October 07, 2024, 04:26:56 AM

Show Posts

This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.


Messages - Gujjar NO1

Pages: 1 ... 353 354 355 356 357 [358] 359 360 361 362 363 ... 531
7141
PJ Games / Re: PJ Award Ceremony 2011.
« on: December 15, 2011, 01:35:56 PM »
ohhhhhhhh,.,. fr chll koinna 22,.,. :sad:
ok bro sad nahi huna je loud pai taan appa hazar aa :smile:

...
Ashfaq badaam khaane ka kamaal hai haha


hanji iss dafa main ne bi aap se badam lenee hain free :he:

7142
PJ Games / Re: PJ Award Ceremony 2011.
« on: December 15, 2011, 01:32:08 PM »
Oh ho hume laga tha ap hazir jawab ya hazir dimaag ho thode behot humari tarha lol ghalatfehmi thi phir toh
hanji har koi aap sa thodi hai (intligent) :smile:

...
:hehe: pakistan de multan di meri ik sheli a 22 ,..,
multan mare tu buhat door aa car te 12 hours da sfar aa 22 :smile:

7143
PJ Games / Re: PJ Award Ceremony 2011.
« on: December 15, 2011, 01:30:30 PM »
Hun theek aa luv u brooo
same here bro :smile:

7144
PJ Games / Re: PJ Award Ceremony 2011.
« on: December 15, 2011, 01:29:12 PM »
gujjr 22 pak cho kitho???
22 main lahore te islamabad de wishkar ik shota jiha distt aa GUJRAT othee rehna :smile:

7145
PJ Games / Re: PJ Award Ceremony 2011.
« on: December 15, 2011, 01:27:35 PM »
Haha ashfaq har koi itna hazir-jawab nee hota na :P
hazar jawab tu main bi nahi wase muh se baat nakal gai :happy:

7146
PJ Games / Re: PJ Award Ceremony 2011.
« on: December 15, 2011, 01:25:13 PM »
Broo gdal te teri sahi aa
Baaki mai es karke nai keha lokan ne kehna gagan kamchor aa :pagel:
hahahhah nai mera veer taan kaama putt mapiya da :smile:

7147
PJ Games / Re: **Singing Competition 2011 - Deadline Dec 10, 2011**
« on: December 15, 2011, 01:22:04 PM »
Ok jado labh gi mainu dassi jarror
taree agee le le pharni sandook
tu taan mera pakka voter aa :D:

7148
PJ Games / Re: PJ Award Ceremony 2011.
« on: December 15, 2011, 01:20:10 PM »
Bai tu te na hun bol na
Tenu mai vote lai ke diti tu vapis karti eda kidan challu bro we need votaan
gagan veere tare tu gall hi na bani
sokha jiha jawab si
(mera bro gujr hunda chat ich mainu kadi parwha) :D:

7149
PJ Games / Re: **Singing Competition 2011 - Deadline Dec 10, 2011**
« on: December 15, 2011, 12:48:25 PM »
Oh v mainu entryiaaa dikha dao taa ke mai vote pouni shuru kara :hehe:
haje sanu vota wali sandok nai labh rahi tenu kida dikhoni aa veere :D:

7150
News Khabran / Twinkle Dwivedi
« on: December 15, 2011, 08:19:58 AM »
For the last three years, doctors have been trying to figure out what makes Twinkle Dwivedi`s body ooze blood through her eyes, feet and even her head, but she remains a medical mystery.
 
 
 
When Twinkle's case first appeared in the international media, many hurried to call her a fake, but after countless tests and procedures, including blood transfusions, doctors are still baffled by her strange bleeding. A group of medical specialists, led by dr. George Buchanan, recently traveled to North India to investigate the 14-year-old Twinkle, but all they have been able to say was that "she really suffers from a condition we have never seen before."
 
 
  The young teen remembers her disorder first appeared when she was just 11, and her classmates started mocking her and calling her disgusting. Although her bleeding didn't hurt at all, she felt scared and alone, because no one would come near her. At first she would cry when she saw her clothes soaked with blood, but now she just keeps quiet, and prays she will eventually get better.

  Despite her parents efforts, who took her to see the best doctors, Twinkle Dwivedi still bleeds from her eyes and pores, up to 14 times a day.

7151
Shayari / Aaj kuch suno mujh se
« on: December 15, 2011, 08:04:48 AM »
Aaj kuch suno mujh se k dil ki haalat ajeeb he,

 Ghamgeen hai tabiat rang-e-chahat ajeeb he.

 Uski baatein uski ankhain badal rahi hen,
 Lakhush,

 Aur mujhe wo marz diya jis ka na koi tabeeb he.

 Musalsal mere dil pe gham-e-yaar k sitam hen,

 Youn lagta hai “gujr” k ab meri mout qareeb hy.

7152
Shayari / Haqiqat Jan Ker
« on: December 15, 2011, 08:03:06 AM »
Haqiqat jan kr aisi hamaqat kon krta hy,
 Bhala be-faiz logon se mohabbat kon krta hy,

 Batao jis tijart me khsara hi khasara ho,
 Bina soche khasaray ki tijarat kon krta hy,

 Hamen hi galat fehmi thi kisi k wastey warna!
 Zamane k riwajon se bagawat kon krta hy,

 Khuda ne sabr karne ki mjhe taufeeq bakhshi hy,
 Arey jee bhar k tarpao shikayat kon krta hy?

 Zamane ki hain nazron se dilon k bhaid Posheda
 Khuloos-e-dil se Rab janey mohabat kon krta hy….?

7153
Shayari / Zindagi Tumhare Sang
« on: December 15, 2011, 08:00:03 AM »

 Iss baar kuch aisa mein chahta hoon
 Tum ko apna banaana chahta hoon


Bhula kar apne sab gham
 Tumhe dilse apnana chahta hoon


Tumhe tumhari ijazaat se
 Apne dil mein basana chahta hoon


Apne naam k saath joar kar tumhara naam
 Duniya ko sar-e-aam dikhana chahta hoon


Kab ho Qubooliyat ki ghari na jaane
 Tumhe har dua mein mangna chahta hoon


Ho jaao tum meri aur main tumhara
 Harr pal bas yehi ehsaas chahta hoon


Tum se hi ki bass mohabbat main ne
 Apni sari zindagi tumhare sang chahta hoon


Karta hoon aaj main ye iqraar
 Main bass tumhe bass tumhe hi chahta hoon


Haq ke saath kahoon tumhe main apna
 Tumse bass aaj main yehi raza chahta hoon

7154
Shayari / Mohabbat Ka Nishan Kr Do
« on: December 15, 2011, 07:56:10 AM »
Bas Ek Choti Si Haan Kr Do,
 Hamare Naam Is Tarha Sara Jahan Kr Do!
Wo Mohabbtain Jo Tumare Dil Mein Hain,
 Un ko Zuban Pr Lao 0r Bayan Kr Do!
Aaj Bas Ap Kaho 0r Kehty Hi Jao,
 Hum Bas Sune Aisa Be-Zuban Kr Do!
Hoi Purani Dastan Heer Ranjha Ki,
 Tarikh Mohabbat Ki Phir Se Jawan Kr Do,
Aa-Jao Ke Aisa Toot Kr Chahon Tumhe,
 Hmari Mohabat Ko Mohabbat Ka Nishan Kr Do!
Apne Dil Me Is Tarha Chupa Lo MujKo,
 Rahon Humesha Is me aisa Mera Makan kar Do!

...
Wafa ko aazmana chahiye tha humara dil dukhana chahiye tha
 Aana na aana meri marzi hai tumko to bulana chahiye tha
Humari khwaahish ek ghar ki thi use sara zamaana chahiye tha
 Meri aankhein kaha nam hui thi samundar ko bahana chahiye tha

7155
Shayari / muhabbat k fasane main
« on: December 15, 2011, 07:50:20 AM »
Aaya hi tha khayal k ankain chalak gahain.
Aanson kisi k yaad k kitne qareeb thy.
 :sad:


kami hai tu bs itni hai
 muhabbat k fasane main
jise Dil dhondta hai
 wo nhi milta zamane main
faqat Deewar_o_dar k pathron ko
 ghar nhi kehte
kisi ka sath b lazim hai
 ghar ko ghar Banane main
yahan sb apni apni manzilon k
 Raston main hain
koi uljha hai khone main
 koi uljha hai pane main,

7156
Shayari / Re: Dosti..
« on: December 15, 2011, 07:48:03 AM »
kuch tabiyat hi mili thi aesi
 keh chain se jeene ki surat na hui.
 jise chaha usey pa na sake
 aur jo mila us se mohabbat na hui..

7157
PJ Games / Re: say one funny name for the above person
« on: December 15, 2011, 07:33:10 AM »
mr 4 anee :D:

7158
PJ Games / Re: ur fav. sad song
« on: December 15, 2011, 07:29:22 AM »
ik kudi otey yaro aya mera dill
aya mera dill...........................
par dashna nai naaaaa :D:

7159
PJ Games / Re: ***Who's Your Best Friend On PJ***
« on: December 15, 2011, 07:27:56 AM »
hun taan GS ee aa  pakka friend mera :D:

7160
PJ Games / Re: **Singing Competition 2011 - Deadline Dec 10, 2011**
« on: December 15, 2011, 07:26:38 AM »
gall veer voting di ni haigi

eh gall apni marji karn di ah

hun v kehta ke han v tu v tan deadline ton baad payi entry

mainu ni lagda ehnu eh kehna chahida c
haan ey gall nahi si karni cahhi di
odha late hun de hor buhat resion ho skhde aa

Pages: 1 ... 353 354 355 356 357 [358] 359 360 361 362 363 ... 531