October 08, 2024, 03:31:01 PM

Show Posts

This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.


Messages - Gujjar NO1

Pages: 1 ... 276 277 278 279 280 [281] 282 283 284 285 286 ... 531
5601
Gup Shup / Re: Kine Percent Kudiyan Bullet Te Mardian ne ?
« on: December 05, 2012, 07:32:24 AM »
:hehe: gujar bai old users nu mai vadda miss karda ....

vadda naazare aunde c oddo
sehi kea i allways miss old frinds :sad:

5602
Shayari / Re: Jab bhi ata hay mera naam tere naam k sath
« on: December 05, 2012, 07:27:09 AM »

5603
Gup Shup / Re: kitna percent mundo ko bullet chalana pasand hai???
« on: December 05, 2012, 07:21:36 AM »
pehla taan buhat pasand si hun jadh de dand tutte acident vich nale 6 month manji te lagee hun balkul pasand nai  :he:

5604
Shayari / Re: Jab bhi ata hay mera naam tere naam k sath
« on: December 05, 2012, 07:19:51 AM »
wah oye gujjara
shukriya 22 jaan :smile:

5605
Gup Shup / Re: Kine Percent Kudiyan Bullet Te Mardian ne ?
« on: December 05, 2012, 07:18:48 AM »
kaffi mardia ne ....... jadd dugg karke lang jayi da .... dekhdi ne sarria ek bar ta ..  :balle:
ey ha tera karnaama  :loll:

5607
Gup Shup / Re: Kine Percent Kudiyan Bullet Te Mardian ne ?
« on: December 05, 2012, 07:07:43 AM »
kudian khadona nai edha de topic make n kary kro


kudia mardia apne maa peo behan bai de payar te


ho sakhda kudiyan de brothers kol tuhade nalo vedia bullet hun


i think kudi vi insan aa te odhi vi izat aa taan hi kise poat ne likha si  :thinking:  plz

Agar Bazm-e-Insan main Aurat na hoti
Khayaalon ki rangeen janat na hoti

Sitaaron ke dilkash fasanay na hotay
Bahaaron ki naazuk haqeeqat na hoti

Jabeenon pe nor-e-musarrat na khilta
Nigaahon pe shan-e-muravvat na hoti

Ghataaon ki aamad ko sawan taraste
Fizaon main behki Baghawat na hoti

Fakeeron ko irfan-e-hasti na milta
Aza zahidon ko abaadat na hoti

Musaafir sada manzilon pe Bhatakte
Safeenon ko Sahil ki qurbat na hoti

Har ek phool ka rang pheeka sa hota
Naseem-e-baharan main nighat na hoti
Khudai ka insaf khamosh rehta
suna hay kisi ki shafaat na hoti

5608
Shayari / Re: Mehfil-E-Gujjar & Kanwar
« on: December 05, 2012, 06:55:48 AM »

,Umer Raaigaa.n Kardi Tab Ye Baat Maani Hai
Mout Aur Mohabbat Ki Ek Hee Kahani Hai


Khail Jo Bhi Tha Jaana.n Ab Hisaab Kia Karna
Jeet Jis Kisi Ho Ham Ne Haar Maani Hai


Vasl Per Bhee Naadim Thay Hijr Per Bhi Sharmindah
Wo Bhi Raaigaani Thi Ye Bhi Raaigaani Hai


Ye Mera Hunar Teri Khusbuoun Se Waabasta
Mere Saaray Lafzon Per Teri Hukmarani Hai


Jaanay Kon Shehzaadah Kab Chura Ke Le Jaaye
Wo Jo Apne Aangan Mein Khusbuoun Ki Rani Hai

5609
Shayari / Re: Jab bhi ata hay mera naam tere naam k sath
« on: December 05, 2012, 06:45:48 AM »

Band aankh se sapney buntey buntey umar guzar gayi apni,
Tootey dil ke raizey chuntey chuntey umar guzar gayi apni,


Woh hum se bichar kar kese jeeta ho ga,
Bass yehi sochtey sochtey umar guzar gayi apni,


Us ki talaash main nikley, apna pata bhool gaye,
Phir khud ko khojtey khojtey umar guzar gayi apni,


Shamaa ban to gaye roshni ki khaatir,
Magar phir jaltey jaltey umar guzar gayi apni,


Uss ne anaa ki deewaar torr kar pukaara to sahi,
Lekin ruktey ruktey umar guzar gayi apni,


Ab yeh zindagi ussi ki amaanat hai Waqas,
Jiss ki raah taktey taktey umar gayi apni,,

5610
Birthdays / Re: happy birthday silky (sunshine) ...
« on: December 05, 2012, 05:26:21 AM »
happy birthday
God bless u  =D>

5611
nice show rabbdabanda  =D> :okk:

5612
Discussions / Re: Spam
« on: December 04, 2012, 10:53:52 AM »
and pyaara singh ji, i am new here,, menu i don't know how to operate pj properly,, that y galat topic ch post ban gyi honi,,
topic di postion dekhi jandi ey eydhe te kida de comments hone chahi de
je baar baar
hmm
gud
nice etc use karde taan fir spaam hi hunda

5613
pakistan te india da haal same aa
jeni der tak khandana di syasat khatam nahi hundi odhu tak te tarki nai kar sakhde
eyhna di olaad paddi forn vich aa te hukmrani ethee karde eyna nu ki pata ik greeb di life de bare


2nd... problum cuurpion aa jere marji mhakme vih chle jau tuhada kam taan hi hona jadh tusu odhi poket garam karni


3rd problum education  aa eyna countries de loka nu anpad rakhane di koshsh hundi kyunk je eyhna ne education sehi le li taan eyna di kursi nu khtraa hona


ana hazare di try sadhe sub lai ik rasta va

5614
Shayari / Re: Jatt mullanpuria di asli story...:p
« on: December 04, 2012, 06:26:00 AM »
nice lines :loll:

5615
Shayari / Re: Mehfil-E-Gujjar & Kanwar
« on: December 03, 2012, 08:28:12 AM »
Har Chupne Wale Chehre Bina Raaz Ke Nahi Hote,
 Lakho Ulafat Ki Tarange Panapti Hai Bina Aag Ke Dhuon Ke Kaafile Nahi Hote
 
Falak Se Aansu Be - Shak Aa Kar Beh Jaaye Ae Mere Humdam
 Bina Wajah Gunaho Ke Pachtave Dhulne Se Saaf Nahi Hote
 
Maana Badi Door Ki Sochte Hain Jo Gardish Se Ho Kar Guzarte Hain
 Lekin Zakhmo Ke Hisaab Kisi Ko Fannah Karne Se Chukte Nahi Hote
 
Lagti Hai Jab Chot Seene (Dil) Par To Be-Inteha Dard Hota Hai
 In Zafaon Ke Kisse Yuhi Sabhi Se Bayaan Karne Se Poore (Khatm) Nahi Hote
 
 Nahi Dosh Dete Kisi Aur Ko Jab Khud Hi Jalaya Ho Apne Aap Ko
 Shama Mein Jalne Se Bhi Parwaane Shama Se Alagg Nahi Hote
beautifulllll ji realy very nice
............................................................

Ataa Jisay Tera Aks-e-Jamaal Hota Hai
Wo Phool Saaray Gulistaan Ka Laal Hota Hai


Raah-e-Majaaz Mein Hain Manzilain Haqeeqat Ki
Magar Ye Ahl-e-Nazar Ka Khayaal Hota Hai


Talaash Karti Hai Saaye Tumhaare Aanchal Ke
Chaman Mein Baad-e-Sabaa Ka Ye Haal Hota Hai


Bahaar-e-Fitrat Sayyaad Ki Kahani Hai
Ke Iske Dosh Pe Phoolon Ka Jaal Hota Hai


Ye Waardaat Bhee Ab Dil Pe Roz Hoti Hai
Musarraton Mein Bhee Ham Ko Malaal Hota Hai


Ye Bikhray Bikhray Se Gesu, Thaki Thaki Aankhain
Ke Jaisay Koi Gulistaan Nidhaal Hota Hai


Jawaab De Na Sakay Jis Ka Do Jahaan “Sagar”
Kisi Ghareeb Ke Dil Ka Sawaal Hota Hai

5616
Shayari / Re: Mehfil-E-Gujjar & Kanwar
« on: December 03, 2012, 08:16:57 AM »
Humeri deewangi uss ke liye dilagi ban gayi
Uss ne humare khwabon ko shuha aise meri jaan pe ban gayi
 

Koi kya kahe esse afsane ko
Chaahat kabhi thi hi nahi to mohabbat kaise ban gayi
 

Kuch afmaho ne mujhe pagal qaraar diya
Par humari wafa uss ke liye kaise bewafa ban gayi
 

Labon par naam tha un ka yeh bhi qabool hai hume
Par ankahi baat kaise unki rosavai ka sabab ban gayi
buhat khoob ji awsom poatry =D> :okk:
..................................................................................

Yaad aa ke reh gaye hain zamane wafaon ke,
Sholay jala ke chal diye jhonkay wafaon ke,


Har ik qadam par talkhii doraa’n ki dhoop thi,
They hum bhi us gali mein talabgar chaaon ke,


Karte rahe jo chand sitaaron ki rehbri,
Kuch log muntazir hain unhi rehnumaaon ke,


Har zehen mein parre hain teri zulf ke bhanwar,
Har dil ki sarzamee’n mein nishaan tere paaon ke,


Be’chaargi zeest ka daaman na bhar saka,
Hum ne lutaa diye hain khazaney dua’on ke,


Tajdeed-e-zoq Saghir-o-meena ki baat kar,
Badle huye rang-e-chaman ki fizaaon ke..

5617
Shayari / Re: Safar
« on: December 03, 2012, 08:13:12 AM »
nice poatry

5618
Shayari / Re: Mehfil-E-Gujjar & Kanwar
« on: December 03, 2012, 08:01:42 AM »
tnx gujjar g  :blush:
Kitabo ke panne aksar phat jate hai,
kiye hastakshar bhi ek din mit jate,

ho jate hai log mehroom is duniyan se
jo aksar apna bna ke shor jate hai,
 
reh jati hai gumnami ek kala saya bankar ..
haste huye log bhi to rula hi jate hai,
 
udte huye panchi bhi aksar sandesh shor jate hai,
ho jati udan unki uchi jo apno ko hi jamin pe gira jate hai.....
Teri nazar ka rang bahanon ne le liya,
Afsurdgi ka roop taraano’n ne le liya,


Jin ko bhari bahaar mein ghunchay na keh sake,
Woh waaqeyaa bhi mere fasaanon ne liya,


Shayed milay ga qaryaa mehtaab mein sakoon,
Ehl-e-fard ko aese gumaano’n ne le liya,


Yazwaa’n se bacha raha tha jalalat ka ek lafz,
Us ko haram ke shokh beyaano’n ne le liya,


Teri adaa se ho na saka jis ka faisla,
Woh zindagi ka raaz fashaano’n ne le liya,


Afsaana hayaat ki takmeel ho gayi,
Apno’n ne le liya ke begaano’n ne liya,


Bholi nahin woh qos-e-qazaah ki si surtain,
Saghir tumhain to mast dheyaano’n ne le liya

5619
Shayari / Re: Mehfil-E-Gujjar & Kanwar
« on: December 03, 2012, 07:42:05 AM »
brilliant gujar g  =D> =D> =D> =D>
shukrya ji ik tuhadi nazar
............................................................

Agar tu mauj hai to phir,
Main tere sath behtaa hoon,


Agar tu chaand hai to phir,
Main tere sath rehta hoon,


Agar tu paas hai to phir,
Main dil ki baat kehta hoon,


Agar tu door hai to phir,
Main tera hijar sehta hoon..

5620
Birthdays / Re: HAPPY BIRTHDAY SANIA
« on: December 03, 2012, 07:31:45 AM »
happy birthday
GOD bless u  =D> =D>

Pages: 1 ... 276 277 278 279 280 [281] 282 283 284 285 286 ... 531