This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Topics - JaGgJeEt
Pages: 1 ... 4 5 6 7 8 [9] 10 11 12
161
« on: July 13, 2009, 01:50:43 PM »
Mohabbat Farz Jaisi Hai Nibhaana Seekh Jaoge
Dilo Pe Qarz Jaisi Hai Chukaana Seekh Jaoge
Labo Pe Phool Jaisi Hai Khilaana Seekh Jaoge
Nazar Mein Aag Jaisi Hai Lagaana Seekh Jaoge
Tum Tak Faasla Jo Hai Mitaana Seekh Jaoge
Kabhi Jo Dil Mein Aa Beithe Zamaana Bhool Jaoge
162
« on: July 13, 2009, 01:49:48 PM »
Benaam si khwahish chalakti hai unki sab baataon me.....
Nazar se hat ta hi nahi manjar unka lipatna raaton me.....
Takdeer dekhne ki zarurat mehsus hi nahi hui kabhi.....
Mere "NAAM" ki lakeer jo dekhi thi unke haathon me.....
163
« on: July 13, 2009, 01:48:30 PM »
KUCH LIKH NAHI PATE........ KUCH SUNA NAHI PATE....... HAAL-A-DIL JUBAN PAR LA NAHI PATE, WO UTAR GAYE HAIN DIL KI GAHRAION ME WO SAMAJH NAHI PATE... HAM SAMJHA NAHI PATE............... !
Faasley qurb ki pehchaan hua karte hain Besabab log pareshaan hua karte hain Yeh haqeeqat hai jahan toot kar chaha jaye Wahin bikharne ke imkaan hua karte hain
164
« on: July 10, 2009, 11:11:37 AM »
Yaad karte hai tumhe tanhai mein, dil dooba hai gamo ki gehrai mein, hume mat dhoondna duniya ki bhid mein, hum millenge tumhe tumhari parchaai mein.....
Badi asaani se dil lgaaye jaate hain par badi mushkil se waade nibhaye jaate hain le jaati hai mohabbat un raaho par jaha diye nahi dil jlaaye jaate hain
165
« on: July 10, 2009, 11:07:45 AM »
Pal pal kisi k khayal se rulati hai yeh yadein, zindagi ko aur bhi tanha kar jati hai yeh yadein, beshak zindagi veerani si lagti hai kisi k jane k baad, par kisi k paas hone ka ehsaas dilati hai yeh yaadein, mana k aankhon se barasta hai intezar kisi ka, hothon par phir bhi muskaan de jati hai yaadein….
166
« on: July 10, 2009, 11:05:25 AM »
ek muddat se thi aap ki talash dil ke har kone ko hai aap ki aash ye bahe bhu rahena chahti hai aapki baho ke paash aap hai to ye jhahan he warna hum to hai sirf ek zinda lash
UsKi yaadon mein, UsKi baaton mein Kahin Mera Ashk Jhilmilata Hoga Laakh Masroof Hoga Apne Kaamon mein Phir B Hamein Soch Kar Kabhi To Muskurata Hoga
167
« on: July 10, 2009, 11:03:53 AM »
Aasoo-on Ke Chalne Ki Aawaaz Nahi Hoti, Dil Ke Tootne Ki Aahat Nahi Hoti, Agar Hota Khuda Ko Har Dard Ka Ehsaas, To Usey Dard Dene Ki Aadat Nahi Hoti! =======================================
KitnA Pyaar Karte hain tumse Kaash TumkO bhi yeH ehsaaS ho JayE Magar AisA na Ho Ke Woh hosH mein tab Aaaye Jab HuM gehri neenD mein so JaayE
168
« on: July 10, 2009, 01:08:34 AM »
main ksi aor ka hon itna bta kr roya, wo mjy mehndi lgay hath dikha kr roya, umr bhr ki judai ka khyal aya tha shahid, wo mjy pas apny der tak bitha kr roya, khat,kitaben wo pyar k tuhfay, mohbat ki sub nishanain jala kr roya, tmhari de hoi sub chezeen utar le gyen, wo mjy saij pe sajy zevar dikha kr roya, ab k na sahi zror hashr men milen gay, yakja honay k dilsay dila kr roya, mjse ziada bichrnay ka ghum usy tha, wqte rukhst wo mjhy senay se lga kr roya
169
« on: July 10, 2009, 01:07:37 AM »
Kahen se tera Sath Le Aaon! Wasul ki Chaand Raat Le Aaon!
Baith Jaon Kisi Dourahy Per! Maang Kar tera Haath Le Aaon!
Kitni Sadiyoon K Baad Boloon Main! Labb pe Ek Teri hii Baat Le Aaon!
Apni Aankhoon Ki Band Galiyoon se! Aans`on Ki Baaraat Le Aaon!
Itni Pooja Karun K Main Ek din! Apni Zaat me Teri Zaat Le Aaon!
170
« on: July 10, 2009, 01:06:22 AM »
Koi lamha Teri yaad k bina nahi guzarta,
Mosam k badalne se yeh Dil nahi behalta,
Koi lamha Teri yaad k bina nahi guzarta,
Mosam k badalne se yeh Dil nahi behalta,
Muj se Tumhra rishta kya hai nahi maloom,
Bus Bin Tumhare yeh Dil nahi Dharakta."
171
« on: July 10, 2009, 01:03:48 AM »
Hamko kyon tumne bhula diya Dekhe hansi hontho pe Phir kyon itna rula diya
Jin hatho ka tha sahara Unhone hee duba diya Hamko chhod majdhaar Khud sahil pe gaya
Mere gum kee ye daasta Sunta hai zameen ashmma Ek na sune wahi Jiske liye jita hoon yahana
Hamko mila ye kya sila bhulyaa jinke liye sabko Unhone hee hamko kyon bhula diya
Dard hai dil main Ankho main anshoo mere Din ke ujale main ab bhee sapne dekhoon tere
Na hai ab koi manjil Mile na kohi raste Lagta hai jese ye jindgi Mili hame Gum ke waste
Bhula esa kyon diya Jee na paaye chahkar bhee Hum to tumko bhula na paayenge shayad ab to markar bhee
172
« on: July 09, 2009, 05:24:39 PM »
Bujhi shamaa bhi jal sakti hai, Toofan se kashti bhi nikal sakti hai, Ho k maayus youn na apnay iraday badal, Teri qismat kabhi bhi badal sakti hay
Lehar ko pyar tha kinary se, Par us ki shadi ho gaye sagar se, Kinary ki chahat lehar ko khench lati hay, Par badnaam na ho MOHABBAT is liye wo laut jaati hay
173
« on: July 09, 2009, 05:23:36 PM »
A dil Rona nehi hai kase samjhaoo ka rona nehi hai Rona wale ko yeh duniya Aur rolati hai A dil-e-masoom tu na ro bohat ro liya hai Ab tu na roo kyon kai yeh duniya Rona wale per hasti hai
ab to samajh ja A dil-e-masoom jo chala gaya hai wo lot kar ata nehi hai
har taraf tanhai hai har taraf andahra hai
du’a main bus maine us ko maanga hai wo bhi majhey na mila hai
phir bhi tum majh se kahte ho rona nehi hai es waqt puri duniya majh per has rahe hai
dil rona ko chah raha hai aur tum kahte ho rona nehi hai
joutha khwab dhekatee rahe tum majhey ab kio khwab nehi dhekna hai
yeh duniya dhoka se bhari hai majhey es duniya mein ab nehi rahna hai
har kio jate jate lambi umar ki dua dai jata hai du’a dai kar majhey apna fiyda ka liye estamal kar ka chala jata hai majhey zindagi se kio shikyaat nehi hai majhey to es zindagi nai sab kuch deya hai
shikyaat to bus apna naseeb se hai kyon ka sab kuch mil kar bhi koh gaya hai apni takqeer hi karab hai jo use hasil kar kai bhi kise aur ko dai deya hai
hum nai to khod apna hatho se Apni khud kabar bana li hai hum nai to apna dil ka hatho majboor ho kar apna paoo per khud kolhari mari hai
A dil tuna ab rona nehi hai bus ab rona nehi hai
174
« on: July 09, 2009, 05:22:51 PM »
Yaadain teri aaj phir aayi hain baar baar Pukara tumko aur phir roye hum zaar zaar
Chaandni raaton main hum tum mila karte the Yunhi pehron baithkar baatain kiya karte the Yaadon ka karb kar gaya aankhain ashkbaar Pukara tumko aur phir roye hum zaar zaar
Bulaayen kis tarah tumko, kahan tum kho gaye Jism tadapta hai yahan, rooh saath le gaye Tees uthti hai, aur utar jaati hai dil ke paar Pukara tumko aur phir roye hum zaar zaar
Ishq ko samjha ibaadat, kya yeh uski saza hai Zindagi bhi to nahin, phir kya yeh qaza hai Dil bekas aarzuon ka hai jeeta jaagta mazaar Pukara tumko aur phir roye hum zaar zaar
Yaadain teri aaj phir aayi hain baar baar Pukara tumko aur phir roye hum zaar zaar
175
« on: July 09, 2009, 05:22:00 PM »
Ae mohabbat tere anjam pe aaj rona aaya Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya, Yu to har sham umeedo main guzar jati thi Aaj kuch baat hai jo sham pe rona aaya, Kabhi takdeer ka matam kabhi duniya ka gila Jab ho zikar zamane main muhabbat ka Mujh ko apne pagal DIL-e-nadan par rona aaya
176
« on: July 09, 2009, 05:21:08 PM »
Ek dil walon ki BASTI thi.. Jahan CHAND or SURAJ rehte the... Kuch suraj man ka pagel tha... Kuch chand bhi shoakh chanchal tha... Basti basti phirte the... Har pal hanste rehte the... Phir ek din dono rooth gaye... or sare sapne toot gaye... Ab chand bhi us waqt ata he...Jab suraj so jata he... Badel sab se kehte hain..... Suraj ULJHA sa rehta he!!! Chand ke saath sitare hain... PAR SURAJ TANHA REHTA HE
177
« on: July 09, 2009, 05:19:48 PM »
Hazar Phool Kam Hai Ek Dulhan Saja Ney Key Liyea Do Char Phool Kafi Hai Ek Aarthi Par Chadaney Kay Liyea Hazar Khusiya Kam Hai Ek Gum Ko Bholaney Kay Liyea Ek Gum Kafi Hai Zindagi Bhar Rulaney Key Liyea......
178
« on: July 09, 2009, 05:18:50 PM »
Ek Thought Hai Hamari :-
Ki Dono Bina Marzi Honi Hai Ki Dono Zindagi ke Paar Le Jaati Hai Ki Dono Gamo Se Nizat Dilati Hai Ki DOno Khuda Ki Marzi Hai Ki DOno Insaan Ko Aati Hai
Lekin ........
Maut Babool Hai To Mohabbat Thandhi Chhaya Maut Zindagi Ka Khatma TO Mohabbat Zindagi Ki Shuruaat Maut Khuda Ki Marzi Hai To Mohabbat Khuda Ki Ibadat Aakhir Mein ............. Mohabbat Zindagi Aabad Kar deti Hai , Aur Maut Barbaad .
179
« on: July 09, 2009, 11:19:40 AM »
Zindagi Main Khuda Ke Baad Ho Tum Her Pal ,Her Jagah,Her Ghari, Yaad Ho Tum
Meri Zeesth Ka Hasil Ho Tum Meri Zaat Main Shamil Ho Tum
Tum Hi Roop,Tum Hi Darpan Tum Hi Jeewan Ka Sundarpan
Tum Hi Jeenay Ka Sahara Ho Tum Hi Sahil Ka Kinara Ho
Tum Hi Chahat Ka Asmaan Tum Hi Zakhmoon Ka Darmaan
Tum Hi Rooh Ka Karwaan Tum Hi Se Hai Zindagi Darakhshaan
Tum Hi Is Dil Ki Dharkan Ho Tum Hi Jeenay Ka Kaaran Ho
Tum Hi Dhoop,Tum Hi Chaaoon Tumhray Bin Main Reh Na Paaoon
Tum Hi Ratjagoon Ka Hasil Ho Tum Hi Raastoon Ki Manzil Ho
Tum Hi Ho Meri Raahguzar Tum Hi Mehboob,Tum Hi Hamsafar
180
« on: July 09, 2009, 11:17:51 AM »
Mil mil ke bicharrna mujhe accha nahi lagta Per tum ko bhi paane ka raasta nahi milta
Tere khaloos-e- Mohabbat pe aetbaar hai itna Siwa tere koi rishta sacha nahi lagta
Tu mera Pyaar meri zindagi mera sab kuch Bina tere yeh jeewan to mujhe accha nahi lagta
Bohat mushkil se milte hain kisi ko chahne wale Main jis ko chahta hoon woh mujhe hi nahi milta
Dil to kya Jaan bhi main us ko dedeta Woh ek baar apne Pyaar ka izhaar to karta
Pages: 1 ... 4 5 6 7 8 [9] 10 11 12
|