This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Messages - Gujjar NO1
6301
« on: June 15, 2012, 01:30:14 AM »
mubarkaaaaaaaaa ji mubarkaaaaaaa
bantu tere wall party ho gai :happy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy:
6302
« on: June 14, 2012, 12:32:39 PM »
wah buhat vedia bro =D> =D>
=====================
6303
« on: June 14, 2012, 11:25:25 AM »
22 punjabi vich likh dena si sadhe jiha banda vi pad ke hass sake :happy:
6304
« on: June 13, 2012, 01:38:53 PM »
Kitni jaldi zindagi guzar jaati hai… Pyaas buztee nahin barsaat chali jaati hai…
Aap ki yaadein kuchh iss tarah aati hai… Neend aati nahin aur raat guzar jaati hai..
6305
« on: June 13, 2012, 12:40:00 PM »
Sheher ko teri justaju hai bohat, In dinon hum pe guftagu hai bohat, Jab se parvaaz ke shareek miley, Ghar bananey ki aarzoo hai bohat, Dard reh reh ke sar uthaata hai, Kabhi kam ho gaya, Kabhi hai bohat, Kuch tou woh yaad bhi bohat aya, Kuch in ankhon mein bhi lahu hai bohat, Peeney wali aankh hai darkaar, Aankh ko chaand ka sabuu hai bohat..
6306
« on: June 13, 2012, 12:22:44 PM »
khufta shajar larz uthy jesy ke dar gayi kuch chandi ke phool zameen par bikhrey
Sheshey ka taaj sir pay rakhey a rahi thi raat takrati hum sy chand sitarey bikhar gayi
Wo khushak hont rait sy nuum mangtey rahe jis ke talash mai kai darya guzar gayi
Chaha tha mai ny chand ke palkon ko choom lo honton pay mery subha ke tary bikhar gayi
Mery labon pay chand ki qashain laraz gayi Ankhon sy dil mai kitny samundar utar gayi..
6307
« on: June 12, 2012, 02:38:14 PM »
Aye maut tu aa ja ke shidat say tera intazar hai,
Ke zindagi jeenay ko ab hamara dil nahi karta.
6308
« on: June 12, 2012, 02:34:24 PM »
Is dil ke har dhadkan ka ehsaas ho tum.
Tum kya jaano hamare liye kitne khaas ho tum.
juda ho k tumne hame maut se bhi battar sazaa di hai,
Phir bhi is tadapte dil ne tumhe khush rehne ki duaaein di hai.
6309
« on: June 12, 2012, 02:29:25 PM »
Log apna bana k chor detey hain, Apno se rishta tod k ghairon se jod detey hain,
Ham toa ik phool na tod saktey, Najaney log dil kaisey tod detey hain?.
6310
« on: June 12, 2012, 02:22:41 PM »
Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete, har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete,
apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain, karte bayan to mehfil ko rula dete.
6311
« on: June 12, 2012, 02:15:21 PM »
Jinhein bhulaney mein yaro, barey zamaney lagay
Jub dil dukha tou wohi loog yaad aney lagey
6312
« on: June 12, 2012, 12:49:14 PM »
Wafa ko aazmana chahiye tha humara dil dukhana chahiye tha
Aana na aana meri marzi hai tumko to bulana chahiye tha
Humari khwaahish ek ghar ki thi use sara zamaana chahiye
tha Meri aankhein kaha nam hui thi samundar ko bahana chahiye tha
6313
« on: June 12, 2012, 12:40:42 PM »
Main azal ki shaakh se toota hua, Phir raha hoon aaj tak bhatka hua,
Dekhta rehta hai mujhe ko raat din, Koi apne takht per betha hua,
Chand taare dur peechey reh gaye, Main kahan par agaya urta hua, Band khirki se hawaa ati rahi, Aik sheesha tha kahin toota hua,
Khirkiyon mein, Kaghzon mein, Maiz per, Saarey kamre mein hai woh phelaa hua,
Apne maazi ka samundar chaaniye, Ik khazaana hai yahan dooba hua,
Doston ne kuch sabak aese diye, Apne saaye se bhi hoon sehma hua,
Kis ki aahat atey atey ruk gayi, Kis ne mera saans hai roka hua?
6314
« on: June 12, 2012, 11:21:13 AM »
ufffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffff :5:
6315
« on: June 11, 2012, 02:10:20 PM »
thanks beer
naal thanx (like )da boton daba diya kro :he:
6316
« on: June 11, 2012, 02:07:28 PM »
okey kal dekh lyi fir tu v parv ki kal main kal khud sau nu pj te sareyan sahmne puchungi te oh v mrng time and tu v kal online rhi hun tu and jis to ya fir tu hi eda da bolya aa ki main sau ikk haan tan us person di tan @$%$#^#$^^#%^7 ho jani aa pj te
abi gusa jane dain janab poetry ka maza kyun karkra kar rhee hain ------------------------------------------------------------------------------ Kiss jurm mein cheeni gayi hum se hamari hansi, Hum ne tou kisi ka dil dukhaya bhi nahin tha.
6317
« on: June 11, 2012, 01:58:46 PM »
menu ni pata tu kida prove kerna but menu enna pata hai main auj tak jooth da sath ni dita te na seh sakda menu kal da pata lagga ki tu te sau dono ik hi hai so jekar eh sach nahi hai te prove ker ! kida i don't know :O ager sach hai te why u did so :(
chal shd 22 tu ki leena prov kar ke sau hove ya heer boldi taan shona na :smile: :smile: ... Kiss jurm mein cheeni gayi hum se hamari hansi, Hum ne tou kisi ka dil dukhaya bhi nahin tha.
6318
« on: June 11, 2012, 01:55:49 PM »
Mard Honi Chahiye, Khatoon Hona Chahiye,
Ab Grammer Ka Yehi Kanoon Hona Chahiye,
Nursery Ka Daakhla Bhi Ab Sar’sari Mat Janiye,
Aap Ke Bache Ko Aflaatoon Hona Chahiye,
Raat Ko Bache Parhayi Ki Aziyat Se Bache,
In Ko TV Ka Bohat Mamnoon Hona Chahiye,
Doston English Zaroori Hai Hamare Wastey,
Fail Honey Ko Bhi Koi Mazmoon Hona Chahiye,
Sirf Mehnat Kya Hai Anwar Kamyaabi Ke Liye,
Koi Ooper Se Bhi Telephone Hona Chahiye
6319
« on: June 11, 2012, 01:48:58 PM »
Muhabat kia hai do lafzon main tumhe batata hoon,
Tera majboor kar dena aur mera majboor ho jaana.
6320
« on: June 11, 2012, 01:43:11 PM »
jinu nu life vich dhokha milda othe kdi pyar nhi ho paanda te jina nu pyar mil janda ohnu nu kdi dhokha nhi raas khanda
great words ji :won:
|