This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Messages - Gujjar NO1
2941
« on: February 09, 2015, 10:45:44 AM »
Zindagi ke maile main, Khawhishon ke raile main, Tum se kya kahen jaanan, Iss qadar jhamele main,
Waqt ki rawaani hai, Waqt ki giraani hai, Sakht be’zameeni hai, Sakht la’makaani hai, Hijar ke samandar main, Takht aur takhte ki, Aik hi kahani hai, Tum ko jo sunaani hai, Baat to zara si hai, Baat umar bhar ki hai,
Umar bhar ki baatain Kab do gharri main hoti hain, Dard ke samandar main, An’ginat jazeere hain, Be’shumaar moti hain,
Ankh ke dareeche main, Tum ne jo sajaya hai, Baat uss diye ki hai, Baat uss gille ki hai, Zindagi se lambi hai, Baat rat’jage ki hai,
Raaste main kese ho, Baat takhliye ki hai, Takhliye ki baaton main, Guftgu izaafi hai, Pyar karne walon ko, Ik nigaah kaafi hai,
Ho sake to mil jao, Aik din akele main,
Tum se kya kahen jaana, Iss qadar jhamele main..
... Aaj tor diye hein tu ney meray sapney Aaj tor diye hein wadey apney
Ab meray pas bhi kia reh gay hai Laut jao gey ab tum bhi ghar apney
Mujh ko ata kia bhi to itna kam Chand aanso aur chand dukh apney
Mein ji’eon bhi to kis key saharey ‘Gul’ Ab hein bhi yahan kon apney
2942
« on: February 09, 2015, 10:29:48 AM »
2943
« on: February 08, 2015, 09:43:49 PM »
buhat vedia show chal reha Jattnetics da buhat maza aa reha great dj radio aa punjabi janta da welldon :won:
2944
« on: February 08, 2015, 12:32:47 PM »
hahahhaha very nice :D:
2945
« on: February 08, 2015, 11:48:55 AM »
Mushkal quction aa payar tu baad banda anna ho janda maa peo nu vi kush nai samjda eyho such aa baki maa peo da darja buhat aa . par i think maa peo nu eyh dekhna chahi da ke odhi kudi ya munda kadhe naal kush aa .kyunk life ohne guzarni hundi so eyh fesla vi ohna nu karna chahi da jehna life guzarni hove
2946
« on: February 07, 2015, 10:42:03 AM »
Aj te yar sakun nai aya, Menu tera fon nai aya.
Aeni v ki be'parvai, Teri koi miscal na i, Tu dil apna kithe laya, Menu tera fon nai aya,
J nai belanc aethu kallaan, Fer karan ge 2ven gallan, Kende lai a maal kmaya, Menu tera fon nai aya.
J dil kidre la betha aen, Meri yad pula betha aen, Mere gal wich pa de phaya, Menu tera fon nai aya.
Aj dehari okhi langi, Na e surma na e kangi, Zulfan nu main tail nai laya, Menu tera fon nai aya. :he:
2947
« on: February 07, 2015, 10:24:48 AM »
Sub ki saqi pe nazar ho yeh zarori hai magar Sub pe saqi ki nazar ho yeh zarori to nahi
2948
« on: February 07, 2015, 10:22:23 AM »
Zulf-e-Berhum samhabl ka chliya Rasta Dekh bhal ka chiya Mousam-e-gul hain apni bahoon ko Meri bahon mian daal ka chaliya
Rooz kab teri deed hoti hai Ek he din tu eid hoti hai Koi badli oumad he atii hai Jab bhi garmmi shadid hoti hai
Haya Qasid ke dil Sourat jasa Khaat ke rasid hoti hai Hum Kalander jo Noush kartay hain Os nazar ke Kashid hoti hai
2949
« on: February 07, 2015, 09:08:11 AM »
buhat vedia ji thanx for sharing :ok:
2950
« on: February 05, 2015, 09:51:05 PM »
desi style parna kyun k menu jach hi edha :D:
2951
« on: February 05, 2015, 09:43:36 PM »
laghda iss movie vich ratano evil doctor bann ke aa rahi gud job janab hun koi pj di kudi darrne tu bina jani nai chahi di :D:
2952
« on: February 04, 2015, 02:49:34 PM »
jatt saab tuhadi photo kithe aa ? :
2953
« on: February 04, 2015, 10:53:15 AM »
Shukriya jii :hehe:
wellcome shote bai :happy:
2954
« on: February 04, 2015, 10:49:04 AM »
leh veer kam taan tera okha si par kar hi dita :he:
2955
« on: February 03, 2015, 09:32:08 PM »
sub fix karta
2956
« on: February 03, 2015, 10:22:30 AM »
laali nu pao sangli :D:
eyh nek kam vi tenu hi karna pena :D:
2957
« on: February 03, 2015, 09:27:46 AM »
Dost karte hain malamat, ghair karte hain gilaa, Kya qayamat mujhi ko sab buraa kehne ko hain.
2958
« on: February 03, 2015, 09:20:52 AM »
dakh k muhn vich pani aa gaya :pagel:
2959
« on: February 03, 2015, 09:19:01 AM »
Mujh ko iss raat ki tanhai me awaaz na do, Jis ki awaaz rula de mujhe woh saaz na do..
2960
« on: February 03, 2015, 09:18:24 AM »
Raat bhar teri yaadon ki ridaa jaagti hai, Aur saath taaron ki zeyaa jaagti hai,
Jis waqt sheher mein neend ki pariyaan utrein, Dil main tere khayal ki absraa’a jagti hai,
Aah, woh vasl ki raat, aayi gayi ho gayi, Haaye yeh hijar ki raat qatra qatra jagti hai,
Kahan le aaye yeh mohabbat ke zakham mujhe, Namak kholta hai, aur hawaa jagti hai,
Kaj-adaayion ke mausam main koi peer-e-mughaan, Kehta hai abhi loh-e-wafaa jagti hai,
Yeh rat’jage kabhi apni maan se to nahin kahe, Phir bhi mere sang ik duaa jagti hai..
|