:19 PM »
Sabhi nagme saaz mein gaaye nahi jaate, sabhi lowg mehfil mein bulaaye nahi jaate, kuch paas reh kar bhi yaad nahi aate, kuch door reh kar bhi bhoolaye nahi jaate!
Balle; Balle; Balle; Balle; chakte fatte
jotty........
|