This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Messages - Noor Kaur
Pages: 1 ... 19 20 21 22 23 [24] 25 26 27 28 29 ... 44
461
« on: October 26, 2014, 02:49:29 AM »
Kitna Dilkash Manzar Ho Jab Hum; Qyamat Ke Din Karein Shikwa Teri Bewafai Ka; Aur Tum Lag Ke Gale Se Mere; Dheere Se Kaho, Chup Raho Khudaa Ke Liye!
462
« on: October 26, 2014, 02:37:58 AM »
Mar Kar Bhi Usko Dekhte Rehne Ke shaunq Mein; Aankhein Kisi Ko Apni, Amanat Mein De Gaye!
463
« on: October 26, 2014, 02:24:36 AM »
Tere Har Gum Ko Apni Rooh Mein Utaar Loon; Zindagi Apni Teri Chahat Mein Sawaar Loon; Mulaqat Ho Tujhse Kuch Is Tarah Meri; Sari Umar Bas Ek Mulaqat Mein Guzaar Loon!
464
« on: October 26, 2014, 02:10:50 AM »
Jo Saath Ki Umeed Hum Saari Umar Unse Karte Rahe; Woh Tanhayian Ne Buhut Adab Se Guzaara Hamare Sang!
465
« on: October 25, 2014, 01:34:20 PM »
Woh Begaano Mein Apne; Hum Apno Mein Anjaan Lagte Hain; Hamare Khoon Ki Bhi Keemat Nahi; Unke Ashkon Ke Bhi Daam Lagte Hain!
466
« on: October 25, 2014, 01:30:07 PM »
Tum Mere Liye Ab Koi Ilzam Na Dhoondo; Chaha Tha Tumhein Ek Yahi Ilzam Bahut Hai!
467
« on: October 24, 2014, 11:57:48 AM »
Jab Se Sanam Tum Ko Paya Hai; Tere Har Hukum Ko Sar Aankhon Pe Bithaya Hai; Aur Kya De Sakta Hun Main Tum Ko Sanam; Roshni Tujhe Dene Ke Liye Khud Ko Jalaya Hai!
468
« on: October 24, 2014, 01:22:03 AM »
Apni Haseen Ankhon Mein Chuppa Lo Mujh Ko; Mohabbat Agar Karte Ho To Chura Lo Mujh Ko; Khone Ka Agar Khauf Hai Tumhein To; Dil Kee Har Dhadkan Mein Basaa Lo Mujh Ko!
469
« on: October 24, 2014, 01:18:27 AM »
Mere Jazbat Meri Pehchan Hai Woh; Meri Justaju Meri Shaan Hai Woh; Log Kehte Hain Bhula Dun Main Use; Par Kaise Bhula Dun Yaaro Is Seene Me Dhadakti Jaan Hai Woh!
470
« on: October 23, 2014, 03:46:12 AM »
Kitaabon Se Daleelein Doon, Ya Khud Ko Samne Rakh Doon; Woh Mujhse Pooch Baithe Hain Mohabbat Kis Ko Kehte Hain!
471
« on: October 23, 2014, 03:36:25 AM »
Aankhon Mein Na Humko Dhoondo Sanam Dil Mein Hum Bas Jaayenge; Tamanna Hai Agar Milne Ki Toh Band Aankhon Mein Bhi Hum Nazar Aayenge!
472
« on: October 23, 2014, 01:35:47 AM »
Har dil roshan , har vehra rushnawe Diwali sarea lye khushiya la ke awe Happy Diwali to all
473
« on: October 22, 2014, 05:11:45 PM »
Kuch dost zindagi mein is kadar shamil ho jate hain. Agar bhulana chaho to aur yaad aate hain, Bus jate hain wo dil mein is kadar ki Aankhein band karo to samne nazar aate hain
474
« on: October 22, 2014, 04:56:45 PM »
Kabhi Hum Toote To Kabhi Khwaab Toote; Na Jane Kitne Tukdon Mein Armaan Toote; Har Tukda Aaina Hai Zindgi Ka; Har Aaine Ke Saath Lakhon Jazbaat Toote!
475
« on: October 22, 2014, 04:52:18 PM »
Har Mulaqat Par Waqt Ka Takaza Hua; Har Yaad Par Dil Ka Dard Taza Hua; Suni Thi Sirf Ghazalo Mein Judai Ki Baatein; Jab Khud Par Beeti To Haqeeqat Ka Andaza Hua!
476
« on: October 22, 2014, 04:48:21 PM »
Lafzon ki tarah mujhe kitaabon mein milna, Tu banke mehak mujhe gulaabon mein milna, Jab bhi mujhe teri yaad aaye, To banke aansu meri ankhon mein milna
477
« on: October 22, 2014, 04:30:26 AM »
Barish aur mohabbat dono hi bohat yaadgar hote hain, Farq sirf itna hai, Barish main jism bheeg jata hai aur mohabbat main ankhain..
478
« on: October 22, 2014, 04:06:33 AM »
Dard kitne hain bata nahi sakta, Zakhm kitne hain dikha nahi sakta, Aankhon se samajh sako to samajh lo, Aansoon gire hain kitne gina nahi sakta…
479
« on: October 22, 2014, 12:43:47 AM »
Apni to zindagi ki ajeeb kahani hai Jis cheez ko chaha wahi begaani hai Hanste bhi hain, to duniya ko dikhane ke liye Warna duniya doob jaaye, aankho me itna paani hai
480
« on: October 21, 2014, 04:26:15 AM »
Kaun Hai Woh Jo Dil Mein Samaye Hue Hain; Unke Liye Hum Har Khusi Bhulaye Hue Hain; Najar Nahi Aate Par Tadap Mahsoos Hoti Hai; Andekhe Yaar Ke Liye Sapne Sajaye Hue Hain!
Pages: 1 ... 19 20 21 22 23 [24] 25 26 27 28 29 ... 44
|