January 12, 2025, 05:58:55 AM

Show Posts

This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.


Messages - Gujjar NO1

Pages: 1 ... 302 303 304 305 306 [307] 308 309 310 311 312 ... 531
6121
Shayari / Re: gujar di fariyad
« on: August 05, 2012, 12:08:15 PM »
Lol Tera bacha ni. Sirf ohda?
jadh bacha hona taan eyho haal hona  :he:

6122
Shayari / mein roze se hun
« on: August 05, 2012, 12:05:52 PM »

Mujhse mat ker yaar kuch guftaar mein roze se hoon


ho na jaaye mujhse bhi taqraar mein roze se hoon.

Her kisi se kerb ka iqraar, main roze se hoon

do kisi akhbaar ko ye taar mein roze se hoon.

Mera roza ek bara ehsaan hain logon ke sir

Mujhko daalon motion ka haar mein roze se hoon.

Maine her file ke damche pe ye misra likh diya

Kaam ho nahin sakta serkaar, mein roze se hoon.

E meri Biwii mire raste se kuch katra ke chal

E mire bachoon zara hoshiyaar, mein roze se hoon.

6123
Shayari / Re: gujar di fariyad
« on: August 05, 2012, 12:00:09 PM »
meri fariyad da koi hall soucho tusi nice karan lagh ge  :happy:
odha thanx :smile:

6124
Shayari / gujar di fariyad
« on: August 05, 2012, 11:56:29 AM »
ey meri bagum na tu meri khudi kamzor kar
ye shreefun ka mohla hai na itna shor kar


raat ke skon ke lhamo main na mujh ko bore kar
iss wafadar shohar ko na yun ignore kar


dida dill teri chahat ke liye betaab hain
wase bi shohar ajkal bazar main nayab hain


mere anye pe pabandi kabi jane pe hai
hai kabi pine pe tokna kabi khane pe hai


shaam tak kitna booj tere diwane pe hai
ik bacha bagal main hai dosra shaane pe hai (shane mean monde te)


batha hai muj pe zalam donu ghutne jor kar
ye tera bacha rehee ga meri gardan tor kar
 :whew:

6125
Shayari / Re: >>>Dedicate a couplet of share/ghazal to the person above
« on: August 04, 2012, 01:27:45 PM »
Ab us ki simt aankh uthayen to kis liye,
Woh ghar nahin raha woh dareecha nahin raha..

6126
Shayari / Re: >>>Dedicate a couplet of share/ghazal to the person above
« on: August 04, 2012, 01:21:44 PM »
.
Sahaab Tha Ke Sitaara, Guraiz Paa Hee Laga
Wo Apni Zaat Ke Har Rang Mein Hawa Hee Laga


Mein Aisay Shakhs Ki Masoomiyat Pe Kia Likhuun ?
Jo Mujh Ko Apni Khataaon Mein Bhee Bhalaa Hee Laga


Zabaa.n Se Chup Hai Magar Aankh Baat Karti Hai
Nazar Uthaayi Hai Jub Bhee Tou Bolta Hee Laga

Jo Khwaab Dene Pe Qaadir Tha, Meri Nazron Mein
Azaab Daitay Howay Bhee Mujhe Khudaa Hee Laga

Na Mere Lutf Pe Hairaan Hai Na Apni Uljhan Per
Mujhe Ye Shakhs Tou Har Shakhs Se Judaa Hee Laga



6127
Shayari / Re: >>>Dedicate a couplet of share/ghazal to the person above
« on: August 04, 2012, 01:13:45 PM »

So Baar Ujar Kay Phir Basaa Hoon
Jangal Hoon Magar Hara Bhara Hoon,

Har Shaks Mein DHoondta Hoon Khud Ko
Shayad Mein Kisi Mein Kho Giya Hoon,

Ab Teraa Wisaal Raiegaan Hai
Main Kab Ka Udaas Ho Chuka Hoon,

Andha Hoon Pkar Le Haath Mera
Ay Hijar Ki Shab Mein Be Asaa Hoon,

Khush Ho Ay Bulandiyon Ki Khawahish
Main Nok-e-Sinaa Pe Saj Giya Hoon,

Dariya Ko Shikast Di Hai Maine
Mashkeeze Mein Piyas Bhar Raha Hoon,

Karta Hai Qabool Kon Mujh Ko
Kat`te Howe Haath Ki Dua Hoon,

Sach Yeh Hai Kay Ajnabi Hoon Khud Se
Kehne Ko Main Sab Se Ashnaa Hoon,

Uljha Hoo Yeh Soch Kar Hawaa Se
Main Shaher Ka Akhri Diya Hoon,

Din Bhar Ki Tapish Mein Kon Jhulse
Main Shab Ko Badan Pe Aurhta Hoon,

“Mohsin” Mujhe Khud Pe Naz Tha Kaisa ?
Main Yoon Bhi Misaal-e-Naqash-e-Paa Hoon.

ik hor plz must watch


Khaali Kaaghaz Pe Hurf Sajaaya Karta Tha
Tanhaai Main Sheher Basaaya Karta Tha

Kaisa Paagal Shakhs Tha Saari Saari Raat
Deewaaron Ko Dard Sunaaya Karta Tha

Ro Deta Tha Aap Hi Apni Baaton Par
Aur Phir Khud Ko Aap Hansaaya Karta Tha

Jalnay Lagti Lahoo Main Judaai Tou Ro Daita
Tanhaaion Ki Khaak Uraaya Karta Tha

Chehray Say Tera Rog Chupaata Tou Hans Daita
Aankhon Main Teri Yaad Manaaya Karta Tha

Yaaro Be Waqt Hua Pyaar Usay Lay Dooba
Jo Loogon Ko Pyaar K Gur Sikhaaya Karta Tha..

6128
Shayari / Re: >>>Dedicate a couplet of share/ghazal to the person above
« on: August 04, 2012, 09:46:45 AM »
.

Silsila Sa Janaab ! Banta Gaya
Ik Haqeeqat Wo Khwaab Banta Gaya


Aks Paani Mein Dekhnay Ke Lye
Kaisay Chehra Gulaab Banta Gaya



Ham Ne Koi Sawaal Tak Na Kia

Wo Mukammal Jawaab Banta Gaya


Pehlay Unwaan Tha Wafa Ka Jo Shakhs
Baad Mein Wo Kitaab Banta Gaya


Neend Ka Tootna Bhee Apni Jaga
Khwaab Bhee Ek Azaab Banta Gaya


Dekhnay Mein Tha Ek Lafz Magar
Ishq Poora Nisaab Banta Gaya


Ham Haqeeqat Samajh Rahay Thay Jisay
Rafta Rafta Saraab Banta Gaya


Saaray Aalam Mein Ham Howay Tanha
Sab Ka Wo Intekhaab Banta Gaya


Pehlay Dil Torna Bura Tha Batool
Baad Mein Ye Sawaab Banta Gaya

6129
Jokes Majaak / Re: sarpanch te yamla
« on: August 04, 2012, 09:39:27 AM »
:loll: aukhaa kutte naal panga lai jande a  :D:
what means ur words mirza?

6130
Shayari / Re: >>>Dedicate a couplet of share/ghazal to the person above
« on: August 04, 2012, 09:29:13 AM »
Na janay kyun DiL Khincha jata ha uski taraf

Kia Us ney bhi Mujhy Paaney Ki Dua mangi Ha

buhat khoob ji

Aesa kya likhoon ke tere dil ko taskeen pohanchey,
Kya yeh kaafi nahin ke meri duaayon mein tum ho




...
Ghalat ho app ka wada koi khuda na kare,
Magar hazoor ko adat hai bhool jane ki :smile:

6131
Shayari / Re: >>>Dedicate a couplet of share/ghazal to the person above
« on: August 04, 2012, 08:28:05 AM »
.

Pyar ka geet sunaye to kuch baat bane,
Aane wala aaye to kuch baat bane,


Aksar rote rote meri raat katey,
Woh aakar behlaye to kuch baat bane,


Dil kya toota pyar ki kaliyan rooth gayin,
Koi kali muskaaye to kuch baat bane,


Kab tak us ko dhoondon kali raton mein,
Jugnu hath mein aaye to kuch baat bane,


Dil mein jo behta hai daryaa yadon ka,
Aankhon se beh jaye to kuch baat bane,


Us ki chahat us ke us ke pyar mein aaj Ashfaq
Deewani kehlaaye to kuch baat bane…

6132
Help & Suggestions / Re: pj needs Moderators
« on: August 03, 2012, 01:18:51 PM »
j mere layi koi kam hoya ta das deyo ji 8->
marr janiyee tera veer vi Moderator aa  :happy:

6133
PJ Games / Re: Critics Winner for PJ Joke Teller Competition
« on: August 01, 2012, 02:33:37 AM »
mubarik aa veer ji
realy good work
=D> =D> =D> =D> =D> =D>
 :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle: :balle:

6134
Fun Time / Re: Raksha Bandan
« on: July 31, 2012, 02:56:08 PM »
On August 2 is Raksha Bandan
if ur a girl then tell who u would like to tie a rakhi on
and if ur a boy tell kehdi kudi tere te rakhi tie kare
main taan tere hathu rakhi banoni dass ki gift chahi da meri niki jahi sistrooo :smile:

6135
Gup Shup / Re: do you think money singh good person?
« on: July 31, 2012, 01:37:26 PM »
je money singh nu gf labh jai taan buhat hi good person aa :happy:
je kase di wife te line mare taan dill karda lamba pa liyee :D:
anyways (good person) :smile:

6136
Pics / Re: Please Help
« on: July 31, 2012, 01:34:33 PM »
Hanji bhaji click te karta par aithe koi option nai he post karan di pics,aithe url paana pena. Matlab pella net te upload kara fer oda url aithe paste kara?Computer wicho kyo nai?Koi te place hoygi jithe url nai sidha pc wicho upload kara aithe?  Profile to reply karya ta honda nai jithe tuada msg aya ve.Verify karan layi code de pana zaruri par je "which state is this" v zaruri he to o nai horya coz o overlap horya he ode utte which year is this wala hega..Dimag kharab hogya,chado mitti pao..patani nave member nu kedi restrictions hegi hun par parso te mai post kitti c.Thanks anyway
22 apna privet msg chak kro
main link send karta

6137
Love Pyar / Re: Do You believe in Love?
« on: July 31, 2012, 01:28:01 PM »
my ans is yeas
...........................

Chahaton ke moasum main raahatain bhe hoti hain
Dard bhe tau hota hay shikayetain bhe hoti hain




Payar ke masaafat main oonchay neechay ruston per
Bay waja nazar ohjhal rukawatain bhe hoti hain




Hijer k andhairay bhe zindagi main aatay hain
Wasl k ujaalon say adaawatain bhe hoti hain




Dil main jub bhe chubh jaaien khaar zindagani k
Dermiyan dilon k dau wazaahatain bhe hoti hain




Ashk bhe tau girtay hain laazawal rishton main
Dard dainay wali koch rafaaqatain bhe hoti hain




Payar main abhi onn k inteha nehi aaie
Ishq main zaroorat ke milaawatain bhe hoti hain




Ruqs jab bhe karti hay chaandni andhairon main
Rahberon ke aankhon main sharaartain bhe hoti hain




Bay hijab karti hay, shaukat nazer zamanay ke
Bay hisaab loogon ke inaayetain bhe hoti hain

6138
Pics / Re: Please Help
« on: July 31, 2012, 01:09:32 PM »
love u too ta keh dinda :hehe:
kehta bro dekh taan sehi  :happy:

6139
Pics / Re: Please Help
« on: July 31, 2012, 12:59:52 PM »
:hehe: love u gujar ... :kiss:

sahi a
thanx brother  :he:
love u 2 brother :kiss:

6140
Pics / Re: Please Help
« on: July 31, 2012, 12:46:58 PM »
Thanks Bro! But why url when i have it in my pc? Something is wrong,i got your message in 'my message' and i just followed it but when i tried to reply it shows an error.Now i came here but no button for replying so i am just writing beneath yours.
I think i have to come via mail,last time also straight log in would not help so first i had to log in and move to another tab to open email and then i could see or do things.One last time i will see the forum you are mentioning which is no where to be seen.
But you mean i can upload pics anywhere?
What if i wana do it topic wise?
ik taan 22 punjabi vich dass jo dassna sanu vi samaj aa jai baki uploud da bere main dassta picture of day de topic te.
je new topic make karna taan naal koi comments likh te baki jidha keha odha kar ke post karde ho jau ga
thanx

Pages: 1 ... 302 303 304 305 306 [307] 308 309 310 311 312 ... 531