This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Messages - Gujjar NO1
6261
« on: June 22, 2012, 06:19:43 PM »
veero te bibiooo ethe kehda kehda oh member hai jo 3 sal to pehla eh site :dumlak: te aa reha? :wait:
main taan haje 3 saal da new aa lol odha main harry nu kehnda hunda si allo da ki rate aa india vich lol :happy:
6262
« on: June 22, 2012, 01:44:30 PM »
Hum Chat Par Charhe Patang Urane Ke Bahane Wo Bhi Chat Par Aayi Kapde Sukhane Ke Bahane
Uske Mummy Ne Jo Dekha Ye Haseen Nazara Jhadu Le Aayi Wo Bandar Bhagane Ke Bahane :happy: :happy:
6263
« on: June 22, 2012, 01:34:56 PM »
Zindagi Honay Lagi Jub Say Basar punjabi janta Per Roze Karta Hoon Naya Aik Safar punjabi janta per
Shaam Takk Rehti Hai Jaari Tugg-O-Dau Rozi Ki Aur Phir Raat Say Hoti Hai Sahar punjabi janta per
Faaslay Abb Kahan Haayal Rahay Insaanon Mein Kar Hi Laitay Hain Mulaaqat Magar punjabi janta per
Ilm Ka Aik Samandar Hai Pyaason Kay Liay Dekh Nadaan Koi Ilzaam Na Dhar punjabi janta per
Sirf Dunya Hi Naheen Door Khalaaon Tak Kee Dhoondnay Waalon Ko Milti Hai Khabar punjabi janta per
Yeh Alag Baat Keh Awaargiyaan Bhi Hain Bohat Pakray Jaanay Ka Bhee Koi Naheen Darr punjabi janta per
Aisa Lugta Hai Keh Guzray Ga Burhaapa Kuch Yoon Dhyaan Maazee Mein Kaheen Gum Tau Nazar punjabi janta per
6264
« on: June 22, 2012, 01:09:40 PM »
Wo kahate hain ranjish ke baten bhula den muhabbat karen khush rahen muskura den
javani ho gar javidani to ya rab teri sada duniya ko jannat bana den
shab-e-vasl ke bekhudi cha rahi hai kaho to sitaron ke shamaen bujha den
tum afsana-e-qais kya puchate ho idhar aao hum tum ko laila bana den
baharen simat aayen khil jayen kaliyan jo hum tum chaman mein kabhi muskura den
wo aayenge aj ae bahar-e-muhabbat sitaron ke bistar mein kaliyan bicha den
6265
« on: June 22, 2012, 01:01:55 PM »
Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe
Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Dou Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe
Pathar Samajh Kar Paon? Se Thokr Laga Dia Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe
Kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay Us Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe?!!!
6266
« on: June 22, 2012, 11:47:38 AM »
great words so nice :okk:
6267
« on: June 22, 2012, 11:43:38 AM »
main window hi new kar li hun sub theek aa :smile:
6268
« on: June 21, 2012, 11:50:09 AM »
Mein tujhe ko bhool chuka, Lekin aik umar ke baad
Tera kheyal kya tha ke chott ubhar aayi…
6269
« on: June 21, 2012, 11:33:01 AM »
Woh Pathar-Dil Sahi Magar Hamara Bhi Yeh Daawa Hai
Hamare Lab Jinhen Chuu Lain Woh Pathar Bol Uthte Hain.
6270
« on: June 21, 2012, 11:13:25 AM »
"Yaar nu yaar" "pyar nu pyar""kismat nu mauka""maut da hoka" te "ashiq nu dhokha" kade na kade mil hi jande ne......
very tru ji :okk:
6271
« on: June 18, 2012, 01:06:15 PM »
Hum Rahay Per Nahee Rahay Aabaad Yaad Ke Ghar Nahee Rahay Aabaad
Kitni Aankhain Howin Halaak-e-Nazar Kitnay Manzar Nahee Rahay Aabaad
Hum Ke Ay Dil Thay Sakhan Sir Taa Paa Hum Labon Pe Nahee Rahay Aabaad
Sheher-e-Dil Mein Ajab Mohallay Thay In Mein Aksar Nahee Rahay Aabaad
Jaanay Kia Waaqiya Howa Kiun Loog ???? Apnay Andar Nahee Rahay Aabaad
6272
« on: June 18, 2012, 12:58:19 PM »
Apne Haathon Ki Lakeeron Mein Basaa Le Mujhko Mein Hun Tera Naseeb Apna Bana Le Mujhko
Mujh Se TU Poochnay Aaya Hai Wafa Ke Maainay Ye Teri Saada-Dili Maar Na Daalay Mujhko
TU Ne Dekha Nahee Aainay Se Aagay Kuch Bhee Khuda Parasti Mein Kaheen TU Na Ganwa Le Mujhko
Khud Ko Mein Baant Na Daalon Kaheen Daaman Daaman Kar Dia TU Ne Agar Mere Hawaalay Mujhko
Baadaah Phir Baadaah Hai Mein Zeher Bhee Pee Jaon Qateel Shart Ye Hai Koi Baanhon Mein Sambhaalay Mujhko
6273
« on: June 18, 2012, 12:55:50 PM »
bye rani ====== Insaan ka yeh haal ho gaya hai, Har chehraa sawaal ho gaya hai.
6274
« on: June 18, 2012, 12:46:07 PM »
thanx ji ----------
Kabhi Sab Kuch Keh Kar Kabhi Khamosh Reh Kar
Kabhi Bahut Door Jaa Kar Kabhi Paas Aa Kar,
Wo Mujhe Ye Ehsaas Dilata Hai, Ke Uski Mohabbaton Ka,
Shiddaton Ka Koi Shumaar Nahi, Magar Usse Puchho
Bata Kar Hi Ki Jaati Hai? Kya Mohabbat Jata Kar Bhi Ki Jaati Hai???
6275
« on: June 18, 2012, 12:33:50 PM »
Andharoon Sy Hamain Kaisa Gila Hy Hamara Chand Jab Hum Sy Khafa Hy
Jo Har Mayoos Lamhy Main Raha Hy Wohi Is Baar Bhe Hamara Khuda Hy
Kisi Ky Ghar Ky Darwazy Sy Pahly Hamara Dil Ka Drwaza Khula Hy
Usy Bus Daikhna, Phir Lout Ana Wo Pathr Sy Tarasha Mootiya Hy
Na Jany Kia Hua Ab Ky Barishoon Main Maira Ghar Shabnamoon Main Bah Gia Hy
Hamain To Raat Bhr Tu Yaad Aya Tairi Ankoon Main Kaisa Rut Jagayahy
Bulai Tu Hamain Us Paar Koi Hamary Pass Bhe Kacha Ghara Hy
6276
« on: June 18, 2012, 12:28:07 PM »
Wo rootha rootha sa lagta hai, Koi tarkeeb batao pass aane ki,
Main zindgi girvi rakh sakta hoon, Tum keemat batao usey manane ki… -------------------------------------------------- jeri profile te photo layi iss base tu lol odha mainu ey photo vi shoni laghdi te tuhadi gall baat karne da andaz vi shona laghda
6277
« on: June 18, 2012, 11:52:31 AM »
thanx friends :smile:
6278
« on: June 18, 2012, 11:46:28 AM »
jhansi di rani nu rani hi kena ..nale mainu chnga laghda tuhanu rani kehna so plz dont mind ----------------------------------------------------------------------------- Chaand Kay Saath Kayi Dard Puranay Niklay Kitnay Ghum Thay Jo Teray Gham Kay Bahanay Niklay
Fasal E Gul Ayi, Phir Ik Baar, Aseeraan E Wafa Apnay Hi Hoon Ma Nahanay Niklay
Hijar Ki Chout Ajab Sang E Shikam Hoti Hai Dil Kay Bafaiz Zameenon Sa Hazanay Niklay
Dil Na Ek Eent Sa Tameer Kia Taajmahal Tou Na Ek Baat Kahi Laakh Fasanay Niklay
Dasht E Tanhai Hijraan Ma Khara Soochta Hn Hai Kia Log Meray Lia Nibhaanay Niklay
Main Na Ashfaq Usay Bay Wasta Dekha Hi Nahe Wo To Khushboo Bhi Ahat Kay Bahany Niklay
6279
« on: June 18, 2012, 11:36:04 AM »
thanx rani ji ========= Meri Fitrat Me Nahi Apna Ghum Bayan Karna, Agar Tere Wajood Ka Hissa Hoon To Mehsus Kr !!!
6280
« on: June 18, 2012, 11:25:26 AM »
Roney se to bichrey huye sathi nahin milte, Maana ke yehi kaam din raat kiya.
|