This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Topics - Gujjar NO1
Pages: 1 2 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 12 ... 25
121
« on: August 24, 2012, 09:05:34 AM »
Sadma Tou Hai Mujhe Bhi Ke Tujh Se Judaa Hun Mein Laikin Ye Sochta Hun Ke Ab Tera Kia Hun Mein ?
Bikhra Para Hai Tere Hee Ghar Mein Tera Wajood Bekaar Tujhe Mehfilon Mein Dhoondta Hun Mein
Mein Khudkushi Ke Jurm Ka Karta Hun Aitraaf Apnay Badan Ki Qabar Mein Kab Se Gada Hun Mein
Kis Kis Ka Naam Laun Zaban Par Ke Tere Sath Har Roz Ek Shakhs Naya Dekhta Hun Main
Na Jane Kis Ada Se Liya Tune Mera Naam Duniya Samajh Rahi Hai Ke Sab Kuch Tera Hun Main
Le Mere Tajrubon Se Sabak Ae Mere Raqib Do Char Sal Umr Mein Tujhse Bara Hun Main
Jaaga Howa Zameer Wo Aaina Hai “Qateel” Sonay Se Pehlay Roz Jisay Dekhta Hun Mein
122
« on: August 21, 2012, 09:22:25 AM »
Jub Bhi Hansnay Ke Zamanay Aye….. Zakham Phir Yaad Puranay Aye……..!
Phir Mujhe TooT Ke Chaha Osne….. Phir Bicharnay kE Zamanay Aye…..
Muskura Kar Hamain Milnay Walay…. Zindagi Bhar Ko Rulanay Aye…….
Kitni Mehroom Thee Neendain Unki….. Khwaab Bhi Jin Ko Jaganay Aye…..
Teri Chahat Ne Tehernay Na Dia…. Raah Mein Kitnay Thikanay Aye…..
Tu Nahee Hai TOu Hawa Ka Jhonka …. Ghar Ki Zanjeer Hilanay Aye…….
Isi Umeed Pe Jaago YaaroN…. Ab Wo Kis Waqt Najanay Aye…
Raas Aya Jinhain Sehra ….. Unki Qismat Mein Khazanay Aye…
123
« on: August 15, 2012, 07:11:25 AM »
apurv di requst ayi ke mainu 2 din layi ban karde so main ban karta
124
« on: August 15, 2012, 06:07:31 AM »
Ye dost b bohat ajeeb hoty hen
Dene pe ayn to
Jaan de den
Lene pe ayn to
Hansi tak cheen len
Kehne pe ayn to
Dil k tamam khanon k raz tk keh dain
Chupany pe ayn to
Ye tk na batayn k
Khafa Q hen
Naraz honay pe ayn to
Sans tak na lene dain
Manane pe aayn to
Apni sanson ko waar den
Bs..
Dost zindagi mein nhi mila krty
Blkey Zindagi DOSTON mein mila karti hai..
125
« on: August 05, 2012, 12:05:52 PM »
Mujhse mat ker yaar kuch guftaar mein roze se hoon
ho na jaaye mujhse bhi taqraar mein roze se hoon.
Her kisi se kerb ka iqraar, main roze se hoon
do kisi akhbaar ko ye taar mein roze se hoon.
Mera roza ek bara ehsaan hain logon ke sir
Mujhko daalon motion ka haar mein roze se hoon.
Maine her file ke damche pe ye misra likh diya
Kaam ho nahin sakta serkaar, mein roze se hoon.
E meri Biwii mire raste se kuch katra ke chal
E mire bachoon zara hoshiyaar, mein roze se hoon.
126
« on: August 05, 2012, 11:56:29 AM »
ey meri bagum na tu meri khudi kamzor kar ye shreefun ka mohla hai na itna shor kar raat ke skon ke lhamo main na mujh ko bore kar iss wafadar shohar ko na yun ignore kar dida dill teri chahat ke liye betaab hain wase bi shohar ajkal bazar main nayab hain mere anye pe pabandi kabi jane pe hai hai kabi pine pe tokna kabi khane pe hai shaam tak kitna booj tere diwane pe hai ik bacha bagal main hai dosra shaane pe hai (shane mean monde te) batha hai muj pe zalam donu ghutne jor kar ye tera bacha rehee ga meri gardan tor kar :
127
« on: July 28, 2012, 12:45:49 PM »
main ey poetry aaj hi lkhi aa souchya tuhade naal sher kar dema --------------------------------------------------------------------------- mere payar de vich maskok na ho nahi ajj tak galat nigha keti
teri har mulqat inj keti javin mosa naal khuda keti
nahi farak kita teri poja vich nahi khatarin di parwah keti
tenu rabb nahi keh sakhda baki har rasam ada keti koi lakad sufa keti
qabar te likh desyan nahi dhool wafa keti
128
« on: July 27, 2012, 01:02:50 PM »
lo ji dekho dunya da vedia life style :cooll:
129
« on: July 23, 2012, 02:20:27 PM »
Kaha us ne banayen barff ka ik khoobsurat ghar
,Kaha mene december mein hawayen sansanti hain,
Kaha us ne december ki chamakti chandni dekhi,
Kaha mene tere baad mene kuch nahin dekha,
Kaha us ne december mein teri yadain satati hain,
Kaha mene meri jana mohabbat kab bicharti hai,
Kaha usne teri yaadain jalati hain mera aanchal,
Kaha mene december ko chalo phir se bulate hain
130
« on: July 21, 2012, 02:15:33 PM »
mere naam naal patwari kyun laya chlo raja nahi si louna taan taseel dar hi kar dinde :sad:
131
« on: July 15, 2012, 10:13:36 AM »
dekho apurv di bandook kida chaldi :D:
132
« on: July 06, 2012, 07:39:29 AM »
Mard Honi Chahiye, Khatoon Hona Chahiye, Ab Grammer Ka Yehi Kanoon Hona Chahiye,
Nursery Ka Daakhla Bhi Ab Sar’sari Mat Janiye, Aap Ke Bache Ko Aflaatoon Hona Chahiye,
Raat Ko Bache Parhayi Ki Aziyat Se Bache, In Ko TV Ka Bohat Mamnoon Hona Chahiye,
Doston English Zaroori Hai Hamare Wastey, Fail Honey Ko Bhi Koi Mazmoon Hona Chahiye,
Sirf Mehnat Kya Hai Ashfaq Kamyaabi Ke Liye, Koi Ooper Se Bhi Telephone Hona Chahiye..
133
« on: June 30, 2012, 01:24:31 PM »
Yad karke mujhe taklif he hoti hogi, Aik qisa hoon purana sa bhula de mujhko.
Doobte doobte awaz teri sun jaun. Akhri baar tu sahil se sada de mujhko.
Main tere hijr main chup chaap na mar jaun kahin. Main hoon sakte main kabhi aake rula de mujhko.
Dekh main hogaya badnam kitabon ki tarah. meri tasheer na kar ab tu jala de mujhko.
Roothna tera meri jaan lie jata hai. Aese naraz na ho haske dikhade mujhko.
Aur kuch bhi nahi manga mere malik tujhse. Uski galion main pari khak banade mujhko.
Log kehte hain ke ye ishq nigal jata hai. Main bhi is ishq mani aya hun, dua de mujhko.
Yahi oqat hai meri tere jeevan main ke main. Koi kamzor sa lamha hun. bhulade mujhko.
134
« on: June 22, 2012, 01:34:56 PM »
Zindagi Honay Lagi Jub Say Basar punjabi janta Per Roze Karta Hoon Naya Aik Safar punjabi janta per
Shaam Takk Rehti Hai Jaari Tugg-O-Dau Rozi Ki Aur Phir Raat Say Hoti Hai Sahar punjabi janta per
Faaslay Abb Kahan Haayal Rahay Insaanon Mein Kar Hi Laitay Hain Mulaaqat Magar punjabi janta per
Ilm Ka Aik Samandar Hai Pyaason Kay Liay Dekh Nadaan Koi Ilzaam Na Dhar punjabi janta per
Sirf Dunya Hi Naheen Door Khalaaon Tak Kee Dhoondnay Waalon Ko Milti Hai Khabar punjabi janta per
Yeh Alag Baat Keh Awaargiyaan Bhi Hain Bohat Pakray Jaanay Ka Bhee Koi Naheen Darr punjabi janta per
Aisa Lugta Hai Keh Guzray Ga Burhaapa Kuch Yoon Dhyaan Maazee Mein Kaheen Gum Tau Nazar punjabi janta per
135
« on: June 17, 2012, 01:27:56 PM »
Hum safar le chale wahan ,jahan tere siwa kuch na ho
Jahan qaid na ho umer ki
Jahan qemat na ho jazbon ki
Jahan hawas na ho chahat ki
Jahan mohtaji na ho lafzon ki
Hum safar le chale wahan ,jahan tere siwa kuch na ho
Jahan koel geet gati ho
Jahan hawa raqas karti ho
Jahan pareem ki nadiya behti ho
Jahan chaman khoshiyan manati ho
Hum safar le chale wahan ,jahan tere siwa kuch na ho
Tere lamas ki chahat nahin
Tere jisam ki bhook nahin
Tere honton ki lalach nahin
Tere joban ki pias nahin
Hum safar le chale wahan ,jahan tere siwa kuch na ho
Apni chahaton ki roshani de
Apni sochon ki tamtamahat de
Apni sakot ka biyan de
Apni dharkanon ka qarar de
136
« on: June 04, 2012, 12:56:02 AM »
deep buhat kiam lagh raha :D: :D: :D: :D:
137
« on: May 23, 2012, 03:14:10 PM »
happy birthday Angel heart God bless u =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> =D> :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy: :superhappy:
138
« on: May 20, 2012, 03:32:11 AM »
Meray qurb se meray wajood tak, Usay ikhtilaf to sada ka tha.. . Meray ghum se meray junoon tak, Yeh faasla bus ana ka tha. . Meri zindagi se meri saans tak, Woh falsafa buss dua ka tha. . Meri baat se Teray zikr tak, Koi silsila jo hawa ka tha. . Meri haqiqat se meray khawab tak, .Woh bay-khabar intiha ka tha . Meray veham se meray gumaan tak, Yeh marhala wafa ka tha.. . Meri talab se meray naseeb tak, Yeh maamla khuda ka tha.
139
« on: May 20, 2012, 02:39:06 AM »
Meri Rouh Da Pahla Geet vi Tu 'Mera Shair Tay shrab vi Tu
Mere Khwab Tay Mere Azab vi Tu' Mere Hurf Hurf Kitab Vi Tu'
Mere Dil Vich vajda Dhool Vi Tu' Mere Laho Vich Nach da Bool vi Tu'
Mere Tan Tay Lagdi ChHamak vi Tu' ]Meri Akhh vich khub di Chamak vi Tu'
Meri Rouh da Pahla Geet vi Tu' Mera Dushman Tay Mera Meet vi Tu
140
« on: May 20, 2012, 02:18:46 AM »
dasso sare ni ey ganji ganji kon :D: ?
Pages: 1 2 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 12 ... 25
|