7621
Gup Shup / Re: Sharabi Janta - KP's Hour
« on: October 23, 2011, 11:17:32 PM »Haan vi kida see chamkila hour?buhat maza aya KP chmkeela sun ke so nice program
thanku kp ji :smile:
|
This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to. 7621
Gup Shup / Re: Sharabi Janta - KP's Hour« on: October 23, 2011, 11:17:32 PM »Haan vi kida see chamkila hour?buhat maza aya KP chmkeela sun ke so nice program thanku kp ji :smile: 7622
Shayari / Re: Yeh raat itni tanha kyun hoti hai« on: October 23, 2011, 02:43:17 PM »thanks ji___} :rockon: :superhappy:wellcome ji :smile: 7623
Discussions / Re: ki ik punjabi kudi di soch eda di ho sakdi aa?« on: October 23, 2011, 02:42:01 PM »
buhat wada topic si read kardyan neend aa gai X_X
7624
Shayari / Re: Yeh raat itni tanha kyun hoti hai« on: October 23, 2011, 12:57:19 PM »Yeh raat itni tanha kyun hoti hai___}wha wha buhat vedia ji so nice 7625
Pics / Re: PJ Halloween Party.« on: October 23, 2011, 11:45:21 AM »
hahahhaha kamal karti :D: :D: :D: :D: :D: :D:
7626
Shayari / Re: wapis jrur aun ge« on: October 23, 2011, 09:41:07 AM »wah bai gujr wahhanji bro galib taan shdi janda poatry hun sanu ee koi hela karna peena :happy: 7627
Shayari / Re: wapis jrur aun ge« on: October 23, 2011, 09:36:09 AM »ehna ne maari kade thokarbuaht vedia veer ji supne de vich mahi milya main gall vich pa lia bahva dardi mari akh na khola ketee fir vichad na java 7628
Shayari / Re: Kashmkash« on: October 22, 2011, 03:14:10 PM »
'zahir karein, na karein' ki kashmkash ke beech
har pal guzarta jism se teeron ki tarah very nice poatry 7629
Pics / Re: L.O.L ki bnu kudiyan daa.......!!« on: October 22, 2011, 03:11:32 PM »enne ve bad nahi kudyia munda nalo tah smart he nahanji buhat smart :he: 7631
Shayari / Re: AAG KA DARYA HAI OR DOOB KR JANA HAI!« on: October 22, 2011, 02:49:12 PM »
rothne our manane ka shok usee bi thaa
muhbat main azmane ka shok usee bi thaa kuch ham bi qadar shnas thee buhat kuch hath badhane ka shok usee bi thaa rindoun main mashor kuch ham bi kam na thee or kuch peene pilane ka shok usee bi thaa mujee tu adit thi rasta badal ke chlne ki ashfaq lakin nay safar ko jane ka shok usee bi thaa ... ey 22 copy past nai meri apni poatry ea :happy: 7632
Shayari / Re: AAG KA DARYA HAI OR DOOB KR JANA HAI!« on: October 22, 2011, 02:32:42 PM »
so nice poatry bro
mera diil karda tere hath chum la tu kidda eni shoni poatry kar lai? :okk: :okk: :okk: :okk: :okk: :okk: :okk: :okk: :okk: :okk: :okk: :okk: 7633
Introductions / New Friends / Re: heyyyyyyyyyy« on: October 22, 2011, 01:07:21 PM »Sat shri akaal jiiiiii... :excited:BELLCOME JI JI AYAAN NU PUNJABI JANTA ICH TUHADA SUGHAT AA JI :smile: 7634
Shayari / Re: one d judai de tare gwah ho gye« on: October 22, 2011, 12:55:00 PM »Waqt Beeteya Oh Juda Ho Gyebuhat vedia ji so nice 7635
Shayari / Re: Bikhar Rahi Hy Meri Zaat Usy Kehna« on: October 22, 2011, 12:10:09 PM »bas kr ja bhrawa tera jernator kie hwwa lei geya ajj :mean:bass odha ee veer dill karda si aaj poatry karan nu :smile: 7636
Shayari / Bikhar Rahi Hy Meri Zaat Usy Kehna« on: October 22, 2011, 11:56:22 AM »
Bikhar Rahi Hy Meri Zaat Usy Kehna
Kbhi Milay To Yehe Baat Usy Kehna Wo Sath Tha To Zamana Tha Hamsafr Mera Mgar Ab Koi Nahi Mery Sath Usy Kehna Usy Kehna K Bin Usky Din Nahi Katta Sisik Sisik K Katti Hy Raat Usy Kehna Usy Pukaron K Khud Hi Pohanch Jaon Usky Pass Nahi Rahy Wo Halaat Usy Kehna Agar Wo Phir Bhi Na Lotay To Ay Mehrban Qasid Hamari Zeest K Halaat Usy Kehna Her Jeet Us K Naam Kr Rahe Hoon Main :sad: [/size]Main Mante Hoon Apni HAAR Usy Khna 7637
Shayari / Re: Wo Kehti Hai« on: October 22, 2011, 11:37:01 AM »
Aas dil main nahi aankhon may koi pyas nahi
Chund yadoon kay siwa kuch bhi meray paas nahi Zindagi hay keh lapakta hua shola hay koi Jal bujha jis may meray dil ka haseen taaj mahal Tujh ko apnanay ki khwahish tujhay paanay ki lagan Ab hai jesay koi jhulsa hua be rang kanwal Gard-e-alam say mamoor hein ab wo raahein Jin say guzray thay kabhi saath hum hanstay hanstay Zehr-e-tanhai bhi ab dil pe asar karta nahi Thak gai gham ki syah raat bhi dastay dastay Meri afsurda jawani pe amaavas ki yeh raat Aur ta hadd-e-nazar aas ka jugnoo bhi nahi Apni marhoom tamannaon pe maatam kay liye Haif ab aankhon kay kashkool may aansoo bhi nahi Apnay kaandhay pe liye apni tamannaon ki laash Ghoomta phirta hoon aabadi main veeranay main Koi aisa nahi jo rok lay itna poochay Kon ho? Kis liye aawara ho? Kya dukh hay tumhein? Sochta hoon mera jeena bhi koi jeena hay Aik hi sur main jo bajta hay wahi saaz hoon main Kho gaya hoon main gham-e-zeest kay sehraaon main Mujh ko aawaz na do gum shuda aawaz hoon main Aas dil main nahi aankhon may koi pyas nahi Chund yadoon kay siwa kuch bhi meray paas nahi Uljhi uljhi pagal larki ... [/size]Geh[/size]ri gehri aankhon wali [/size]Uljhi uljhi pagal larki Tu yeh kis ki dhun mein aakhir Lambi lambi palkoon ooper Motay motay aansoo lay kar Sundar komal pairon neechay, Julti balti dharti day ker Qariya qariya bhaag rahi hai, Kis ki khaatir jaag rahi hai Tujh ko yeh maaloom nahi kya Tujh jaisi najanay kitni Gehri gehri aankhoon wali Kaisi kaisi sundarta kay Dhair khazanay lay kar nikleen Lakin phir bhi us rastay say Manzil tak pohchanay wala Har ik saathi jhoota nikla Ik ik aasha dushman nikli Ik ik sapna dhoka nikla Sachha har ik khadsha nikla Dekho! Tum bhi janay do ab Nadaani ka jitna rasta Tum nay ab tak tay kar dala Us rastay say ghar ki manzil Ab bhi itni door nahi hai Ab bhi wapis ja sakti ho Sab kuch wapis pa sakti ho Ab bhi agar tum nadani kay Is rastay say ghar ko wapis na palti To phir ik din aisa ho ga Sundar aankhein mar jain gee Palkein khoon se bhar jain gee Jaan laboon par aa jaye gee Tan kay saaray ujlay pan ko Ghor musafat kha jaaye gee Uss din phir tum chilaao gee Lakin kuch haasil na ho ga Saray lams ke bhookay saathi Pankh laga kay urr jain gay Tum rastay mein reh jaao gee Rasta bhi woh keh jis kay peechay Darr ki gehri dadal ho gee Aagay gham ka jungle ho ga Sar par gehra badal ho ga Uss din kay aanay say pehlay Uss din tak jaanay say pehlay Waqat milay to dhalnay walay Har lamhay ki zaat pay socho Duniya ki bareek nazar say Duniya ki har baat pay socho Jazboon ki auqaat hi kiya hai Jazboon ki auqaat pe socho Woh dekho !! Ik saaye par phir weeranay mein bijli karki Gehri gehri aankhoon wali Uljhi ulhji pagal larki………! 7638
Shayari / Re: Wo Kehti Hai« on: October 22, 2011, 11:29:05 AM »
thanku for liking bro
Amar kar lo woh sab lamhay Jo ham nay yun guzaray hain Sahar kar lo woh sab raatein Jahan apni hi dunya thi Jahan saansein bhi apni theen Jahan sapnay bhi apnay thay Safar kar lo woh sab rastay Jahan kuch bhi wafaaein hain Jahan khushbu hai pyaron ki Jahan yaadein hain yaaron ki Fikar kar lo zara ik pal Keh tum ne kis ko khoya hai Usay tum dhoond paao gay Kabhi phir dekh paao gay Thehar jaao jahaan ho tum Keh us bin tum adhooray ho Kabhi phir mil na paao gay Usay dhoondo gay yaadon main Usay is pal bula lo tum Keh yeh lamhay tumhaaray hain 7639
Love Pyar / Re: DO you believe in long distance relationship ?« on: October 22, 2011, 11:09:08 AM »
hanji mainu vi 100% yakeen aa :smile:
7640
Shayari / Mujhe Maaf Kar« on: October 22, 2011, 11:07:09 AM »
Mujhe Maaf Kar Mere Hamsafar
Tujhe Chahna Meri Bhool Thi Kisi Raah Par Jo Uthi Nazar Tujhe Dekhna Meri Bhool Thi Koi Nazam Ho Koi Ghazal Ho Kahin Rat Ho Kahin Seher Ho Woh Gali Gali Woh Sheher Sheher Tujhe Dhoondna Meri Bhool Thi There Gham Ki Koi Dava Nahi Mujhe Tujhse Koi Gila Nahi Mera Koi Tere Siva Nahi Yehi Sochna Meri Bhool Thi “Mujhe Maaf Kar Mere Hamsafar Tujhe Chahna Meri Bhool Thi…. |