November 27, 2024, 11:46:59 PM

Show Posts

This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.


Messages - ~_~jatt_o1~_~

Pages: 1 ... 26 27 28 29 30 [31] 32 33 34 35 36 ... 42
601
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 29, 2007, 05:19:38 PM »
chira to dil vich vasde ik dum kadne suokhe nahi ,hunde sajan nashyea warge shadne suokhe nahi

602
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 04:01:35 PM »
Phir Aaj Koi Ghazal Us Ke Naam Na Ho Jaye Aaj Kaheen Likhtey Likhtey Sham Na Ho Jaye Kar Raha Hon Intayzar Us Ke Izhar-e-Mohabbat Ka Isi Intayzar Main Zindagi Tamam Na Ho Jaye Nahi Leta Us Ka Naam Sare-e-Aam Is Dar Se Kaheen Naam Uska Badnaam Na Ho Jaye Mangta Hon Dua Jab Bhi Woh Yaad Aati Hai Kay Judai Mayre Payar Ka Anjam Na Ho Jaye Sochta Hon Darta Hon Aksar Tanhai Main Us Kay Dil Main Kisi Aur Ka Muqam Na Ho Jaye

603
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 03:09:18 PM »
Jad Yaad Sajjan Di Aundi Hai..paani Akhiaan Chon Veh Jaanda..tu Karda Lakh Taseehe Ve Main Akh Neveen Karke Seh Jaanda..tu Jaan V Mangda Lai Jaanda..ik Vaar Taan Moohon Keh Jaanda...tu Kabar Putda Mere Lai...preet Hass Ke Us Vich Dheh Jaanda...oh Jinna Pyar Tenu Kita Bedarda....j Rabb Nu Karde..taan Uh V Pairin Pai Jaanda.....

604
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 03:07:43 PM »
Dil na jahan wafa talash bewfaa mile
Dil ke kareeb hote hue sab khfaa mile
Asim ab kis pe kaise bharosha kare
Jo mile raah mein mile pal bhar k liye mile

605
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 03:02:00 PM »
Dhoka pyaar mein mile to khana chahiye
Zehar jaam mein mile to pi lene chahiye
Bewafaa tere marne ke baad roye, Shayad Asim
Isliye zehar pi ke muskurana chahiye

606
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 02:56:29 PM »
kaha koi aisa mile jispar duniya luta dete
har ek ne dhoka diya kis , kisko bhula dete
apne dil ka dard dil me hi rakha,
karte bayan to mehfil ko rula dete

607
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 02:53:40 PM »
kaash ye dil sheeshey ka bana hota
chot lagti to beshaq ye fanaa hota
par sunta jab wo AAWAZ iske tootney ki !
ya khuda tab to unhe ehsaas-e-gunha hota

608
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 02:44:46 PM »
chhut raha hai mujhse har ek sahara,
tut raha hai mujhse har ek ashaa ka kinara,
kismat yahin hai mera dub ta sitara,
dekh te hai kab aate hai maut ka ishara...

609
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 02:42:31 PM »
Imtihaan ho gayi apne pyar ki gehraai ki
Aadat si ho chuki hai ab to tumse judaai ki
Dhokha dena fitrat to nahi thi uski
Koi wajah zarur rahi hogi uski bewafai ki...

610
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 02:40:13 PM »
Door itne ho, paas aa nahi sakte
Paraye ho, apna bana nahi sakte
Har pal mein base ho ek ehsaas ki tarah
Chaahkar bhi hum tumhe bhula nahi sakte!!

611
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 02:34:47 PM »
Rukh Badalat hai zamane ka .. har zamane mein
..........Phir bhi milta hai naame-mohabbat har bahane mein !
Shaamil gar naa ho yeh duniye phir bhi hum jiyennge..
.........Dard woh pyara hai.. hota hai jo ishq chipane mein...

612
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 02:28:41 PM »
Jab aapse milane ki ummeed nazar ayiiii,Mere pairo mai zanjeer nazar ayiiiiii,
Girr pade aasun aakhon se ,or har ek aason main aapki tasvir nazar ayiiiiiiiii.................

613
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 02:27:01 PM »
dar tha tumhe kho denge isliye kabhi paa na sake
yaadon ko teri magar dil se bhula na sake
shikwaa aaj bhi hai tere door jaane ka
naam to honton pe tha par kabhi bula na sake

jo saanson me basi hai woh khushboo they tum
meri pehli tamannaa aakhari aarjoo they tum
diya to bahut dene wale ne magar
hum hi apna daaman phaila na sake

andheri zindagi ke aaftaab they tum,
meri raahon ke mehtaab they tum
giri bijli to bhi meri hi jameen pe
aur hum apna aashiyaan bachaa na sake

gam hai ki tumhe apne pyaar ka ehsaas karaa na sake
tum rooth na jao yeh soch ke tumhe manaa na sake
tum gair ke na ho jao kisi mod par
is dar se kabhi tumhe apnaa na sake......

614
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 02:22:08 PM »
Hathon ki lakiron main kismat hoti hai,
Milna aur bhul jana logo ki fitrat hoti hai,
Bikharta to har koi hai dard me,
Magar gum bhulana ensaan ki jarurat hoti hai

615
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 02:06:17 PM »
Unki tasveer ko seene se laga lete hain,
Iss tarah judai ka gham mitaa lete hain.
Kisi tarah zikar ho jaye unka,
To hanss kar bheegi palkein jhuka lete hain.

616
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 01:36:10 PM »
waqt thoda hai pas mere,par bahuv kuch abhi karna baki hai, wo zakham jo apno ne diya usse abhi bharna baki hai, tere pyar ki aadat si pad gayi hai mujhe, kuch der tere sath chalna mera baki hai shamshaan shood k kuch pal k liye kahi mat jaana , varna ruh kahegi, ruk ja abhi tera yaar ka jalna baki hai.

617
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 01:31:20 PM »
Mohabbat ki Chita
Dil tod diya ab chitha bhi jala dena,
Kafan na ho to dupatta odha dena,
Koi puche rog kya tha toh nazar jukhakar
“Mohabbat” bata dena!

618
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 01:22:04 PM »
Kitna pyar karte hai hum unse,
Kaash unko bhi yeh ehsaas ho jaye,
Magar aisa na ho ke woh hosh mein tab aaye,
Jab hum gehri neend mein so jaye

619
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 01:19:45 PM »
roz hota hai tarruf mera teri yAdoN se,
chhalakta hai noor tera meri AnkhoN se,

tadap raha hoon maiN aur ab ye Alam hai,
aur intezaar nahi hota ab meri sasoN se,

01

620
Shayari / Re: Shayiri Posted by _JaTt_o1_
« on: November 28, 2007, 01:16:14 PM »
CHIRAGO SE ANDHERE DOOR HO JAATE
TO CHAAND KI CHAHAT HAME NAHI HOTI
AGAR KAT SAKTI YE ZINDAGI AKELE
TO HUMEIN UNKI ZARURAT NAHI HOTI

Pages: 1 ... 26 27 28 29 30 [31] 32 33 34 35 36 ... 42