November 22, 2024, 08:28:15 AM

Show Posts

This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.


Messages - Noor Kaur

Pages: 1 ... 16 17 18 19 20 [21] 22 23 24 25 26 ... 44
401
Shayari / Re: ਅੱਖਾ
« on: October 30, 2014, 04:07:11 AM »
Ghamon K Selaab Tu Pehle Bhi Bardasht Kr Lete Thy Saqi
Par Ab Tu Ek Katray Se Bhi Aankhain Bheeg Jati Hain


402
Shayari / Re: Dosti
« on: October 30, 2014, 04:02:46 AM »
Dil ko dil se churaya tumne,
Dur hote huye bhi apna banaya tumne,
Kabhi bhul nahi payenge tumko ae dost,
Kyonki dosti karana sikhaya tumne.

403
Shayari / Re: Dosti
« on: October 30, 2014, 03:47:48 AM »
Phool banke muskurana zindagi hai,
Muskura ke gum bhulana zindagi hai,
Milkar khush hue to kya hue,
Bina mile dosti nibhana zindagi hai.

404
Shayari / Re: ਅੱਖਾ
« on: October 30, 2014, 02:55:19 AM »
Aankhen to pyar mein dil ki jubaan hoti hai,
Sachi chhat to sada bezubaan hoti hai,
Pyar mein dard bhii mile to kya ghabrana ,
Suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai.

405
Shayari / Re: Just two line shayari ...
« on: October 30, 2014, 02:29:13 AM »

Takdeer Se Shikwa Bhi Karein To Kis Tarah Karein;
Iss Takdeer Ne Humko Milaaya Bhi Tha Unse!

406
Shayari / Re: ਅੱਖਾ
« on: October 30, 2014, 02:05:53 AM »
Jane Kya Apki Aankon Ne Kaha Hai Humse
Aaj Kal Shaher Mein Har Shakhs Khafa Hai Humse

407
Shayari / Re: Just two line shayari ...
« on: October 30, 2014, 02:03:10 AM »

Chaandni Raat Ke Khamosh Sitaron Ki Qasam;
Dil Mein Ab Tere Siwa Koi Bhi Aabad Nahi!

408
Shayari / Re: Dosti
« on: October 30, 2014, 01:59:20 AM »
Kehte Hai Dost banana zindagi Hai
Dosti nibhana zindagi Hai
Kitne bhi busy kyu na rahe dinbhar
Magar 1pal ke liye hi sahi
Dosto ki yaad aana hi zindagi hai..

409
Shayari / Re: ਅੱਖਾ
« on: October 30, 2014, 01:55:36 AM »
Ankhon Ko Intezar Ka Hunar De Kar Chala Gaya
Chaha Tha Ek Shaks Ko Jane Kidhar Chala Gaya


410
Shayari / Re: Just two line shayari ...
« on: October 30, 2014, 01:53:41 AM »

Na Jee Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Kee;
Barri Arzoo Thi Hum Ko Mulaaqat Kee!

411
Shayari / Re: ਅੱਖਾ
« on: October 29, 2014, 05:35:07 PM »
Us Ki Aankhoon Main Nazar Aata Hai Saara Jahan Mujh Ko
Afsoos K Un Aankhoon Main Kabhi Khud Ko Nahi dekha hai

412
Shayari / Re: Jab bhi ata hay mera naam tere naam k sath
« on: October 29, 2014, 05:14:36 PM »
Kehte Hain Woh Majbur Hain Hum;
Na Chahte Hue Bhi Door Hain Hum;
Chura Lee Hai Unhone Dhadkane Hamari;
Phir Bhi Kehte Hain Ki Bekasoor Hain Hum!

413
Shayari / Re: Dosti
« on: October 29, 2014, 04:45:49 PM »
 Sadgi Main Ek Ada Itni Pyari Lagi
 Apki Dosti Humko Subse Nirali Lagi
Yeh Na Tootay Kabhi Yahi Dua Haii
Kyn Ke Yahi Is Duniya Mai Hum Ko Hamari Lagi

414
Shayari / Re: Just two line shayari ...
« on: October 29, 2014, 02:51:05 PM »

Ja Aur Koi Zabt Ki Duniya Talash Kar;
Ai Ishq Hum To Ab Tere Kaabil Nahi Rahe!

415
Shayari / Re: Dosti
« on: October 29, 2014, 02:40:20 PM »
 Khushiya Itni Ho K Aankhon Me Ansu Jam Jaye
Lamhe Ho Itne Hasi K Waqt B Tham Jaye
Dosti Nibhayenge Hum Apse Is Tarha
K Saath Guzra Har Pal Zindagi Ban Jaye

416
Shayari / Re: Dosti
« on: October 29, 2014, 02:27:09 PM »
Mushkil Hai Is Yaari Ko Bhula Pana;
Mushkil Hai Tumhe Yaadon Se Mita Pana;
Tum Ek Keemti Tohfa Ho Dosti Ka;
Namumkin Hai Is Tohfe Ki Keemat Chuka Pana!

417
Shayari / Re: Jab bhi ata hay mera naam tere naam k sath
« on: October 29, 2014, 02:23:43 PM »
Ishq Tujse Karta Hun Main Zindagi Se Bhi Jyada;
Main Darta Nahi Maut Se Teri Judai Se Jyada;
Chahe To Aajma Le Mujhe Kisi Aur Se Jyada;
Meri Zindagi Mein Kuch Nahi Teri Mohabbat Se Jyada!

418
Shayari / Re: Just two line shayari ...
« on: October 29, 2014, 02:16:27 PM »
Yeh Na Puch Ki Shikayatein Kitni Hain Tujhse Ai Zindagi;
Sirf Yeh Bata Ki Tera Koi Aur Sitam Baaki To Nahi Hai!

419
Shayari / Re: Dosti
« on: October 29, 2014, 02:05:48 PM »
Har Tarah K Shikve Ko Seh Lete Hai;
Zindagi Ko Yuhi Jee Lete Hai;
Mila Lete Hai Hath Jinse Dosti Ka;
Un Hathon Se Fir Zeher Bhi Pe Lete Hai!

420
Shayari / Re: Dosti
« on: October 29, 2014, 01:39:26 PM »
Kamjoriya Na Dhoond Mujh Mein Dost Mere;
Ek Tu Bhi To Shamil Hai Meri Kamzoriyon Mein!

Pages: 1 ... 16 17 18 19 20 [21] 22 23 24 25 26 ... 44