This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Messages - Gujjar NO1
3961
« on: October 04, 2014, 02:38:57 PM »
welldon risky main vi eyho gall dassna chona edha de loka naal islam da koi talak nai just islam te muslim nu badnam kar rehe aa thanx
3962
« on: October 04, 2014, 07:37:55 AM »
Tere naam meri fvrt movie a :)
gud veere :ok: butt ey poatry da topic aa ... fer me vi show sunughi :hehe:
Kaho,
woh dasht kaisa tha? Jidhar sub kuch luta aaye Jidhar aankhain ganwa aaye
Kaha,
sailab jaisa tha, bohot chaha keh bach niklain magar sub kuch baaha aaye
Kaho,
woh hijer kaisa tha? Kabhi choo ker usay dekha To tum nay kia bhala paya
Kaha,
bus aag Jaisa tha,
usay choo ker to apni rooh ye tann mann jala aaye
Kaho,
woh wasl kaisa tha Tumhain jab chuu liya us nay To kya ehsas jaga tha?
Kaha,
ik raastay jaisa,
jidhar say bus guzarna tha, makan lekin bana aaye
Kaho,
woh chand kaisa tha? Falak say jo uttar aaya! Tumhari aankh main basnay
Kaha,
woh khawab jaisa tha,
nahi taabeer us ki, usay ik shab sula aaye
Kaho,
woh ishq kaisa tha? Bina perkhay kia jo tum nay
Kaha,
titlii k rang jaisa,
bohat kachaa anokha sa, jabhi us ko bhula aaye
Kaho,
woh naam kaisa tha? Jisay sehraaon aur chanchal Hawaon per likha tum nay
Kaha,
bus mosmoon jaisa,
na janay kis tarha kis pal kisi ro main mita aaye
Suno,
khawahishon ki lehron per sambhalna kion hua mushkil?
Bataya ,
paanion per khawab ki rakhi bena jaisay
Bhala tum rooh ki in kirchion main dhoondtay kia ho?
Kaha,
yeh itni roshan hain keh sooraj ha diya jaisay
Suno aankhon hi aankhon ka bayan kesay laga tum ko?
Laga,
phoolon say sargoshi si kerti ha saba jaisay
great poatery and great words iss poam di jini tareef keti jai katt aa thanx for sharing :won:
3963
« on: October 04, 2014, 07:36:23 AM »
eid mubarak gujjar veere
thanx brother :hug:
3964
« on: October 04, 2014, 04:02:26 AM »
=D>
Abhi to ishq mein aiasa bhi haal hona hai K ashk rokna tum sa mahaal hona hai
Har aik lab per hain mere wafaa k afsanay Teray sitam ko abhi la-zawaal honaa hai
Tumhein khabar hi nahin,tum to lot jao ge, Tuhare hijar mein aik lamha saal hona hai.
Humari rooh pe jab bhi azaab utrein ge, Tumhari yaad ko is dil ki dhaal hona hai.
Kabhi to roye ga wo bhi kisi ki bahon mein, Kabhi to uski hansi ko zawaal hona hai.
Mile gi hamko bhi apne naseeb ki khushiyan, Bas intazar hai kab ye kamal hona hai.
Har ek shakhs chalay ga humari raahon par, Muhabaton mein humain wo misaal hona hai.
Zamana jiske kham-o-paich mein ulajh jaye, Humari zaat ko aisa sawal hon hai……..
Yaqeen hai mujh ko k wo lot aaye ga, Usay bhi apne kiye ka malaal hona hai
very very nice iss ghazal nu main radio te bolna --------------------------------------------------------- Ye ishq na hisab’on mein hai Na kitab’on mein hai Ye to bas lajawab’on mein hai Ye tan mein sota hai aur Jagta khuwab’on mein hai Is ka maza na Sahbab’on mein hai Na sharab’on mein hai Is ishq ka thikana na Shehar’on mein hai na makan’on mein hai Ye to bas medan’on hi medan’on mein hai Is ka shumar aur kahan kahan karo gey ‘Gul’ Ye to bas sawab’on hi sawab’on mein hai
3965
« on: October 04, 2014, 03:45:28 AM »
Mohabbat ki koi bhi to saza poocha nahi karte mohabbat to mohabbat hai raza poocha nahi karte
Taskeen Na Ho Jis Se Wo Raaz Badal Dalo Jo Raaz Na Rakh Paye Hamraaz Badal Dalo Tum Ne B Suni Ho Gi Bari Aam Kahawat Hy Anjam Ka Jo Ho Khatra Aghaz Badal Dalo Pur-Soz Dilon Ko Jo Muskan Na De Paye Sur Hi Na Mile Jis Mai Wo Saaz Badal Dalo Dushman K Iradon Ko Hy Zahir Agar Karna Tum Khel Wohi Khelo Andaz Badal Dalo Ay Dost Karo Himat Kuch Door Sawera Hy Agar Chahte Ho Manzil Tu Parwaaz Badal Dalo
3966
« on: October 04, 2014, 03:37:52 AM »
wellcome ji
Yeh jo nazron se dil ko niddhaal karte ho, Karte ho zulm magar, kamaal karte ho.. :ok:
3967
« on: October 04, 2014, 03:34:10 AM »
eydha meaning aa rooh vich koi gum shup ke batha hoya taan hi zandi udaas hoi aa :he:
... Main guraizaa’n hoon mohabbat se to sabbab kuch aur hain, Warna hai kon jo chaahat ka talabgaar naheen,
Main to saraapa-e-mohabbat hoon magar phir bhi, Mujhe iss lafz “mohabbat” ka aitbaar naheen..
3968
« on: October 04, 2014, 03:28:43 AM »
kiya baat hai money singh te harmeet di :ok:
3969
« on: October 04, 2014, 03:17:36 AM »
:ok: :ok:
Agar woh pooch lein hum se, tumhe kis baat ka gham hai, To phir kis baat ka gham hai, agar woh pooch lein hum se..
Dair to lagti hai us ko bharne mein, Jis zamkhm mein shamil ho apno ki inayat.. ... and 2nd Rooh mein koi gham hai poshida, Zindagi be-sabab udaas naheen..
3970
« on: October 04, 2014, 02:09:42 AM »
Kahan Tak Sunegi Raat Kahan Tak Sunayein Ge hum; Shikwe Sare Sab Aaj Tere Rubaru Karein!
very nice ji :ok: Mere lafzon se nikal jaye assar, Koi khawhish jo tere baad karoon.
3971
« on: October 04, 2014, 12:01:54 AM »
manmeet vijay nu vi thanx bolde ey topic nu dekhi janda :
3972
« on: October 03, 2014, 11:55:38 PM »
Mujhe na saans ati hai, Na mera damm nikalta hai,
Magar yeh beech ka aalam, Bohat takleef deta hai,
Mujhe andar nigalta hai, Na saahil par pattakta hai,
Bikharna yun samandar ka, Bohat takleef deta hai,
Jo tum bolo bikhar jayen, Jo tum bolo sanwar jayen,
Magar yun tootna jurrna, Bohat takleef deta hai..
3973
« on: October 03, 2014, 11:50:12 PM »
EId mubarak ji. Mere walon v :hugg:
than rajinder 22 :hug: ... Eid mubarak to all
thanx noor
3975
« on: October 03, 2014, 11:08:25 PM »
buhat time baad iss topic te nazar payi :
3976
« on: October 03, 2014, 11:07:14 PM »
EID-MUBARAK Gujjar bi moi allo te SUB PJ FAMILY allo tonu , quinaat te sub world nu.. EID mubarak. May Allah bring peace n prosperity to you n urs.. :hug:
Na Tera Khuda koi Aur Hai Na Mera Khuda Koi Aur Hai HD
thanx so much risky 22 :hug: rabb pj te odhe tamam users di har mushkal nu isaan farmyee .. thanx all my famliy of pj ........ :love:
3977
« on: October 03, 2014, 12:02:00 PM »
Tusi eh read kita .. I think big akhra ch likheya n likhi v punjabi a Kudiya munde vakh pic pa sakde it's not jodi Compitition .. :)
hun komal karde send apni pictures :he:
3978
« on: October 03, 2014, 11:17:46 AM »
fitteh haal gujjar bro :D: moinu samjan nu tora tyme laga but samj gia .. oii moi hun pela varga noi riha hun moi vada o gia wa imma 21 yr ole now.... BAKI moi ta tuc de wait karda wa MEM naal viah karon laye ke ke jhooth bolne wa avdi dating profile te :D: :D:
keep it risky 22 :happy:
3979
« on: October 03, 2014, 11:14:23 AM »
ya gujjar bro QURAN E-PAK wich likhia ta boot kuch wa jimme ke SHRI GURU GRANTH SAHIB vich or in HOLY BIBLE... but asli gal ta ohna ASOOLAN te chalan de hundi wa jo inna holy books vich likhia hunda wa, kuj majhabi loog ina holy books da galt matlab kadd ke avde fyade laye they juss exploit innocent ppl n then whole get to suffer wid dat.... moi ta kenda wa je duniya te RELIGION na hunda ta kini peace honi se most wars n terrorism were caused by RELIGION no body is safe now days whn we ride in tarins. planes, busses, malls even in juss genral markets we all av dis fear of terrorism in back of our heads.Jo loog galt matlab kad ke use karde wa oss de ik example dek ahh ANJUM CHOUDRY ne england cho bout gand paiya wa hez just been arrested by police ... listen to it
Anjem Choudary Does Not Know Arabic or Islam
sory bro mere kol youtube ban aa iss layi nai sun sakhda . tenu pata hona ajj sahda hajj da din si te sadhe sub tu wade imam e kaba ne speach vich keha jo koi vi terrorists aa odha koi talq nahi islam naal na hi oh muslman aa veere islam peacefull mhazab aa .
3980
« on: October 03, 2014, 11:09:05 AM »
|