This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Messages - Noor Kaur
Pages: 1 ... 29 30 31 32 33 [34] 35 36 37 38 39 ... 44
661
« on: September 13, 2014, 12:39:22 PM »
Tamanna Se Nahi Tanhayi Se Darte Hain; Pyaar Se Nahi Ruswayi Se Darte Hain; Milne Kee Chahat To Bahut Hai Magar; Milan Ke Baad Kee Judai Se Darte Hain!
662
« on: September 13, 2014, 12:30:06 PM »
Woh Paas Aate To Hum Baat Kar Lete; Wo Sath Rehte To Hum Pyaar Kar Lete; Kya Majburi Rahi Jo Woh Chale Gaye; Wajah To Batate Hum Intezar Kar Lete!
663
« on: September 13, 2014, 12:11:43 PM »
Koi Mil Jaaye Mujhe Tum Jaisa Yeh Na-Mumkin Sahi; Lekin Tum Dhund Lo Hum Jaisa Itna Aasan Yeh Bhi Nahi!
664
« on: September 13, 2014, 12:05:40 PM »
Khoobsurat Hai Zindagi Khwaab Kee Tarha; Jaane Kab Toot Jaaye Kaanch Kee Tarha; Mujhe Na Bhoolna Kisi Baat Kee Tarha; Apne Dil Mein Hi Rakhna Khoobsurat Yaad Kee Tarha!
665
« on: September 13, 2014, 11:51:36 AM »
Din Beet Jate Hain Suhani Yaadein Banker; Baatein Reh Jati Hain Kahani Bankar; Par Pyaar To Hamesha Dil Ke Kareeb Rahega; Kabhi Muskaan To Kabhi Aankhon Mein Pani Bankar!
666
« on: September 12, 2014, 01:32:10 AM »
Intezar Rehta Har Shaam Tera; Yaadein Katati Hain Le-Le Kar Naam Tera; Muddat Se Baithe Hain Yeh Aas Paale Dil Mein; Ki Aaj Aayega Koi Lekar Paigaam Tera!
667
« on: September 12, 2014, 12:56:01 AM »
Kahan Tak Sunegi Raat Kahan Tak Sunayein Ge hum; Shikwe Sare Sab Aaj Tere Rubaru Karein!
668
« on: September 12, 2014, 12:00:27 AM »
Tere naam se jo tadap jaye,woh insaan hoon me, teri yaadon se bahut pareshaan hoon me, aakhir dekhle phir uss nigaah se ek baar, tune chaha tha jise,wohi insaan hoon me…!!!
669
« on: September 11, 2014, 11:47:34 PM »
Aankhon Mein Na Humko Dhoondo Sanam Dil Mein Hum Bas Jaayenge; Tamanna Hai Agar Milne Ki Toh Band Aankhon Mein Bhi Hum Nazar Aayenge
670
« on: September 11, 2014, 04:00:13 AM »
yaad aye tu dil munaber ho
671
« on: September 11, 2014, 03:56:00 AM »
raat bhr sochta raha tujko
672
« on: September 11, 2014, 03:42:15 AM »
sham mehke tere taswour se
673
« on: September 11, 2014, 03:32:53 AM »
tere aane ki jab khabar mehke jagjit singh
674
« on: September 11, 2014, 03:19:56 AM »
yan dharti ke zakhamo per merham rakh de
675
« on: September 11, 2014, 03:15:11 AM »
Kuch Nahi Mila Bus Ek Sabak De Geya Ishq; Khak Ho Jata Hai Insan Khak Se Bane Insan Ke Peeche!
676
« on: September 11, 2014, 03:12:43 AM »
Chaahat Ke Yeh Kaise Afsane Hue; Khud Nazron Mein Apni Begane Hue; Kisi Bhi Rishte Ka Khayal Nahi Mujhe; Ishq Mein Tere Iss Kadar Deewane Hue!
677
« on: September 11, 2014, 02:05:38 AM »
Baat Karte Hain Khushi Kee To Ek Ranj Ke Sath; Woh Hansate Bhi Hain Ke Rula Dete Hain!
678
« on: September 11, 2014, 02:04:45 AM »
Wafa Ka Naam Mat Lo Yaaro Wafa Dil Ko Dukhati Hai; Wafa Ka Naam Lene Se Humein Ek Bewafa Kee Yaad Aati Hai
679
« on: September 11, 2014, 02:02:52 AM »
sooraj se ik cheez to hum sab dekh chuke
680
« on: September 11, 2014, 01:49:24 AM »
Dil Mein Umeed Kee Shama Jala Rakhi Hai; Humne Apni Alag Duniya Basa Rakhi Hai; Iss Umeed Ke Saath Ki Aayega Kabhi Paigam Aapka; Humne To Har Pal Darwaze Par Nazrein Tika Rakhi Hain!
Pages: 1 ... 29 30 31 32 33 [34] 35 36 37 38 39 ... 44
|