June 15, 2024, 08:23:47 PM

Show Posts

This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.


Topics - Gujjar NO1

Pages: 1 ... 8 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 18 ... 25
241
Shayari / Pyar Se Dil Mein
« on: October 30, 2011, 09:34:42 AM »
Koi ilzam Lga Kr To Saza Di Hoti
Phir Meri Lash Sare-Bazar Jala Di Hoti

Itni Nafrat Thi To Piyar Se Dekha Kioun Tha
Mjhe Pehle Hi Meri Okat Bata Di Hoti

Dekh Kar Zakham Mere Ankhain Chura Li Tu ne
Poch Kar Kuch To Zkhmon Ki Dawa Di Hoti

So Jate ham B Chain Se Jana
Tu Ne Agar Shoq Se Aanchal Ko Hawa Di Hoti

Zindagi Apni B Chain Se Guzar Jani Thi
Tu Ne Agar Pyar Se Dil Main Jaga Di Hoti.

...
UsKi Ankhon Mein Hum Ne Wafa Dekhi Thi
Mehektey Phoolon Ki Ada Dekhi Thi
Ye Na Socha Tha Wo bewafa Hoga”faraz”
Us Mein To Chahat Ki Inteha Dekhi Thi.

242
Shayari / Mujhe sab hai yaad zara zara
« on: October 28, 2011, 10:24:58 AM »

Kabhi tum bhi hum se thay Aashna
Tumhen yaad ho k na yaad ho

Kabhi tum ko hum se bhi pyaar tha
Tumhen yaad ho k na yaad ho

Karo yaad khwaab sa woh sama
Mere paas baithay tum yahaan

Mujhe sab hai yaad.........zara zara
Tumhen yaad ho k na yaad ho

Woh milan ki raat jo kat gai
Woh khushi jo akay palat gai

Mujhe yaad hai woh......... zara zaraTumhen yaad ho k na yaad ho

243
Shayari / Gham-e-Ishq
« on: October 27, 2011, 12:11:48 PM »
Kabi Ghum Ki Aag Mein Jal UthyKbi Dil Ka Dagh Jla Dia,


Ay Junon-e-Ishq Bta ZraMujhy q Tamasha Bna Dia.


Gham-e-Ishq Kitna Ajeeb HyYe Junon Sy Kitna Qareeb Hy,


Kbi Ashk Palkon Py Ruk GayKbhi Mainy Darya Baha Dia.


Mera Jazba-e-Shoq Tu DekhiyeMeri Bandgi Hy Wo Bandgi,


Jahan Us ka Naqsh-e-Qadam MilaWohi apne sar ko jhuka dia.

244
Shayari / Muhabbat Chor Di Hum Ne
« on: October 27, 2011, 12:07:32 PM »
Ye Tum Se Keh diya Kisne,


K Tum Bin Reh Nhe Skty.


Ye Dukh Hum Seh Nhi Skty,


Chalo Hum Maan Lety Hain,


K Tum Bin Hum Bohat Roey,


K Raaton Ko Nhe Soey,


Mager Afsos Hai Jana..!


K Ab Ke Tum Jo Loto Gay,


Humain Tabdeel Pao Gay,


Bohat Mayous Hoge Tum,


Agar Tum Pochna Chaho,


K Aisa Kyun Kiya Hum Ny


To Sun Lo Ghour se Janam


Riwayat Tor Di Hum Ne


Muhabbat Chor Di Hum Ne.


245
Jokes Majaak / Names of all Planets
« on: October 27, 2011, 11:55:48 AM »
Teacher = tell me the names of all the planets..
Student = venus, earth, mars….


Teacher = aur sunao


student = theek thak

tu suna
:cooll:

246
Shayari / Naqab utha or Tabha kr dy
« on: October 27, 2011, 11:39:48 AM »
UJaar de mery dil ki dunya

Sakon ko mery tabha kr dy


Mgr meri iltja hy tujse


Idhr b apni nigah kr dy.


Udas raton ki chandni me


Kabhi na tm be’naqab aana.


Me dil pe qabu to rakh skun ga


Nigah shayad gunah kr dy


Mujy khabar hy mujy yaqeen hy


Tumhari aankhon me wo asar hy.


Jo tegh-o-khanjar na kr skain gay


Wo kaam teri nigah kr dy.


ye parda dari hy kya tamasha


Mujhe me reh kr mujhe se parda.


Tabaha krna hy agr ‘MUJH’ ko


Naqab utha or Tabha kr dy.

...
“Nafrat ko hazaar moqay do k wo Mohabbat ban jaaey..Lekin…!..Mohabbat ko aik bhi moqa na do k wo nafrat ban jaaey…..” :smile:

247
Shayari / O wela ßara crazy c
« on: October 25, 2011, 08:28:40 AM »
O wela ßara crazy c
Jado mai nikka jaya baby c
Barf de goly khanda c
Nikke pent shrt panda c
hafty baad naanda c:)
na waal shaal waanda c8-)
nikki jayi cycle pajanda c,:o
ty raceaan gaddi naal laanda c,:p
Na lokan di koi tension c:D
na abby di laggi pension
na kuriyan da koi rola c;)
scul da kam v hola c:)
O wela bara e crazy c
Jadon main nika baby c.:)

248
Shayari / Apna Gharoor Hum Se
« on: October 25, 2011, 07:13:04 AM »
Kab Tak Raho Ge Aakhir…
 Yun Door Door Hum Se…
Milna Pare Ga Aakhir…
 Ik Din Zaroor Hum Se…
Daman Bachaanay Walay…
 Ye Berukhi Hai Kesi…
Keh Do Agar Huwa Hai…
 Koi Qasoor Hum Se…
Hum Chor Dein Ge Tum Se…
 Yun Baat Cheet Karna…
Tum Puchtay Phiro Ge…
 Apna Qasoor Hum Se…
Hum Cheen Len Ge Tum Se…
 Ye Shaan-E-Beniazi…
Aur Tum Mangte Phiro Ge…
 Apna Gharoor Hum Se.

249
Shayari / October phir Udaas hai,
« on: October 25, 2011, 06:00:14 AM »
 October phir Udaas hai,
Ajnabi si Raahon main,
Door tk Nigahon main,
Be’Rukhi ka Mosam hai,
Aj phir Nigahon ko,
Beetay pal ki pyaas hai,
Phir Raha hon Dar’Badar,
Moujzay ki aas hai,
Aisa Lagta hai jaisay,
setembr phir Udaas hai,
Baat to karay koi,
Sath to Chalay koi,
Khamoshi ka pehra hai,
Zakhm Dil ka Gehra hai,
kisi Bohat apne ki,
 ab mujhe talaash hai,
Aisa lagta hai jaisay,
 October phir Udaas hai,

250
Knowledge / new-seven-wonders-of-the-world_tmb
« on: October 24, 2011, 06:28:15 AM »
lo ji 7 ajube di photo dekho :smile:

...
New 7 Wonders of the World


...
EgyptEgyptian commentators viewed it as competition to the status of the Great Pyramid of Giza, the only surviving monument of the original [/color]Ancient Wonders. "This is probably a conspiracy against Egypt, its civilization and monuments", wrote editorialist Al-Sayed al-Naggar in a leading state-owned daily. Egyptian Culture Minister Farouq Hosni said the project was "absurd" and described its creator, Weber, as a man "concerned primarily with self-promotion". Nagib Amin, an Egyptian expert on World Heritage Sites, has pointed out that "in addition to the commercial aspect, the vote has no scientific basis."
After the complaints from Egypt, the New7Wonders Foundation designated the Pyramids of Giza — the only remaining of the 7 Ancient Wonders of the World — as an Honorary New7Wonders Candidate, and removed them from the voting. However the Great Pyramid of Giza is not featured in their official results .
BrazilIn Brazil there was a campaign Vote no Cristo (Vote for the Christ) which had the support of private companies, namely telecommunications operators that stopped charging voters to make telephone calls and SMS messages to vote.
[10] Additionally, leading corporate sponsors including Banco Bradesco and Rede Globo spent millions of reais in the effort to have the statue voted into the top seven.[2] Newsweek reports the campaign was so pervasive that:[2]
One morning in June, Rio de Janeiro residents awoke to a beeping text message on their cell phones: "Press 4916 and vote for Christ. It's free!" The same pitch had been popping up all over the city since late January—flashing across an electronic screen every time city-dwellers swiped their transit cards on city buses and echoing on TV infomercials that featured a reality-show celebrity posing next to the city's trademark Christ the Redeemer statue.
—Elizabeth Dwoskin,
NewsweekAccording to an article in Newsweek, around 10 million Brazilians had voted in the contest by early July.[/color][2] This number is estimated as the New7Wonders Foundation never released such details about the campaign.
PeruAn intensive campaign led by the Peruvian Ministry of Commerce and Tourism in Peru had a great impact in the media and consequently Peruvian people voted massively for its national wonder. The announcement of the new World Wonders generated great expectation and the election of
Machu Picchu was celebrated nationwide, especially in Cusco's main square and in Lima where PresidentAlan García hosted a ceremony.
ChileThe Chilean representative for
Easter Island's Moais, Alberto Hotus, said that the organizer Bernard Weber gave him a letter saying that the Moais had finished eighth and were morally one of the New Seven Wonders. Hotus said he was the only participant to receive such an apology.[11]
IndiaA campaign to publicize the campaign in India gathered speed and it reached a climax in July 2007 with news channels, radio stations, and many celebrities asking people to vote for the
Taj Mahal.
JordanQueen
Rania Al-Abdullah of Jordan joined the campaign to back Petra, Jordan's national treasure.[2]Despite Jordan only having a population of under 7 million people, it has been claimed that over 14 million votes were made from the country.[2] This number is estimated as the New7Wonders Foundation never released such details about the campaign.
MexicoThere was a campaign on the news programs to encourage people to vote for
Chichen Itzá.
[/b][/color][/size][/font]

251
Jokes Majaak / hindi Vs punjabi
« on: October 24, 2011, 05:53:43 AM »
1)bhai jan ap mujhe preshan kr rhe ho.
Yaar tu ki keri jana mama..
2) Maine ap ko kya keh diya hai?
MAI Kera tenu obma da 22 khe ta.
.3) Mai abi apko theek karta hon,Daina mein....
khd ja kanjra..
4) Yeh sab kisne kiya?
Aa kera panga diti janda ..
5) Mai apko pasnd nahi karta
Maiu ki pata tu kithee da chvlat aa
..6)apne jana hai to jaenjaan shd yaar.
.7)ap mre sth fre q ho rhe ho.o
shd de jan kanjra
..8)Ap bohat chalak insan ho
.Tu bra knjra da IG aa.

252
Jokes Majaak / dozakh nu pipe
« on: October 24, 2011, 05:47:00 AM »
Ek aurat k ghar Gas ka bil boht ziada a gya,.Wo Gas office gae aur manager se kaha,."Na menu inna bil bhej dta, mai ki dozakh nu pipe dita ae" ? :D:

253
Shayari / Har shaama Bujhi rafta rafta
« on: October 24, 2011, 05:29:29 AM »
Har shaama Bujhi rafta rafta,
har khawab luta Dheeray Dheeray ....
Sheesha na sahi,
Pther bhi na tah Dil toot gaya Dheeray Dheeray ....
Barso'n mein Maraasim bantay hain,
Lamho'n mein bhala kya tooten ge??
Tu Mujhe se beichrna chahaay tu,
Deewar utha Dheeray Dheeray ....
Ehsaas huwa barbadi ka,
Jab saray ghar mein dhool urri ...
Aaii hai hamaaray Aangan mein,
Pat Jhar ki hawa Dheeray Dheeray ....
Dil kaise jala kiss waqat jala,
Hum ko bhi pata aakhir mein chala
Phaila hai Dhowan Chupke Chupke,
sulgi hai "Chitta" Dheeray Dheeray ....
Woh haath paraa'ye ho bhi gaye,
Abb door ka rishta hai ~ashfaq~
Aatii hai meri Tanhaai mein
Khushbo-e-Hina Dheeray Dheeray ....'

254
Shayari / Bikhar Rahi Hy Meri Zaat Usy Kehna
« on: October 22, 2011, 11:56:22 AM »
Bikhar Rahi Hy Meri Zaat Usy Kehna
Kbhi Milay To Yehe Baat Usy Kehna
Wo Sath Tha To Zamana Tha Hamsafr Mera
Mgar Ab Koi Nahi Mery Sath Usy Kehna
Usy Kehna K Bin Usky Din Nahi Katta
Sisik Sisik K Katti Hy Raat Usy Kehna
Usy Pukaron K Khud Hi Pohanch Jaon Usky Pass
Nahi Rahy Wo Halaat Usy Kehna
Agar Wo Phir Bhi Na Lotay To Ay Mehrban Qasid
Hamari Zeest K Halaat Usy Kehna
Her Jeet Us K Naam Kr Rahe Hoon Main
:sad: [/size]Main Mante Hoon Apni HAAR Usy Khna

255
Shayari / Mujhe Maaf Kar
« on: October 22, 2011, 11:07:09 AM »
Mujhe Maaf Kar Mere Hamsafar
Tujhe Chahna Meri Bhool Thi
Kisi Raah Par Jo Uthi Nazar
Tujhe Dekhna Meri Bhool Thi
Koi
Nazam Ho
Koi
Ghazal Ho
Kahin
Rat Ho
Kahin
Seher Ho
Woh
Gali Gali
Woh Sheher Sheher
Tujhe Dhoondna Meri Bhool Thi
There Gham Ki Koi Dava Nahi
Mujhe Tujhse Koi Gila Nahi
Mera Koi Tere Siva Nahi
Yehi Sochna Meri Bhool Thi
“Mujhe Maaf Kar Mere Hamsafar
Tujhe Chahna Meri Bhool Thi….

256
Shayari / Wo Kehti Hai
« on: October 22, 2011, 10:15:41 AM »
Wo Kehti Hai Suno Jana’n Mohabbat Mom Ka Ghar Hai
Tapish Ye Bad Ghumani Ki Kahee’n Pighla Na De Isko
Mai Kehta Hoo’n K Jiss Dil Mai Zara Bhi Bad Ghumani Ho
Waha’n Kuchh Aur Ho Tau Ho Mohabbat Ho Nahi Sakti
Wo Kehti Hai, Sada Aisey Hi Kya Tumm Mujhko Chahogey
K Mai Iss Mai Kami Bilkul Gawara Karr Nahii Sakti
Mai Kehta Hoo’n, Mohabbat Kya Hai Ye Tumne Sikhaya Hai
Mujhe Tumsey Mohabbat K Siwa Kuchh Bhi Nahii Aata
Wo Kehti Hai Judai Se Boht Darta Hai Dill Mera
K Tumko Khudd Se Hatt Kar Daikhna Mumkin Nahii Hai Abb
Mai Kehta Hoo’n Yahi Khadshey Boht Mujhko Satatey Hain
Magar Sach Hai Mohabbat Mai Judai Sath Chalti Hai
Wo Kehti Hai Batao Kya Merey Binn Jee Sakogay Tumm?
Meri Batain Meri Yadain, Meri Aankhain Bhula Do Gay?
Mai Kehta Hoo’n Kabhi Iss Baat Par Socha Nahii Mainey
Agar Ikk Pall Ko Bhi Sochoo’n Tau Sansain Rukne Lagti Hain
Wo Kehti Hai Tumhe Mujhse Mohabbat Iss Qadar Kyu’n Hai
K Mai Ikk Aam Si Larhki Tumhe Kyu’n Khas Lagti Hoo’n
Mai Kehta Hoon Kabhi Khudko Meri Aankho’n Se Tum Daikho
Meri Deevangii Kyu’n Hai Ye Khud Hii Jaan Jaa’ogay
Wo Kehti Hai Mujhe Waraftagee Se Daikhte Kyu’n Ho?
K Mai Khuddko Boht Hi Qeematii Mehsoos Karti Hoon
Mai Kehta Hoon Mata E Jaa’n Boht Anmol Hoti Hai
Tumhe Jab Dekhta Hoon Zindagi Mehsoos Karta Hoon
Wo Kehti Hai Mujhey Alfaaz K Jughnoo Nahi Miltey
Tumhe Batla Sakoo’n Dill Mai Merey Kitni Mohabbat Hai
Mai Kehta Hoon Mohabbat To Nigaho’n Se Chhalakti Hai
Tumhari Khamoshi Mujhse Tumhari Baat Karti Hai
Wo Kehti Hai Batao Na Kisey Khone Se Darte Ho?
Batao Kaun Hai Wo Jisko Ye Mausam Bulate Hain?
Mai Kehta Hoon Ye Meri Shayari Hai Aaina Dill Ka
Zara Daikho Batao Kuchh Tumhe Iss Mai Nazar Aaya
Wo Kehti Hai K Aatif Jee Boht Batain Banatey Ho
Magar Such Hai K Ye Batain Boht Hii Shaad Rakhti Hain
Mai Kehta Hoon Ye Sab Batain, Fasane Ikk Bahana Hain
K Pall Kuchh Zindagani K Tumharey Sath Katt Jayain
Phir Uss K Baad Khamoshi Ka Dilkash Raqs Hota Hai
Nagahain Bolti Hain Aur Labb Khamosh Rehte Hain
Wo Kehti Hai Suno Jana’n Mohabbat Maum Ka Ghar Hai
Tapish Ye Bad Ghumani Ki Kahee’n Pighla Na De Isko
Mai Kehta Hoon K Jiss Dil Mai Zara Bhi Bad Ghumani Ho
Waha’n Kuchh Aur Ho Tau Ho Mohabbat Ho Nahi Sakti
Wo Kehti Hai, Sada Aisey Hi Kya Tumm Mujhko Chahogey
K Mai Iss Mai Kami Bilkul Gawara Karr Nahii Sakti
Mai Kehta Hoon, Mohabbat Kya Hai Ye Tumne Sikhaya Hai
Mujhe Tumsey Mohabbat K Siwa Kuchh Bhi Nahi

257
Complaints / [_.gurpreet._ is baned
« on: October 21, 2011, 03:16:21 PM »
ey apurv user nu galat bool reha si so onee ignor karta .par ignor msg te ja ke galla kadi janda si.
main apurv ne complant keti mai samjya par ey apni gall te reha ke main baaz na ouna tu ban karna te kar de
Spoiler (click to show/hide)

258
Gup Shup / ratano nu requst
« on: October 13, 2011, 08:19:38 AM »
ssa ratano teree agee requst aa topic punjabi ich likhya kar mere tara da vi read kar le.odha vi teri engraji buhat okhi aa
main hun chla prona ban ke 4 dinn baad baki gall hun giya
umeed aa tusi meri requst nu ignore nai karan laghee
kyunk tusi janta buhat ignore keti hoi aa.
GOD blees u :happy:

259
Shayari / Mohabat Mein Kabhi
« on: October 13, 2011, 07:49:51 AM »
Kaha us ne bharosa dil pe itna bhi nahi krty
Kaha main ne mohabat mein kabhi socha nhi krty
Kha us ne bohat khush rang dunya k nazary hain
Kaha main ne k jab tum ho to kuch dekha nhi krty
Kaha us ne main tum se door hon lekin tumhari hon
Kaha main ne k apnay Dil ko behlaya nhi krty
Kaha us ne tumhari chahtain ruswaiyan dain gi
Kaha main ne k shohrat se ghabraya nhi krty
Kha us ne smj jao smj jao mery Pagal
Kaha main ny k pagal ko samjaya nhi krty

260
Shayari / Dil me Tufaan
« on: October 06, 2011, 02:55:39 PM »
Naam us ka liya to uljhen c ho gai!

Shayad humein us se mohabat c ho gai!

Wo karta raha badnaam humein logon mein!

Humein b mashhor hony ki aadat c ho gai!

Us k aany se pehly sari kaenat mein thi khizan!

us k aany k bad duniya mein sajawat c ho gai!

Bicharty waqt kehny laga wo mujh se
,
Hum ko tum se piyar nahi tha bus shararat c ho gai!

Jab wo bichra to dil ki duniya mein “Faraaz”

Aesy tufaan utthy k qayamat c ho gai.     

Pages: 1 ... 8 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 18 ... 25