This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Topics - JaGgJeEt
Pages: 1 ... 5 6 7 8 9 [10] 11 12
181
« on: July 09, 2009, 11:17:15 AM »
Palkon pe aanso’on ko sajaya na jaa saka us ko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka
zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka
jab teri yaad aayi to koshish ke ba wajood aankhon main aanso’on ko chupaya na jaa saka
kuch log zindagi main aise bhi aaye hain jin ko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka
bas is khayaal se kahin us ko dukh na ho hum se to haal-e-ghum bhi sunaya na jaa saka
woh muskuraha tha mere ru-ba-ru magar chehre ka rang us se chupaya na jaa saka
tanhaiyon ki aag main hum jal gaye magar faasla ana ka mitaya na jaa saka
182
« on: July 09, 2009, 11:16:44 AM »
Hum uthkey chaley unki mehfil se,
Pichhey se usne pukara nahi.
Fir khud he ruk gaye kadam,
Kyunki uske bin mera guzara nahi.
183
« on: July 09, 2009, 11:15:37 AM »
Mana ki tum jeete ho zamane k lye,
ek bar jee k to dekho hamare liye.
dil ki kya aukaat apke samne,
hum to jaan bhi de denge apko pane ke liye.
*~*~*~*~*~*~*~*~
*~*~*~*~*~*~*~*~
Jo Tune Diya Usse Hum Yaad Karenge,
Har Pal Tere Milne Ki Faryaad karenge.
Chale Aana Jab Kabhi Khayal Aaye Mera,
Hum Roz Khuda se pehle Tujhe Yaad Karenge
184
« on: July 09, 2009, 11:15:03 AM »
Thukra ke usne mujhko,
kaha ki muskuraao!
Maine has diya,
aakhir sawal uski khushi ka tha.
Maine khoya woh jo mera tha hi nahi,
Usne khoya wo jo sirf usi ka tha.
*~*~*~*~*~*~*~*~
*~*~*~*~*~*~*~*~
Dard me koi mousam pyara nahi hota,
Dil ho pyasa to pani se gujara nahi hota.
Koi dekhe to humari bebasi,
Hum sabhi k ho jate hain
Par koi humara nahi hota
185
« on: July 08, 2009, 04:06:49 PM »
aankhon say behtay askq nahi khoon-e-jigar rawani hai kuch teri bewafaii ki kuch wafa ki meri kahani hai
janaja mera uth raha tha takleef thi unko aane mein bewafa ghar baithe poonch rahi thi aur kitni der hain lejane mein
Taras jaoge mahfil me wafa ke liye, Kisi se pyar na kar baithna khuda ke liye, Jab lagegi ishq ki adalat, Tum hi chune jaoge saja ke liye.
186
« on: July 08, 2009, 04:05:28 PM »
Maksad se maangi huii dua ko ibadat nahi kehte.. Irade se kiye hue pyar ko mohabbat nahi kehte... Khwahishon se mili cheez ko zarurat nahi kehte... Ishq mein befawaii koi sharafat nahi kehte...
187
« on: July 08, 2009, 04:04:57 PM »
Kon nahin hai bewafa sanam is duniya me, Toofan kashti se kare bewafayi,dobana hi chahe Saagar sahil se kare bewafayi,milkar bhi na mile Chandni raat se kare bewafayi,badalon me chup ke Zindagi bhi kare humse bewafayi,maut ko sopne.
188
« on: July 08, 2009, 04:04:16 PM »
Tum bin zindagi suni si lagti hai, Har pal adhuri si lagti hai... Ab to in saanson ko apni saanson se jodde, Warna zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai...
189
« on: July 08, 2009, 04:03:39 PM »
Aankho me rahne walo ko yaad nahi karte, dil me rehne walo ki baat nahi karte. Humari to rooh me bas gaye a Woh, tabhi to hum milne ki fariyad nahi karte.
190
« on: July 08, 2009, 04:02:51 PM »
Khuda ne kaash mohabbat banaayi na hoti toh aaj iss tarah hamare pyar ki rusvaayi na hoti kaash unke dil mein zara si wafa hoti toh iss tarah mere saath bewafaayi na hoti
191
« on: July 08, 2009, 01:04:04 AM »
Mere Dil, Jiger, Kidney, Liver ho tum waqt-bewaqt aaye vo fever ho tum Doob kar jisme marr jaoo vo River ho tum Mere jeevan mein ab to forever ho tum…
192
« on: July 08, 2009, 01:02:55 AM »
Jab Bhi Kissi Se Kehne Hum apna Gum gaye Honto Pe aate aate alfaz Jam Gaye, Yeh Duniya Gum to deti hai sharike Gum nahi hoti Kisike Door Jane se Muhabat Kam Nahi Hoti
Dosti ki mahek Ishq se Kam Nahi Hoti Ishq pe hi Zindagi khatam nahi hoti Agar saath ho Zindagi me Ache Dosto Ka Zindagi Kisi Jannat se Kam Nahi Hoti
193
« on: July 08, 2009, 12:58:55 AM »
Khushi Ki Meri Bhi Aarzoo Thi Lekin, Muqaddar Ko Mere Ye Manjoor Na Tha.
Ilzaam Us Bedard Pe Lagayein Bhi To Kaise, Uska Bhi Koi Kusoor Na Tha.
Ruk Gaye Kadam Raah -E-Ulfat Mein Jane Kyon, Apni Manzil Se Mai Zara Bhi Door Na Tha.
194
« on: July 08, 2009, 12:58:04 AM »
Bahot Koshish Ki Magar Na Bhula Paaya Main Tujhko, Yaad Tumhari Satati Rahi, Chaen Bhi Na Aaya Mujhko, Sote Waqt Bhi Chehra Saamne Nazar Aaye, Kya Mil-Jayega Mujhko Pyar Mera, Bas Yahee Sochte Sochte Raat Guzar Jaye.
195
« on: July 08, 2009, 12:56:49 AM »
Har Inkaar Tere Ikraar Se Aacha Hoga Mera Har Din Teri Us Raat Se Aacha Hoga Na Ho Yakin To Jhaak Lena Apni Doli Se Mera Janaza Teri Baarat Se Aacha Hoga
196
« on: July 08, 2009, 12:56:09 AM »
Pher lete hain nazar, dil se bhula dete hain Kya yun hi log wafaon ka sila dete hain Wada kiya tha phir bhi na aaye mazar par Humne to jaan di thi isi aitbaar par
197
« on: July 07, 2009, 12:54:11 PM »
Socha na thaa teri ulfat mey aisee thokar khaayenge Pyar kee duniya mey saans lene sey pahle hi mar jaayenge Ab pataa chala ke Ishq ek Khel hai koi jasbaat nahi Aur kitney dil yaha jeete aur haarey jaayenge Chahta tau hu magar aasaan nahi tuje bhoolna teri yaadon ke sahare yuhi din kat tey jaayenge
198
« on: July 07, 2009, 12:53:37 PM »
Pher lete hain nazar, dil se bhula dete hain Kya yun hi log wafaon ka sila dete hain Wada kiya tha phir bhi na aaye mazar par Humne to jaan di thi isi aitbaar par Kyon bhula diya humein, kyon dil se gira diya Hum to yun hi mare huye the, aap ke inkaar par
199
« on: July 07, 2009, 12:50:54 PM »
Unka waada hai ki vo laut ayenge issi umeed par hum jiye jayenge yeh intezaar bhi unhi ki tarah pyaara hai kar rahe the, kar rahe hai or kiye jayenge.
200
« on: July 07, 2009, 12:49:55 PM »
Dua karte hai hum KHUDA se, Dua karte hai hum KHUDA se, Aye KHUDA humara pyara apni manzil paye, Uski raho me andhera aaye… Toh roshni ke liye hame jalaye
Yaadon ki dhoond mein teri parchai si lagti hai, Sannate me gunjati koi sahnai si lagti hai, Tum ho to apnapan hai, Warna seene mein saanse bhi parai si lagti hai..!!
Kabhi yun bh aa mere aankh mein Ki meri nazar ko khabar na ho Mujhe ek raat nawaz de Magar uske baad sahar na ho
Pages: 1 ... 5 6 7 8 9 [10] 11 12
|