April 22, 2025, 02:41:40 AM

Show Posts

This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.


Messages - Gujjar NO1

Pages: 1 ... 90 91 92 93 94 [95] 96 97 98 99 100 ... 531
1881
Shayari / Re: Just two line shayari ...
« on: September 23, 2015, 02:02:14 AM »
Ye Nahi Gam Ke Qasam Apni Bhulai Tum Ne
Gam Te Ye Hai Ke Raqeebon Se Nibhai Tum Ne

 Koi Ranjish Thi Ager Tum Ko To Mujh Se Kehte
 Baat Apas Ki Kiun Sab Ko Batai Tum Ne

(sory eyh mukmal hi 4 lines naal hunda si )

1882
Gup Shup / Re: Part #2 Song you are listening to?
« on: September 22, 2015, 01:59:25 PM »
Mehdi Hassan
bheegay huay mausam ka maza kyun naheen laitay

1883
Shayari / Re: Just two line shayari ...
« on: September 21, 2015, 03:50:09 PM »
Mohabbat Paani Paani Hai Meri Paani Ki Basti Hai
Samandar Paar Krnay K Liye Kaghaz Ki Kashti Hai

1884
Shayari / Re: hindi /Urdu Four Lines Poetry
« on: September 21, 2015, 02:35:32 PM »
Teri yaad to ek anmol phool hay,
Mein tujhay bhool jaon yehi tumhari bhool hay,

Koi yaad hamain na kere gila nahi…
Hum apno ko nahi bholty ye hamara asool hay!

1885
Shayari / Re: Just two line shayari ...
« on: September 21, 2015, 02:34:11 PM »


"aur kya ehde wafa hotey hein ?
log milte hei juda hote hein "

Wafa ki jang mat lerna ye bekaar jati hay,
 Zamana jeet jata hay mohabbat har jati hay,

1886
Jatt Mullanpuria da show buhat vedia laga
baki DJ vi show karya kro .. shok layi sitting kara ke radio na bhul jau .

1887
Birthdays / Happy Birthday Apna Punjab
« on: September 21, 2015, 12:40:01 AM »
On this special day, I wish you all the very best, all the joy you can ever have and may you be blessed abundantly today, tomorrow and the days to come! May you have a fantastic birthday and many more to come... HAPPY BIRTHDAY!!!!  :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy:









1888
Shayari / Re: dil ka haal likhta hu
« on: September 21, 2015, 12:17:24 AM »
buhat ala ji very nice :ok:

1889
Maan-Sanmaan/Respect+ / Re: PJ Mutiyaar Promotion 👑Queen👑
« on: September 20, 2015, 02:42:36 PM »
.





1890
Shayari / Re: tuje kis traah szaa du main
« on: September 20, 2015, 12:54:47 PM »
very nice ji :ok:

1891
Gup Shup / Re: Shortletter name
« on: September 20, 2015, 11:56:53 AM »
G M ..... good morning

1892
Fun Time / Re: your MOOD now
« on: September 20, 2015, 11:29:03 AM »
Normal

1893
Competitions / Re: Best DP of the Week
« on: September 20, 2015, 11:26:23 AM »
my next vote goes to  B̲l̲i̲n̲g̲ (vikram jeet singh)

1894
Fun Time / Re: your MOOD now
« on: September 20, 2015, 01:29:07 AM »

1895
Shayari / Re: jab ishq tumeh ho jaega
« on: September 20, 2015, 01:21:06 AM »
Aapse milne ke baad ab aapko khona nhi chahte,
Ek pyari si khushi milne k baad rona nhi chahte,

Neend toh bahut hain humari aankhon mein,
Magar aapse baat kare bina sona nahi chahte.

1896
Shayari / Re: Just two line shayari ...
« on: September 20, 2015, 01:18:19 AM »
Samajaa Do Tum Apni Yaado Ko Zara,

Din-Raat tang Karati Hai Mujhe Qarzdaar Ki Tarah.

1897
Shayari / Re: Just two line shayari ...
« on: September 19, 2015, 12:43:58 PM »
Bara Hi Khamosh Sa Andaz Hai Tumhara

Samajh Nahi Aata Fida Ho Jaon Ya Fana Ho Jaon.

1898
Shayari / Re: tere naam
« on: September 18, 2015, 03:11:37 AM »





Taj tere liye ik mazahar e ulfat hi sahi
tum ko is wadi e rangin se aqidat hi sahi

Mere mahabub kahin aur mila kar mujh se!

Bazm e shahi may Garibon ka guzar kya mani
sabt jis rah pe hon satawat e shahi ke nishan
us pe ulfat bhari ruhon ka safar kya mani

Meri mahabub pas e parda e tashir e wafa
tu ne satawat ke nishanon ko to dekha hota
murda shahon ke maqabir se bahalewali
apane tarik makanon ko to dekha hota

Anaginat logon ne duniya may muhabbat ki hai
kaun kahata hai ki sadiq na the jazbe un ke
lekin un ke liye tashir ka saman nahi
kyun ke wo log bhi apani hi tarah mufalis the

Ye imarat o maqabir ye fasilen, ye hisar
mutal qulhukm shahanashahon ki azamat ke sutun
daman e dahar pe us rang ki gulakari hai
jis may shamil hai tere aur mere ajadad ka Khun

Meri mahabub! Unhen bhi to muhabbat hogi
jinaki sannai ne bakhshi hai ise shakl e jamil
un ke pyaron ke maqabir rahe benam o namud
aj tak un pe jalai na kisi ne qandil

Ye chamanazar ye jamuna ka kinara ye mahal
ye munaqqash dar o diwar, ye maharab ye taq
ik shahanashah ne daulat ka sahara le kar

1899
Competitions / Re: Best DP of the Week
« on: September 17, 2015, 03:22:03 PM »

1900
Gup Shup / Re: ja ek khoon maaf howa kisda karga
« on: September 17, 2015, 03:20:50 PM »
Main Apna Punjab chkna si :D:

Pages: 1 ... 90 91 92 93 94 [95] 96 97 98 99 100 ... 531