October 07, 2024, 08:24:24 PM

Show Posts

This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.


Messages - Gujjar NO1

Pages: 1 ... 311 312 313 314 315 [316] 317 318 319 320 321 ... 531
6301
Shayari / Re: Shikanja-E-Ishq
« on: June 13, 2012, 12:40:00 PM »
Sheher ko teri justaju hai bohat,
 In dinon hum pe guftagu hai bohat,
Jab se parvaaz ke shareek miley,
 Ghar bananey ki aarzoo hai bohat,
Dard reh reh ke sar uthaata hai,
 Kabhi kam ho gaya, Kabhi hai bohat,
Kuch tou woh yaad bhi bohat aya,
 Kuch in ankhon mein bhi lahu hai bohat,
Peeney wali aankh hai darkaar,
 Aankh ko chaand ka sabuu hai bohat..

6302
Shayari / Re: Shikanja-E-Ishq
« on: June 13, 2012, 12:22:44 PM »
 khufta shajar larz uthy jesy ke dar gayi
 kuch chandi ke phool zameen par bikhrey


Sheshey ka taaj sir pay rakhey a rahi thi raat
 takrati hum sy chand sitarey bikhar gayi



Wo khushak hont rait sy nuum mangtey rahe
 jis ke talash mai kai darya guzar gayi



Chaha tha mai ny chand ke palkon ko choom lo
 honton pay mery subha ke tary bikhar gayi



Mery labon pay chand ki qashain laraz gayi
 Ankhon sy dil mai kitny samundar utar gayi..
 

6303
Aye maut tu aa ja ke shidat say tera intazar hai,

 Ke zindagi jeenay ko ab hamara dil nahi karta.

6304
 Is dil ke har dhadkan ka ehsaas ho tum.

 Tum  kya jaano hamare liye kitne khaas ho tum.




juda ho k tumne hame  maut se bhi battar sazaa di hai,

 Phir bhi is tadapte dil ne tumhe  khush rehne ki duaaein di hai.
 

6305
Log apna bana k chor detey hain,
 Apno se rishta tod k ghairon se jod  detey hain,


 Ham toa ik phool na tod saktey,
 Najaney log dil  kaisey tod detey hain?. 

6306
 Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete,
 har ek  ne dhoka diya kis-kisko bhula dete,


apne dil ka dard dil hi mein  dabaye rakhe hain,
 karte bayan to mehfil ko rula dete.
 

6307
Jinhein bhulaney mein yaro, barey zamaney lagay

 Jub dil dukha tou  wohi loog yaad aney lagey

6308
Wafa ko aazmana chahiye tha humara dil dukhana chahiye tha

 Aana na aana meri marzi hai tumko to bulana chahiye tha




Humari khwaahish ek ghar ki thi use sara zamaana chahiye

tha
 Meri aankhein kaha nam hui thi samundar ko bahana chahiye tha

6309
Main azal ki shaakh se toota hua,
 Phir raha hoon aaj tak bhatka hua,


Dekhta rehta hai mujhe ko raat din,
 Koi apne takht per betha hua,


Chand taare dur peechey reh gaye,
 Main kahan par agaya urta hua,
Band khirki se hawaa ati rahi,
 Aik sheesha tha kahin toota hua,


Khirkiyon mein, Kaghzon mein, Maiz per,
 Saarey kamre mein hai woh phelaa hua,


Apne maazi ka samundar chaaniye,
 Ik khazaana hai yahan dooba hua,


Doston ne kuch sabak aese diye,
 Apne saaye se bhi hoon sehma hua,


Kis ki aahat atey atey ruk gayi,
 Kis ne mera saans hai roka hua?

6310
Gup Shup / Re: pj de munde real ya fake,,,,,,,,,,,,,,,,,,
« on: June 12, 2012, 11:21:13 AM »
ufffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffff :5:

6311
Love Pyar / Re: Pyar dhoka hai.........
« on: June 11, 2012, 02:10:20 PM »
thanks beer
naal thanx (like )da boton daba diya kro :he:
















6312
okey kal dekh lyi fir tu v
parv
ki kal main kal khud sau nu pj te sareyan sahmne puchungi
 te oh v mrng time
and tu v kal online rhi hun tu
and jis to ya fir tu hi eda da bolya aa ki main sau ikk haan tan us person di tan @$%$#^#$^^#%^7 ho jani aa pj te
abi gusa jane dain janab poetry ka maza kyun karkra kar rhee hain
------------------------------------------------------------------------------
Kiss jurm mein cheeni gayi hum se hamari hansi,

 Hum ne tou kisi ka dil dukhaya bhi nahin tha.

6313
menu ni pata tu kida prove kerna but menu enna pata hai main auj tak jooth da sath ni dita te na seh sakda
menu kal da pata lagga ki tu te sau dono ik hi hai
so jekar eh sach nahi hai te prove ker ! kida i don't know :O
ager sach hai te why u did so :(
chal shd 22 tu ki leena prov kar ke
sau hove ya heer boldi taan shona na
:smile: :smile:

...
Kiss jurm mein cheeni gayi hum se hamari hansi,

 Hum ne tou kisi ka dil dukhaya bhi nahin tha.

6314
Mard Honi Chahiye, Khatoon Hona Chahiye,

 Ab Grammer Ka Yehi Kanoon Hona Chahiye,


Nursery Ka Daakhla Bhi Ab Sar’sari Mat Janiye,

 Aap Ke Bache Ko Aflaatoon Hona Chahiye,


Raat Ko Bache Parhayi Ki Aziyat Se Bache,

 In Ko TV Ka Bohat Mamnoon Hona Chahiye,


Doston English Zaroori Hai Hamare Wastey,

 Fail Honey Ko Bhi Koi Mazmoon Hona Chahiye,


Sirf Mehnat Kya Hai Anwar Kamyaabi Ke Liye,

 Koi Ooper Se Bhi Telephone Hona Chahiye

6315
Muhabat kia hai do lafzon main tumhe batata hoon,

 Tera majboor kar dena aur mera majboor ho jaana.

6316
Love Pyar / Re: Pyar dhoka hai.........
« on: June 11, 2012, 01:43:11 PM »
jinu nu life vich dhokha milda othe kdi pyar nhi ho  paanda
te jina nu pyar mil janda ohnu nu kdi dhokha nhi raas khanda
great words ji :won:

6317
buhat hi vedia ji thanx so much
----------------------------------------
 Sheher ko teri justaju hai bohat,
 In dinon hum pe guftagu hai bohat,
Jab se parvaaz ke shareek miley,
 Ghar bananey ki aarzoo hai bohat,
Dard reh reh ke sar uthaata hai,
 Kabhi kam ho gaya, Kabhi hai bohat,
Kuch tou woh yaad bhi bohat aya,
 Kuch in ankhon mein bhi lahu hai bohat,
Peeney wali aankh hai darkaar,
 Aankh ko chaand ka sabuu hai bohat..
 

6318
Love Pyar / Re: Pyar dhoka hai.........
« on: June 11, 2012, 01:34:45 PM »
Dhokha Ohde Layi aa Jihnu Pyar Naa Mile Jihnu Pyar Mil Jave Ohnu Samjho Rabb mil Gaya :)
buhat vedia gall keti bro :okk:

6319
Aye maut tu aa ja ke shidat say tera intazar hai,
 Ke zindagi jeenay ko ab hamara dil nahi karta.

6320
chlo chedo eyna galla nu poetry karde aa :smile:

Pages: 1 ... 311 312 313 314 315 [316] 317 318 319 320 321 ... 531