This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Messages - Noor Kaur
Pages: 1 ... 20 21 22 23 24 [25] 26 27 28 29 30 ... 44
481
« on: October 21, 2014, 04:13:59 AM »
Woh Begaano Mein Apne; Hum Apno Mein Anjaan Lagte Hain; Hamare Khoon Ki Bhi Keemat Nahi; Unke Ashkon Ke Bhi Daam Lagte Hain!
482
« on: October 21, 2014, 01:16:02 AM »
Happy Birthday Ap. :blowout:
483
« on: October 20, 2014, 01:54:05 PM »
Kaash main tere hath ki wo Lakeer ban jaun. Kash main tera muqaddar teri taqdeer ban jaun.
Main tujhe itna chahun k tu bhool jaye har rishta. Sirf main hi tere har rishtay ki tasweer ban jaun.
Tu Aankhain band kare to Aaun main hi nazar. Is tarah main tere har khuwab ki taabeer ban jaun .....
484
« on: October 20, 2014, 12:13:26 PM »
Door ( darwaja)
... Next Nikki jehi kuri lai paranda turi
485
« on: October 19, 2014, 11:39:11 PM »
Congrats gujjar ji
486
« on: October 19, 2014, 11:32:55 PM »
Congratulations gujjar ji
487
« on: October 19, 2014, 11:20:40 PM »
Aa Gaya Hai Farak Uss Ki Nazaron Mein Yakeenan; Aab Woh Mujhe Andaaz Se Nahi, Andaaze Se Pehchante Hai!
488
« on: October 19, 2014, 02:50:08 AM »
Wo Keh Rahi Thi Samandar Nahi Hain, Ankhein Hain; Main Unn Mein Doob Geya, Aitbar Karte Hue!
489
« on: October 19, 2014, 12:30:36 AM »
Aaj Phir Mausam Num Hua Meri Aankhon Ki Tarah; Shayad Baadlon Ka Bhi Kisi Ne Dil Dukhaya Hoga!
490
« on: October 19, 2014, 12:29:21 AM »
Uski Yaadon Kee Barish Jab Bhi Barasti Hai Mujh Par; Main Bheegta To Jarur Hun Lekin Palkon Kee Had Tak!
491
« on: October 17, 2014, 12:54:46 PM »
Izhar Mohabbat Ka Kuch Aise Hua; Kya Kahein Ki Pyaar Kaise Hua; Unki Ek Jhalak Pe Nisaar Hue Hum; Saadgi Pe Mar-Mite Aur Aankho Se Iqraar Hua!
492
« on: October 17, 2014, 12:49:14 PM »
Jeevan Mein Ek Baar Sabhi Ne Kiya Hai Pyaar; Kuch Ne Darr Kar Kuch Ne Josh Mein Kiya Izhar; Magar Bina Bole Jab Do Dil Keh Jayein Dil Kee Baat; Wahi Hai Nazar Ka Nazar Se Saccha Iqraar!
493
« on: October 17, 2014, 12:25:52 PM »
Ek Ajeeb Dastan Hai, Mere Afsaane Kee; Maine Pal Pal Kee Kosish, Uske Pass Jaane Kee; Naseeb Tha mera Ya, Sazish Zamane Kee; Door Hua Mujhse utna, Jitni Umeed Thi Kareeb Aane Kee!
494
« on: October 17, 2014, 12:19:44 PM »
Woh Lamhe Rulate Hain Humko Raat Din; Woh Lamhe, Unka Bhi To Dil Dukhate Honge; Jab Kabhi Bhi Woh, Padh Lete Honge Nagme Hamare; Naam Apna Padhkar, Aankho Se Ashk Jhalak Aate Honge!
495
« on: October 16, 2014, 11:57:51 PM »
Mehfil Mein Mere Zikar Ke Aate Hi Uthe Woh; Ruswa-e-Mohabbat Ka Ye Ezaz To Dekho!
496
« on: October 16, 2014, 10:47:17 PM »
Khwaab yeh kaisa dikhaati hain tumhaari aankhen, Mujhko deewaana banaati hain tumhaari aankhen...
Koi waada koi sachaayi hai in aankhon men, Mujhse kya-kya karaati hain tumhaari aankhen...
Tum ho kya mere liye tumko kuch khabar bhi hai, Raah jeene ki dikhaati hain tumhaari aankhen...
Main hoon tanha aur jeene ka ehsaas ho tum, Lutf jeene ka bataati hain tumhaari aankhen...
Meri khwahish meraa sarmaaya-e-hayaat ho tum, Door rah kar mujhe tadpaati hain tumhaari aankhen...
497
« on: October 16, 2014, 03:38:33 PM »
Happy birthday!
498
« on: October 16, 2014, 03:37:30 PM »
Happy Birthday ji
499
« on: October 16, 2014, 03:27:53 PM »
Thnx again
500
« on: October 16, 2014, 02:55:00 AM »
Chaho to dil se hame mita dena, Chaho to hamko bhula dena, Par ye vaada karo a dost, Ki jab yaad aye hamari to rona mat bas muskura dena.
Pages: 1 ... 20 21 22 23 24 [25] 26 27 28 29 30 ... 44
|