November 21, 2024, 07:41:29 PM

Show Posts

This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.


Topics - Tikhe_Teer_Warga

Pages: 1 ... 16 17 18 19 20 [21] 22 23 24 25 26 ... 28
401
Shayari / E Khuda Aaj Ye Faisla Karde
« on: June 21, 2008, 07:17:35 AM »
E Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
Bahut Dukh Sahe He Maine,
Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.
Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna,
Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde.

402
Shayari / Hamhe to......
« on: June 21, 2008, 07:16:37 AM »
Hamhe to apnon ne mara
Gairon main kahan dham ta
Meri kashti doobi wahan
Jahan paaani kam tha

403
Shayari / Arre yaaro...
« on: June 21, 2008, 07:15:59 AM »
Banane mein mazaa hai wo karkhaane jaanthe hai
Pilane mein jo mazaa hai wo meh khaane jaanthe hai
Jalne mein jo mazaa hai wo  parwaane jaanthe hai
Arre yaaro pyar mein jo mazaa hai wo deewaane jaanthe hai

404
Shayari / Wo gulab....
« on: June 21, 2008, 07:15:16 AM »
Wo gulab hi kya hai jisme laali naho
Wo gulshan hi kya hai jisme maali naho
Wo gulab hi kya hai jisme laali naho
Wo gulshan hi kya hai jisme maali naho
Wo SASURAL  hi kya kai jisme SAALI naho
Arre yaaro wo program hi kya hai jisme Taali naho

405
Shayari / Shareefo mein....
« on: June 21, 2008, 07:14:25 AM »
Shareefo mein koyi chor nahi hotha
Kavvo mein koyi mor nahi hotha
Naya patang ko koyi dor nahi hotha
Naya patang ko koyi dor nahi hotha
Arre yaaro... ishq par koyi zor nahi hotha" !

406
Shayari / Mohabat
« on: June 21, 2008, 07:13:58 AM »
Kon rakh ta hai yaad naamo ko,
logh chaharo ko bhool jatey hai,
tum samader kee baat karti ho,
logh ankho mein doob jatey hai,
Mohabat jisney ker ni ho.
wo mohabat kya janey,
Mera dil tumhi ab bhi chahata hai...
teray dil ko khuda jaanay!!

407
Shayari / Aur bhi...
« on: June 21, 2008, 07:13:13 AM »
Aur bhi cheezain bohat si lutt chukin hain dil kei saath.
Yeh batayaa doston nei ishq furmanei kei baad.
Ab kamray ki ek ek cheez check karta hoon mein.
Ek tere aane se pehley ek tere jaane kei baad

408
Shayari / Kuch Khaas ho Tum
« on: June 21, 2008, 07:12:12 AM »
Tarasta nazaroon ki pyas ho tum,
tadap tha dil ki aas ho tum,
bug te zindagi ki saans ho tum,
kysa na kahoon kuch khaas ho tum.

409
Gup Shup / hahahaha!!!!!
« on: June 20, 2008, 01:51:40 AM »
ssa to all of u kidda guyzz

yayy my second post in dis forum kk so guyz i thot of a new game..well itz not  really my idea cuz i choried it from ricky' post..

kk since dis is a punjabi forum so i thot we all shud give each oda a punjabi name..i know most of us have punjabi names buh therez oda ppl too who dont have punjabi namez we all can give em punjabi namez!! sorry if i sound stupid maaf kerna


410
Shayari / Shukriyaa
« on: June 20, 2008, 01:36:26 AM »
Merey Dil Pay, Dastak Dayta Hay, Koi Baar Baar
Merey Jazbo'n Ko, Jhanjhorta Hay, Koi Baar Baar

Jitna Main Door Jaana Chahta Ho'n
Utna Hi Paas, Bulata Hay, Koi Baar Baar,

Raatou'n Main Meri Yaadou'n Main Aa Kar
Meri Neendai'n, Churaata Hay, Koi Baar Baar

Kaan Kharay Ho Jatay Hain Zara Si Aahat Par
Aisa Lagta Hay, Mujhko Pukaarta Hay, Koi Baar Baar

Raah Chaltay Chaltay Qadam Thehar Jatay Hain
WalLah! Har Shay Main, Nazar Aata Hay, Koi Baar Baar

Aata Rehta Hay Meray Kheyalo'n Main Bin Bulaaye
Reh Reh Kar, Meray Ehsaas Ko, Jagata Hay Koi Baar Baar

Mustaqbil Main Bhala Kaisay Rakho'n Qadam
Jab Maazi Ki Yaad, Dilata Hay, Koi Baar Baar

Haaye Rey! Qismat Ka Maara "Kashfi" Ko
Aaj Phir, Apna Banana Chahta Hay, Koi Baar Baar
Tum ho ke to dunyaa se bay-zaar kabhi daiho
Aankho'n mai'n kabhi utro, uss paar kabhi daikho

Aansoo ki haqeeqat to, hai zakhm se paiwastaa
Garr rooh pe tum khaa ker, ik baar kabhi daikho

Ho aankh jaha'n dard to aansoo ho kahaani
Aisee bhi koee dunyaa ik baar kabhi daikho

Dil toot na jaay gaa, garr tum jo kabhi khud ko

Ajab Sawal kia Andhiyoon na patton se...
Shajar se toot kr girna kesa laga....

411
Shayari / Kuch Log Badal Gaye Hain
« on: June 20, 2008, 01:31:29 AM »
Is Raat Ki...Tanhayeeon K
Sab Rang Badal Gaye Hain
Chand Nikla Hai Waisay He
Andharay Badal Gaye Hain

Jin K Bharosay Theen Khushian
Woh Badal Thahar Gaye Hain
Manzilain To Ab Bhi Woh He Hain
Kuch Rastay Badal Gaye Hain

Jin Pe Kiya Tha Bharosa Hum Nay
Woh Dost Bichar Gaye Hain
Dekhay Thay Jo Hum Nay
Woh Khwab Badal Gay Hain

Jo Banay Thay Kabhi Humsafar
Aaj Woh He Mukar Gaye Hain
Iss Tutay Huay Dil K Saray
Jazbaat Badal Gaye Hain

Na Badlay Kabhi Hum
Na Badlay Humaray Khayalat
Bas Rona Hai Yehi

412
Shayari / Mujhey Apney Roop Kee Dhoop
« on: June 19, 2008, 03:11:09 PM »
Mujhey Apney Roop Kee Dhoop Doo Keh Chamak Sakeen Merey Khad-O-Khal
Mujhey Apney Rang Mein Rang Doo,Merey Sarey Zang Utar Doo

Kisi Aur Ko Merey Hal Sey Na Gharz Hey Na Koi Wasta
Mein Bikhar Gaya Hoon Samait Loo,Mein Bigar Gaya Hoon Sanwar Doo

Mereey Wehshatoon Ko Barha Diya Hey Judiyoon Keh Azab Ney
Merey Dil Per Hath Rakhoo Zara Merey Dharkanoon Ko Karar Doo

Tumheen Subah Kaseey Lagi Kahoo, Merey Khawhishoon Key Diyar Kee
Jo Bhaley Lagi Too Yaheen Rahoo,Isey Chahatoon Sey Nikhar Doo

Wahan Gharr Mein Kon Hey Muntazir Keh Fikar Ho Deer Sawair Kee
Baree Mukhtasir See Yeah Raat Hey Isey Chandani Mein Guzar Doo

Koi Baat Kerni Hey Chand Sey Kisi Shaksar Kee Ouut Lee Ker
Mujhey Rastey Mein Yaheen Kaheen Kisi Kunj Gal Mein Utar Doo

Tumheen Jab Kabhee Mileen Furstein, Merey Dil See Bojh Utar Doo
Mein Bohat Dinon Se Udas Hoon, Mujhey Aik Sham Udhar Doo

413
Shayari / Ab Ke Barsaat Ki
« on: June 19, 2008, 01:49:12 AM »
Ab Ke Barasat Ki Rut Aur Bhi Bharakili Hai
Jism Se Ag Nikalati Hai, Qaba Gili Hai

Sochata Hun Ke Ab Anjam E Safar Kya Hoga
Log Bhi Kanch Ke Hain, Rah Bhi Patharili Hai

Shiddat E Karb May To Hansana Karb Hai Mera
Hath Hi Sakht Hain Zanjir Kahan Dhili Hai

Gard Ankhon May Sahi Dag To Chehare Pe Nahi
Lafz Dhundhale Hain Magar Fikr To Chamakili Hai

Ghol Deta Hai Sama`at May Wo Mitha Lahaja
Kis Ko Malum Ke Ye Qind Bhi Zaharili Hai

Pahale Rag Rag Se Meri Khun Nichora Us Ne
Ab Ye Kahata Hai Ke Rangat Hi Meri Pili Hai

Mujhako Be Rang Hi Na Karade Kahin Rang Itane
Sabz Mausam Hai, Hawa Surkh, Fiza Nili Hai

Meri Parawaz Kisi Ko Nahi Bhati To Na Bhaye

Kya Karun Zehan “Muzaffar” Mera Jibarili Hai
Ab Ke Barasat Ki Rut Aur Bhi Bharakili Hai
Jism Se Ag Nikalati Hai, Qaba Gili Hai

Sochata Hun Ke Ab Anjam E Safar Kya Hoga
Log Bhi Kanch Ke Hain, Rah Bhi Patharili Hai

Shiddat E Karb May To Hansana Karb Hai Mera
Hath Hi Sakht Hain Zanjir Kahan Dhili Hai

Gard Ankhon May Sahi Dag To Chehare Pe Nahi
Lafz Dhundhale Hain Magar Fikr To Chamakili Hai

Ghol Deta Hai Sama`at May Wo Mitha Lahaja
Kis Ko Malum Ke Ye Qind Bhi Zaharili Hai

Pahale Rag Rag Se Meri Khun Nichora Us Ne
Ab Ye Kahata Hai Ke Rangat Hi Meri Pili Hai

Mujhako Be Rang Hi Na Karade Kahin Rang Itane
Sabz Mausam Hai, Hawa Surkh, Fiza Nili Hai

Meri Parawaz Kisi Ko Nahi Bhati To Na Bhaye

Kya Karun Zehan “Muzaffar” Mera Jibarili Hai
Ab Ke Barasat Ki Rut Aur Bhi Bharakili Hai
Jism Se Ag Nikalati Hai, Qaba Gili Hai

Sochata Hun Ke Ab Anjam E Safar Kya Hoga
Log Bhi Kanch Ke Hain, Rah Bhi Patharili Hai

Shiddat E Karb May To Hansana Karb Hai Mera
Hath Hi Sakht Hain Zanjir Kahan Dhili Hai

Gard Ankhon May Sahi Dag To Chehare Pe Nahi
Lafz Dhundhale Hain Magar Fikr To Chamakili Hai

Ghol Deta Hai Sama`at May Wo Mitha Lahaja
Kis Ko Malum Ke Ye Qind Bhi Zaharili Hai

Pahale Rag Rag Se Meri Khun Nichora Us Ne
Ab Ye Kahata Hai Ke Rangat Hi Meri Pili Hai

Mujhako Be Rang Hi Na Karade Kahin Rang Itane
Sabz Mausam Hai, Hawa Surkh, Fiza Nili Hai

Meri Parawaz Kisi Ko Nahi Bhati To Na Bhaye

Kya Karun Zehan “Muzaffar” Mera Jibarili Hai


414
Shayari / Sadi JanN..
« on: June 19, 2008, 01:40:41 AM »
naine naina nal mila le bhet kuul jange
vadea to mukri iradean to mukri
kali kali gall da jabab chahida
ratan dian nindra charon valie
sanu har ik pal da hisab chahida

415
Shayari / budhe ki jawani
« on: June 19, 2008, 01:31:50 AM »
KAUN KEHTA HAIN KI BUDHON MAIN ISHQ KA VAL VALA NAHIN HOTA
AAM KA MAAZA TAB TAK NAHI AATA JAB TAK VO PIL PILA NAHI HOTA !!!

********************************************

JA APNI JAWANI MAIN MOUTH SE DARR GAYA
AREY YAR MUJHE DEKHO VALKUM SALAM BOLA AUR MARGAYA !!!!!

416
Shayari / Jis Kudi Nu...
« on: June 18, 2008, 05:08:27 PM »
Jis Kudi Nu Munde Keh Den Sohni
Oos Kudi Da Bohat Sanmaan Hunde
Sisha Dekhdi-Dekhdi Oh Thakdi Nahi
Te Uhnu Apne Husan Te Maan Hunde
Par Eh Gall Ta Oh Jaandi Ni
Ki Har Aasiq Da Mann Shetaan Hunde
Oh Taa Bheddi To Bheddi Nu Vi Kehan Sohni
Fer Sohni Nu Kaahda Gumaan Hunde

417
Shayari / Hum aapke bina .......
« on: June 18, 2008, 04:52:18 PM »
Apne dil ki baat hum unse keh nahi sakte,
Bin Kahe bhi jee nahi sakte,
Ae khuda aisi taqdeer bana, woh humse khud aaker kahe
"HUM AAPKE BINA REH NAHI SAKTE"

418
Shayari / kuch shayari aapki nazar…
« on: June 18, 2008, 04:48:31 PM »
Naa mohabbat, na dosti ke liye
waqt rukta nahi kissi ke liye

Dil ko apne saza na de yoo.n hee
Iss zamaane’ be-rukhi ke liye

Kal jawaani ka hashr kya hoga
sonch le aaj, do gadhi ke liye

Har koi pyaar doondhta hai yahan
Apni tanha see zindagi ke liye

Waqt ke saath saath chalta rahe
yeh hee behtar hai aadmi ke liye


419
Shayari / Kuch Kuch pagal hotay hain |!!!!!!
« on: June 18, 2008, 04:47:26 PM »
Pyaar Ke Deep Jalane wale Kuch Kuch Pagal Hote Hai
Apni Jaan Se Jane Wale Kuch Kuch Pagal Hote Hai.


Hijar K Gehri Zakham Mile To Mujh Ko Kuch Ehsaas Hua
Pagal Ko Samjhane Wale Kuch Kuch Pagal Hote Hai


Jaan Se Pyare Logon Se Bhi Kuch Kuch Perda Lazim Hai
Sari Baat Batane Wale Kuch Kuch Pagal Hote Hai.

Khwabon Mein Bi Anmol Milan K Sapne Dekhte Rehte Hai
Neendon Mein Muskane Wale Kuch Kuch Pagal Hote Hai.


Iss Johti Nagri Mein Hum Ne Yehi Hamesha Dekha Hai
Sachi Baat Batane Wale Kuch Kuch Pagal Hote Hai.

Pyar Jinhein Ho Jaye Un Ko Chain Bhala Keb Mill Pata Hai
Shab Ber Ashk Bahane Wale Kuch Kuch Pagal Hote Hai.


Apni Zaat Ke Ujrey Gulshan Se Wo Pyaar Kahan Kerte Hai
Auroon Ko Mehkane Wale Kuch Kuch Pagal Hote Hai.


Us Ke ISHQ Mein Bheeg Ke Ham Ko Yeh Ehsaas Hua
Dil Ki Baat Mein Aane Wale Kuch Kuch Pagal Hote Hai.

420
Shayari / Shadi Kaa BAndhan
« on: June 18, 2008, 04:39:45 PM »
Lamha Lamha waqt Guzar jaiga..

Shaadi k bandhan mai koi Aapko Baandh jaiga..

Abhi bhi waqt hai kisi se koi AFFAIR krlo..

Kya pata kal konsa CARTOON aapka DULHA banajyga

Pages: 1 ... 16 17 18 19 20 [21] 22 23 24 25 26 ... 28