December 21, 2024, 11:55:01 PM

Show Posts

This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.


Topics - Gujjar NO1

Pages: 1 ... 5 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14 15 ... 25
181
Shayari / aj aakhan waaris shah noo
« on: January 07, 2012, 06:46:42 AM »
roman punjabi

aj aakhan waaris shah noo kito.n qabra.n vicho.n bol!
 te aj kitab-e-ishq da koi agla varka phol!
ik roi si dhii punjab dii tuu likh-likh mare vain
 aj lakkha.n dheeyan rondian tainuu.n waaris shah noon kahan
uth darmandan diaa dardiiaa uTh tak apna punjaab!
 aj bele laashaa.n vichiiaa.n te lahu dii bharii chenaab!
kise ne panja paania.n vich dittii zahir rala!
 te unhaa.n paaniaa.n dharat nuu.n dittaa paanii laa!
jitthe vajdii phuuk pyaar di ve oh vanjhli gayi guaach
 ranjhe de sab veer aj bhul gaye usdi jaach
dharti te lahu vasiya, qabran payiyan choN
 preet diyan shaahazaadiiaa.n aj vich mazaaraa.n roN
aj sab ‘qaido’ ban gaye, husn ishq de chor
 aj kitho.n liaaiie labbh ke waaris shah ik hor
aj aakhan waaris shah noon kito.n qabra.n vicho.n bol!
 te aj kitab-e-ishq da koi agla varka phol!
english translation
I say to Waris Shah today, speak from your grave
 And add a new page to your book of love
Once one daughter of Punjab wept, and you wrote your long saga;
 Today thousands weep, calling to you Waris Shah:
Arise, o friend of the afflicted; arise and see the state of Punjab,
 Corpses strewn on fields, and the Chenaab flowing with much blood.
Someone filled the five rivers with poison,
 And this same water now irrigates our soil.
Where was lost the flute, where the songs of love sounded?
 And all Ranjha’s brothers forgotten to play the flute.
Blood has rained on the soil, graves are oozing with blood,
 The princesses of love cry their hearts out in the graveyards.
Today all the Quaido’ns have become the thieves of love and beauty,
 Where can we find another one like Waris Shah?
Waris Shah! I say to you, speak from your grave
 And add a new page to your book of love.

 punjabi (urdu)
  اج آکھاں وارث شاہ نوں کتھوں قبراں وچوں بول
 تے اج کتاب عشق دا کوءی اگلا ورقہ پھول
اک روءی سی دھی پنجاب دی تُوں ِلکھ ِلکھ مارے وین
 اج لکھاں دھیاں روندیاں تینوں وارث شاہ نوں کہن
اُٹھ دردمنداں دیاں دردیاں اُٹھ تک اپنا پنجاب
 اج بیلے لاشاں  ِوچھیاں تے لہو دی بھری چناب
کسے نے پنجاں پانیاں وچ دِتی زہر  رلا
 تے انہاں پانیاں نے دھرت  نُوں دِتا پانی لا
ایس زرخیز زمین تے لُوں لُوں پُھٹیاں زہر
 گٹھ گٹھ چڑھیاں لالیاں پُھٹ پُھٹ چڑھیا قہر
ویہو ولسّی وا فیر وَن وَن وگی جھگ
 اوہنے ہر اِک وانس دی انجھلی دِتی ناگ بنا
ناگاں کِیلے لوک مُونہہ بَس فیر ڈنگ ہی ڈنگ
 پل او پل ای پنجاب دے نیلے پے گے انگ
وے گلے اوں ٹُٹے گیت فیر، ترکلے اوں ٹُٹی تند
 ترنجنوں ٹُٹیاں سہیلیاں چرکھڑے کُوکر بند
سنے سیج دے بیڑیاں لُڈن دِتیاں روڑھ
 سنے ڈالیاں پینگ اج  پپلاں دِتی توڑ
جتھے وجدی سی پُھوک پیار دی اوہ انجھلی گءی گواچ
 رانجھے دے سب وِیر اج بُھل گءے اوہدی جاچ
دھرتی تے لہُو وسیا قبراں پیاں چوون
 پرِیت دِیاں شاہ زادیاں اج وِچ مزاراں روون
وے اج سبھے قیدو بن گءے ، حُسن عشق دے چور
 اج کتھوں لیاءیے  لبھ کے وارث شاہ اِک  ہور
اَج آکھاں وارث شاہ نُوں کتھوں قبراں وچوں بول
 تے اج کتاب عشق دا کوءی اگلا ورقہ پھول
punjabi


ਅਜ ਆਖਾਂ ਵਾਰਿਸ ਸ਼ਾਹ ਨੂ ਕਿਥੋਂ ਕਬਰਾਂ ਵਿਚੋਂ ਬੋਲ !
 ਤੇ ਅਜ ਕਿਤਾਬ-ਏ-ਇਸ਼ਕ ਦਾ ਕੋਈ ਅਗਲਾ ਵਰਕਾ ਫੋਲ !
ਇਕ ਰੋਈ ਸੀ ਧੀ ਪਂਜਾਬ ਦੀ ਤੂਂ ਲਿਖ-ਲਿਖ ਮਾਰੇ ਵੈਣ
 ਅਜ ਲਖਾਂ ਧੀਂਯਾਂ ਰੋਂਦਿਆਂ ਤੈਨੂ ਵਾਰਿਸ ਸ਼ਾਹ ਨੂ ਕਹਣ
ਉਥ ਦਰਦਾਂ ਦਿਆ ਦਰਦੀਆ ਉਠ ਤਕ ਅਪਣਾ ਪਂਜਾਬ !
 ਅਜ ਬੇਲੇ ਲਾਸ਼ਾਂ ਵਿਛੀਆਂ ਤੇ ਲਹੁ ਦੀ ਭਰੀ ਚਨਾਬ !
ਕਿਸੇ ਨੇ ਪਂਜ ਪਾਣਿਆਂ ਵਿਚ ਦਿਤੀ ਜ਼ਹਰ ਰਲਾ !
 ਤੇ ਉਨ੍ਹਾਂ ਪਾਣਿਆਂ ਧਰਤ ਨੂ ਦਿਤਾ ਪਾਣੀ ਲਾ !
ਜਿਥੇ ਵਜਦੀ ਫੁਕ ਪ੍ਯਾਰ ਦੀ ਵੇ ਓ ਵਂਝਲਿ ਗਯਿ ਗੁਆਚ
 ਰਾਂਝੇ ਦੇ ਸਬ ਵੀਰ ਅਜ ਭੁਲ ਗਯੇ ਉਸਦਿ ਜਾਚ
ਧਰਤਿ ਤੇ ਲਹੂ ਵਸਿਯਾ, ਕਬਰਾਂ ਪਯਿਆਂ ਚੋਣ
 ਪਰੀਤ ਦਿਯਾਂ ਸ਼ਹਜ਼ਾਦੀਆਂ ਅਜ ਵਿਚ ਮਜ਼ਾਰਾਂ ਰੋਣ
ਅਜ ਸਬ “ ਕੈਦੋਂ “ ਬਣ ਗਯੇ, ਹੁਸਨ ਇਸ਼ਕ ਦੇ ਚੋਰ
 ਅਜ ਕਿਥੋਂ ਲਿਆਈਏ ਲਭ ਕੇ ਵਾਰਿਸ ਸ਼ਾਹ ਇਕ ਹੋਰ
ਅਜ ਆਖਾਂ ਵਾਰਿਸ ਸ਼ਾਹ ਨੂ ਕਿਥੋਂ ਕਬਰਾਂ ਵਿਚੋਂ ਬੋਲ !
 ਤੇ ਅਜ ਕਿਤਾਬ-ਏ-ਇਸ਼ਕ ਦਾ ਕੋਈ ਅਗਲਾ ਵਰਕਾ ਫੋਲ !

182
Shayari / Jad Rat Noo Sarey Sondey Ne
« on: January 07, 2012, 06:30:14 AM »
Jad Rat Noo Sarey Sondey Ne,
 Do Nain Nimaney Rondey Ne.

 Koi Mildi Rah Ni Niklan Noo,
 Ghum Chaar Chafarey Hondey Ne.

 Menu Samajh K Pagal Vekhan Lai,
 Kai Loki Aan Khalondey Ne.

 Jery Pyar Kise Nal Karde Ne,
 O Hanjuan Da Har Parondey Ne.

 Jad Muk Jan Athroo Akhiyan Vicho,
 Fair Katrey Khoon Dy Aundey Ne.

 Jery Tor Nibhan Da Kendey San,
 Aj Vaikh K Boohy Tondey Ne.

 “PYAR”Sajna Jina Da Khalis Hove,
 O Kadi Nai Kisey Hor De Hondey Ne,

183
Shayari / ujre hue log
« on: December 31, 2011, 07:03:47 AM »
ujre hue logon se gurezan na hua kar
halaat ki qabron k ye katbe bhi parha kar

kya janiye kyon tez hawa soch mein gumm hay
khuwabeda parindon ko darakhton se ura kar

uss shakhs k tum se bhi marasim hain to hon ge
wo jhoot na bole ga mere samne aa kar

abb dastakein de ga tu kahan ae gham-e-ahbab
main ne to kaha tha k mere dil mein raha kar

her waqt ka hansna tujhe barbad na kar de
tanhai k lamhon mein kabhi ro bhi liya kar

wo aaj bhi sadiyon ki masafat pe khara hay
dhoonda tha jise waqt ki deevar gira kar
iss shab(raat)muqdar mai sehar(sweer)hai nahi mushan
dekha hai kai baar charagoun ko buhja kar

184
Shayari / suno aisa nahi kerety
« on: December 31, 2011, 06:53:47 AM »
suno aisa nahi kerety!
safar tanha nahi kertey!
jise shafaf rekhna ho
ose maila nahi kertey !
bohat ujde hoye ghar pe
bohat socha nahi kertey
safar jis k muqaddar ho
ose rooka nahi kertey
jo mil ker khud se khoo jaye
ose ruswaa nahi kertey
yeh oncheu paid kaise hain'
kahien saya nahi kertey
chalo tum raaz ho apna
tumhain afshaa nahi kertey
teri ankhoo ko padhtey hain
tujhey dekha nahi kertey
sahar se pooch lo MOHSIN
k ham sooya nahi kertey

185
Birthdays / happy birthday apurv
« on: December 21, 2011, 08:27:44 AM »
aaj mare saab tu payare friend apurv da birthday aa aaju rall ke birthday manone aa
Punjabi Happy Birthday Song



186
Jokes Majaak / Cat singing Punjabi song
« on: December 21, 2011, 07:34:21 AM »
Video Cat

187
Shayari / Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko
« on: December 19, 2011, 09:57:25 AM »

 Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate
 Deedar-e-Mohabat Ko Sourat Tu Dekha Jate
 
 Qaasid Payam E Khat Ko Daina Bohot Na Tool
 Bus Muktasr Yee Kehan Hai K Ankheny Taras Gai
 
 Youn Zindagi Guzar Raha Hon Tera Baghir
 Jasay Koi ghuna kiya ja raha hon main
 
 Nazuk Tera Mariz-e-Mohabat Ka Hal Hai
 Din Kat Chuka Hai Raat Ka Katna Mohal Hai
 
 Aaja Ka Aass Tootna Wali Hai Piyar Ke
 Bujhna Lagi Ha Shama Tera Intazar Ke
 
 Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate
 Deedar-e-Mohabat Ko Sourat Tu dekha Jate
 
 Itna Tu karam kartay Dukh Dard Mujha Da Kar
 Kasam Morna Chala Atay Tumhara Kya Bigar Jata
 Tera Parda Bana Rahta Mujha dedar Hojata
 
 Jati Hoi Maiyat Dekh ka Bhi Banda Outh ka Aana Saka
 Dou Char Kadam Tu Dushman Bhi Takleef Gawar Karta Hain
 Han Dekh jata mera outhta howa Armano ko
 
 Itna Tu karam kartay dukh dard mujha da kar
 Ek Bar Mera Ansou Daman Sa Sukha Jate
 
 Lazatay Intazar Lata Hon Youn Shab-e-Ghum Guzar Lata hon
 Jab Bhi Dasti Hai mujha Tanhai Naam Tera Pukar Lata Hon
 
 Is Dard-e-Judai Ko Mehsous Na Main Karta
 Acha Tha Aagar Mujh Ko Dewana Bana Jate
 
 Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate
 Deedar-e-Mohabat Ko Sourat Tu Dekha jate
 
 Mujh Per Ghum-e-Furkat Ke Thomat Na Kabhi Lagti
 Ankhou Main Agar Apni Tasver Basa Jate
 
 Phir On Sa Fana Mujh Ko Rahta Na Gila Koi
 Darwana Mera Kar Kay Dedar Kara Jate

188
Shayari / je tu rub nu manauna
« on: December 19, 2011, 09:50:00 AM »
makke gayan gal mukdi naahi, pawen so so jummay parh

ayyeh

 ganga gaya gal mukdi naahi, pawen so so gote khayye

 gaya gayan gal mukdi naahi, pawen so so pand parhaye

 bulleh shah gal tayyo mukdi, jad menu dilo gawaiye

 
 rati jaage te shaikh sadawen par raat nu jagan kutte tain thi uthe

 rati ponknu bus na karde fir ja raran vich sutte tain thi uthe

 yaar da buha mool na chad'de pawen maro so so jutte tain thi uthe

 bulleh shah uth yaar manale nai te baazi le gaye kutte tain thi uthe
 
 je tu rub nu manauna...
 
 je tu rub nu manauna pehle yaar nu mana
 rub mun janda yaar nu manauna akha ey
 
 Aaa...
 
 
 rub nu to manuna mushkil nahi do nafl parha rub mun janda
 mehboob je raazi na howe nach nach ke manuna penda

 
 je tu rub nu manauna pehle yaar nu mana
 
 ishq ni darda maut kolon paven soli charda pejave

 nach nach ke yaar mana layye paven kajri bunna pejave
 
 
 
 bun kanjri te bulle wangu ghunghru tu pa

 rub mun janda yaar nu manauna akha hai
 
 je tu rub nu manauna pehle yaar nu mana
 
 Aaa...

189
News Khabran / Twinkle Dwivedi
« on: December 15, 2011, 08:19:58 AM »
For the last three years, doctors have been trying to figure out what makes Twinkle Dwivedi`s body ooze blood through her eyes, feet and even her head, but she remains a medical mystery.
 
 
 
When Twinkle's case first appeared in the international media, many hurried to call her a fake, but after countless tests and procedures, including blood transfusions, doctors are still baffled by her strange bleeding. A group of medical specialists, led by dr. George Buchanan, recently traveled to North India to investigate the 14-year-old Twinkle, but all they have been able to say was that "she really suffers from a condition we have never seen before."
 
 
  The young teen remembers her disorder first appeared when she was just 11, and her classmates started mocking her and calling her disgusting. Although her bleeding didn't hurt at all, she felt scared and alone, because no one would come near her. At first she would cry when she saw her clothes soaked with blood, but now she just keeps quiet, and prays she will eventually get better.

  Despite her parents efforts, who took her to see the best doctors, Twinkle Dwivedi still bleeds from her eyes and pores, up to 14 times a day.

190
Shayari / Aaj kuch suno mujh se
« on: December 15, 2011, 08:04:48 AM »
Aaj kuch suno mujh se k dil ki haalat ajeeb he,

 Ghamgeen hai tabiat rang-e-chahat ajeeb he.

 Uski baatein uski ankhain badal rahi hen,
 Lakhush,

 Aur mujhe wo marz diya jis ka na koi tabeeb he.

 Musalsal mere dil pe gham-e-yaar k sitam hen,

 Youn lagta hai “gujr” k ab meri mout qareeb hy.

191
Shayari / Haqiqat Jan Ker
« on: December 15, 2011, 08:03:06 AM »
Haqiqat jan kr aisi hamaqat kon krta hy,
 Bhala be-faiz logon se mohabbat kon krta hy,

 Batao jis tijart me khsara hi khasara ho,
 Bina soche khasaray ki tijarat kon krta hy,

 Hamen hi galat fehmi thi kisi k wastey warna!
 Zamane k riwajon se bagawat kon krta hy,

 Khuda ne sabr karne ki mjhe taufeeq bakhshi hy,
 Arey jee bhar k tarpao shikayat kon krta hy?

 Zamane ki hain nazron se dilon k bhaid Posheda
 Khuloos-e-dil se Rab janey mohabat kon krta hy….?

192
Shayari / Zindagi Tumhare Sang
« on: December 15, 2011, 08:00:03 AM »

 Iss baar kuch aisa mein chahta hoon
 Tum ko apna banaana chahta hoon


Bhula kar apne sab gham
 Tumhe dilse apnana chahta hoon


Tumhe tumhari ijazaat se
 Apne dil mein basana chahta hoon


Apne naam k saath joar kar tumhara naam
 Duniya ko sar-e-aam dikhana chahta hoon


Kab ho Qubooliyat ki ghari na jaane
 Tumhe har dua mein mangna chahta hoon


Ho jaao tum meri aur main tumhara
 Harr pal bas yehi ehsaas chahta hoon


Tum se hi ki bass mohabbat main ne
 Apni sari zindagi tumhare sang chahta hoon


Karta hoon aaj main ye iqraar
 Main bass tumhe bass tumhe hi chahta hoon


Haq ke saath kahoon tumhe main apna
 Tumse bass aaj main yehi raza chahta hoon

193
Shayari / Mohabbat Ka Nishan Kr Do
« on: December 15, 2011, 07:56:10 AM »
Bas Ek Choti Si Haan Kr Do,
 Hamare Naam Is Tarha Sara Jahan Kr Do!
Wo Mohabbtain Jo Tumare Dil Mein Hain,
 Un ko Zuban Pr Lao 0r Bayan Kr Do!
Aaj Bas Ap Kaho 0r Kehty Hi Jao,
 Hum Bas Sune Aisa Be-Zuban Kr Do!
Hoi Purani Dastan Heer Ranjha Ki,
 Tarikh Mohabbat Ki Phir Se Jawan Kr Do,
Aa-Jao Ke Aisa Toot Kr Chahon Tumhe,
 Hmari Mohabat Ko Mohabbat Ka Nishan Kr Do!
Apne Dil Me Is Tarha Chupa Lo MujKo,
 Rahon Humesha Is me aisa Mera Makan kar Do!

...
Wafa ko aazmana chahiye tha humara dil dukhana chahiye tha
 Aana na aana meri marzi hai tumko to bulana chahiye tha
Humari khwaahish ek ghar ki thi use sara zamaana chahiye tha
 Meri aankhein kaha nam hui thi samundar ko bahana chahiye tha

194
Shayari / muhabbat k fasane main
« on: December 15, 2011, 07:50:20 AM »
Aaya hi tha khayal k ankain chalak gahain.
Aanson kisi k yaad k kitne qareeb thy.
 :sad:


kami hai tu bs itni hai
 muhabbat k fasane main
jise Dil dhondta hai
 wo nhi milta zamane main
faqat Deewar_o_dar k pathron ko
 ghar nhi kehte
kisi ka sath b lazim hai
 ghar ko ghar Banane main
yahan sb apni apni manzilon k
 Raston main hain
koi uljha hai khone main
 koi uljha hai pane main,

195
Love Pyar / Heer Ranjha Documentary
« on: December 14, 2011, 10:33:05 AM »
Heer Ranjha Documentary.flv

196
Shayari / Na gila hai koi halaat
« on: December 11, 2011, 09:54:08 AM »
Na gila hai koi halaat say na shikayetain teri zaat sy
 Khud hi saray warq juda hovay meri zindagi ki kitab sy
 Tjy chaaha tha tjy pa liya Tjy pa k bhi kho dya
 Mjy khawahishon ki thi Aarzo meri zindagi main azaab thy
 Meri wehshaton ki raah main faqat mehfilon k saraab thay
 Katti umar jin ki talaash mai
 meray ratt jagon k wohi khawaab thy
 Youn bhatak bhatak k tamam umar mjy kuch b hasil nahi hova
 Jinhain kho diya teray ishq main
 wo sapnay be-hisaab thy

197
Shayari / CHALO mohabbat ki naye bunyaad rakhte hain,
« on: December 11, 2011, 09:48:01 AM »
CHALO   mohabbat ki naye bunyaad rakhte hain,
 Khud paaband rehty hain usay aazad rakhte hain,

 Hamarey khoon may rab ne yehi taseer rakhi hai,
 Buraai bhool jatay hain acchai yaad rakhte hain,

 Mohabbt my kahin hum sy gustakhi na ho jaye,
 Hum apna har qadam us ke qadam ke baad rkhte hain,

198
Birthdays / happy birthday deep shergill
« on: December 07, 2011, 11:13:40 PM »
aaj deep  da birthday aa aaju sare eynu wish karde aa.

happy birthday deep
♥♥♥.:`` Punjabi Happy Birthday Song``:.♥♥♥


...
HAPPY BIRTHDAY TO YOU ! - FUNNY - THE BEATLES

199
Shayari / tere Bas ki Bat
« on: December 01, 2011, 12:18:17 PM »
zindagi dard k sholon se hawa deti hai
 muhabbat insan ko pagal bana deti hai


Bin muhabbat k koi g nhi skta
 nafrat Bashar ko andar se jala deti hai


Kyun darte nhi log Bad Duwaon se
 Bad Duwa mazlom ki Asman hila deti hai


muhabbat tere Bas ki Bat nahi mere humdam
 Dunya Deewanon ko Deewaron main chunwa deti hai

200
Shayari / Meri Zindagi Ki Kitaab
« on: November 28, 2011, 02:17:39 PM »
Na Gila Ha Koi Halat
Se Na Shikayaten Teri Zaat Se,

 Khud Hi Sare Warq Juda Hue
 Meri Zindagi Ki Kitaab Se,

 Tujhe Chaaha Tha Tujhe Pa Lia
 Tujhe Pa K Bhi Tujhe Kho Dia,

 Mujhy Khawahishon Ki Thi Arzoo
 Meri Zindgi Me Azaab Thy,

 Meri Wehshaton Ki Raah Mein
Faqat Mehfilon K Srab Thy,

 Kati Umr Jin Ki Talash Me
Mere Ratt-Jagon K Wo Khwb Thy,

 Yun Bhatak Bhatak K Tamam Umr
Kabhi Asar Hi Na Hua,

 Jinhay Kho Dia Tere Ishq Mein ”
 Wo Sapne BÉ-HisÄÅb Thy

Pages: 1 ... 5 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14 15 ... 25