61
Shayari / Re: tere naam
« on: April 19, 2016, 01:28:53 AM »
Karni Ho Agar Kabhi Pehchan Ghamgeen Shakhson Ki;
Bas Gaur Se Dekhna Wo Muskurate Bahut Hain!
Bas Gaur Se Dekhna Wo Muskurate Bahut Hain!
This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to. 61
Shayari / Re: tere naam« on: April 19, 2016, 01:28:53 AM »
Karni Ho Agar Kabhi Pehchan Ghamgeen Shakhson Ki;
Bas Gaur Se Dekhna Wo Muskurate Bahut Hain! 62
Shayari / Re: Just two line shayari ...« on: April 19, 2016, 01:26:31 AM »Zulm Ke Saare Hunar Hum Par Yun Azmayein Gaye, Zulm Bhi Saha Humne Aur Zaalim Bhi Kehlaye Gaye! 63
Lok Virsa Pehchaan / Re: Happy Baisakhi to All« on: April 13, 2016, 09:57:23 PM »
Happy baisakhi to everyone
64
Shayari / Re: Just two line shayari ...« on: April 13, 2016, 11:24:17 AM »Haath Ki Lakeerein Bhi Kitni Ajeeb Hain, Kambakht Mutthi Mein Hain Par Kabu Mein Nahi! 65
PJ Games / Re: Free time tusi ki Karde hunde?« on: February 08, 2016, 02:43:22 AM »
reading books
66
Shayari / Re: hindi /Urdu Four Lines Poetry« on: February 08, 2016, 02:41:20 AM »
Uski Mohabbat Ka Abhi Nishan Baki Hai,
Naam Hothon Par Hai, Jaan Abhi Baki Hai, Kya Hua Agar Dekh Kar Munh Pher Leti Hai, Tasalli Toh Hai Ki Chehre Ki Pehchan Abhi Baki Hai! 67
Shayari / Re: tere naam« on: February 08, 2016, 02:39:48 AM »Ishq-e-Dariya Mein Hum Doob Kar Bhi Dekh Aaye; Wo Log Munafe Mein Rahe Jo Kinare Se Laut Aaye! 68
Shayari / Re: Just two line shayari ...« on: February 08, 2016, 02:37:45 AM »Karo Bade Shauq Se Mohabbat Ai Chahane Walo, Magar Soch Lena Kisi Kaam Ke Na Rahoge Bichhadne Ke Baad! 69
Shayari / Re: hindi /Urdu Four Lines Poetry« on: November 04, 2015, 04:52:06 AM »
Socha Kisi Apne Se Baat Karen;
Apne Kisi Khas Ko Yaad Karen; Jo Faisala Kisi Ko mesg Karne Ka Kiya; Dil Ne Kaha Kyun Na Aapse Shuruwat Karen! 70
Shayari / Re: Just two line shayari ...« on: November 04, 2015, 04:49:06 AM »Tijoriyan Bharte Hein Log Ummar Bhar Ke Liye; Par Afsos Maut Ka Farishta Kabhi Bhi RISHWAT Nahi Leta! 71
Shayari / Re: tere naam« on: November 04, 2015, 04:43:07 AM »Mausam Ki Misaal Du Ya Tumhari, Koi Puch Raha Hai Ki Badalna Kisko Kehte Hain! 73
Shayari / Re: dil ka haal likhta hu« on: October 30, 2015, 02:02:10 AM »Kagzon Pe Likh Kar Zaya Kar Dun, Main Woh Shakhs Nahi, Wo Shayar Hun Main Jise Dilon Pe Likhne Ka Hunar Aata Hai! 74
Shayari / Re: Just two line shayari ...« on: October 30, 2015, 01:54:17 AM »Ro Ro Kar Dhoonda Karoge Ek Din Mere Jaise Tang Karne Wale Ko, Chale Jayenge Hum Ek Din, Kisi Khoobsurat Kafan Ka Naseeb Ban Kar! 75
Shayari / Re: tere naam« on: October 30, 2015, 01:52:03 AM »Humne To Ek Muddat Se Sona Hi Chhod Diya Ek Darr Se, Ki Khwab Mein Bhi Jo Bichhade To Haqeeqat Mein Mar Jayenge! 76
Love Pyar / Re: SAD SHYARI BY RANA CHAHAL« on: October 14, 2015, 12:29:46 AM »Naya Dard Ek Aur Dil Mein Jaga Kar Chala Geya, Kal Phir Woh Mere Shehar Mein Aakar Chala Geya, Jise Dhoondte Rahi Main Logon Kee Bheed Mein, Mujh Se Woh Apna Aap Chhupa Kar Chala Geya! 77
Birthdays / Re: Happy Birthday Chandani« on: August 01, 2015, 02:35:50 PM »
Happy birthday dear....................stay blessed :blowout: :blowout:
79
Shayari / Re: *¥*¥*Sad Shayari *¥*¥*« on: July 04, 2015, 01:44:45 AM »
Honthon Kee Hansi Ko Na Samajh Haqeeqat-e-Zindagi;
Dil Mein Utar Ke Dekh Hum Kitne Toote Hue Hain! 80
Fun Time / Re: What books are you currently reading?« on: July 02, 2015, 01:03:14 AM »
What to Say When You Talk to Your Self
Book by Shad Helmstetter |