Punjabi Janta Forums - Janta Di Pasand
Fun Shun Junction => Shayari => Topic started by: @@JeEt@@ on September 01, 2008, 05:15:11 PM
-
Uss se hona jo chaha naraaz,
Dil ne saath na diya,
Uske naam se karni chahi jo nafrat,
Dil ne saath na diya,
Na caha uska naam lena,
To labo ne bhi saath na diya,
Kya gila auron se kare,
Jisse apna banana chaha
Jab ushi ne safar mein apna haath na diya.......