This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Messages - Gujjar NO1
3761
« on: October 26, 2014, 10:02:05 AM »
ethe kuch saal pehla chating ch entry time awaz hundi c jwak wali " ajo ajo chatting kariye " oh bapis liyayo :idk: :idk:
seachi buhat cute waj si par guandia nu vi pata lagh janda si munda chating te bath gaya :laugh:
3762
« on: October 26, 2014, 02:27:18 AM »
Woh jo geet tum ne suna nahin, Meri umar bhar ka reyaaz* tha,
Mere dard ki thi daastaan, Jisey tum hansi mein urraa gaye..
3763
« on: October 26, 2014, 02:19:54 AM »
ghaint na tang kar shreef insan nu :
3764
« on: October 26, 2014, 02:15:23 AM »
Dard jab teri ataa hai to gila kis se karen, Hijar jab tu ne diya hai to mila kis se karen,
Akss jab toot ke bikhra hai tera aayine ke sath, Ho gayi zakhm nazar akss chunaa kis se karen,
Main safar main hoon mere sath judai teri, Humsafar gham hain to phir tujh ko juda kis se karen,
Khil uthen gull ya khulain dast-e-hanaayi tere, Har tarf tu hai to phir tera pataa kis se karen,
Tere lab, teri nigaahen, tere aaraz, teri zulf, Itne zinda hain to is dil ko rihaa kis se karen..
3765
« on: October 26, 2014, 02:12:47 AM »
Done! :pagel:
Good luck all :smile:
pagg tu hum ne bi sir pe rakhni thi chadar bdi(larg) aa gai bazar se :
3766
« on: October 25, 2014, 03:09:44 PM »
Yeh jo hum chup hain to is ko bhi ghaneemat jano,
Hum agar sabar na karte to qayamaat karte
3767
« on: October 25, 2014, 03:07:36 PM »
Paikar tha wafa ka, mohabbat ka khuda tha, Woh shakhss zamaney mein sab se hi juda tha,
Chahat ke khazaney they har lafz mein us ke, Daaman mera us ne duaaon se bhar tha,
Mujh ko nahin dekha karri dhoop ne chu kar, Baba mera duniya main mujhe aesa jo mila tha,
Fikrain na zamaney ki kabhi paas bhi ayin, Hard dard meri hasti se dartaa hi raha tha,
Jab taka raha saanson ka basera mere baba, Tab tak main ghamon se bachta hi raha tha,
Us shaam ki hiddat mere dil se nahin jati, Jis shaam tera saaya mere sar se utha tha..
3768
« on: October 25, 2014, 01:22:11 PM »
jhanjhran da matalb jhanjhran hi hunda :
3769
« on: October 25, 2014, 12:47:10 PM »
chak deo phatee :happy:
3770
« on: October 25, 2014, 12:43:32 PM »
very very nice ji :ok:
3771
« on: October 25, 2014, 11:44:26 AM »
Rah de wich Khona Okha. Apna ap lakona okha.
Enni wadh gaye dunya dari. Kalleyan beh ke rona okha.
Dagh muhabbat wala bahu. Lag javay ta dhona okha
3772
« on: October 25, 2014, 11:31:47 AM »
very very nice :ok:
3773
« on: October 25, 2014, 09:35:36 AM »
had karti 22 :hehe:
3774
« on: October 25, 2014, 03:26:33 AM »
Jis Bewafa KE Zakhmo Par Marham Lagaane Ham Chale
Marham Ki Kasam Marham Na Mila Marham Ki Jagah Mar Hum Gaye
3775
« on: October 25, 2014, 03:23:11 AM »
Mere Rabba Meri Gall Da Jwab Ta De, Es Tutte Hoye Dil Da Ilaz Ta De,
Sari Beeti Hai Umar Meri Dukhan De Sahare, Hor Kinne Dukh Likhe Ne Hisaab Ta De ?
3776
« on: October 25, 2014, 03:02:12 AM »
mubarka gujjera ,,,patndra saag ghet kheya ker sab kujj green ho gya :laugh:
thnaku thanku :hehe:
3777
« on: October 24, 2014, 11:51:58 PM »
very nice :happy:
3778
« on: October 23, 2014, 06:26:28 AM »
Maa Maray Te paika mukda Baap maray ghar wehla.....
O Shala Maran Na Veer Kisi De Ujar Janda J Maila..... Bhai Bhian de dard wadanday te bhai bhiaan di bahaaan...
Baap siraan de taaj MUHAMMAD Mawan Thandain chawaan.... Baap Maray Sir Nanga Hovay Veer Maran kand Khali......
Maawaan baaj MUHAMMAD BAKHSHA kon karay rakhwali.....
3779
« on: October 23, 2014, 06:08:36 AM »
Hum ne har saans mohabbat pe fidaa ki hai, Har duaa main teri chahat ki iltijaa ki hai,
Tum kya karo ge mohabbat ki intihaa, Hum ne to ibtidaa hi intihaa se ki hai..
3780
« on: October 23, 2014, 05:33:03 AM »
Choti si aik naao* banane ki dair hai, Daryaa ke paar bas mere jaane ki dair hai,
Aik pal main jaag jaye ga soya hua mehal, Phir se qadeem geet sunane ki dair hai,
Shehzaadi chal parre gi mere sath khud’bakhud, Uss se to sirf aankh milane ki dair hai,
Qaleen baadlon main urre ga humain liye huye, Qadmon main aik baar bichaane ki dair hai,
Sar pe hamare ho ga parindon ka saaybaa’n, Aik dhoop ki kiran faqat aaney ki dair hai,
Aaney lage gi titliyaan khilne lage ge phool, Sehraa main ja ke haima* lagane ki dair hai,
Jugnu ki tarah chaand urre ga ird gird, Sooraj ke khawb’gaah main jaane ki dair hai,
Utrain gi pariyan haath main taarey liye huye, Nazren falak ki samt uthaane ki dair hai, Hathon se apni rait pe likhti phire gi naam, Hum kon hain, hawaa ko yeh bataane ki dair hai..
|