This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Messages - Ghandi_Sewa_Hajir_8
Pages: 1 ... 29 30 31 32 33 [34] 35 36 37 38 39 ... 97
661
« on: February 05, 2008, 01:08:04 AM »
Saza chahe kitni bhi ho, Mohabbat se kam nehin, Saza chahe kitni bhi ho, Mohabbat se kam nehin, Kisi ko Mehboob milta hai to kisi ko Baddua tak nehin
662
« on: February 05, 2008, 01:05:09 AM »
wo kaisa shakhs hai k her roz saza deta hay phir hansata hay wo itna k bhula deta hay
kabi jo ro day to mujko b bhool jata hay aur phir bhool k mujko b rula dayta hay
us say poochon k bata kis say muhabat hay tumhai? Naam sargoshi main mera he suna dayta hay
khud he kehta hai na dohraon purani yadain main na dohraon to phir khud he suna deta hay
khud he likhta hai k jazbat main halchal na karo, aur phir khud he naye aag laga deta hay
663
« on: February 05, 2008, 01:02:40 AM »
Tumhari yaadon ko seene se laga rakha hai Andhere dil mein ek chiraag jala rakha hai
Jeene ki umeed jagi hai tumse mil kar Hamne sehra ko shabnam se saja rakha hai
Tumhare intezaar mein khuli hai kab se aankhein Hamne raahon par palkon ko bicha rakha hai
Har lamha unki yaad mein tadpata hai dil Dard e-dil ka hamne naam dawa rakha hai
Unko bhi nahin maloom kitna chahte hai ham unhe Pyar mein unke hamne khud ko bhula rakha hai
Zindagi hai jab tak sirf unhe hi chahenge Dil mein hamne yeh raaz chuupa rakha hai
664
« on: February 05, 2008, 01:00:02 AM »
Kabi Khood hi Mere paas aa, Meri Baat sun Mera Saath de
Jo Khalish hai Dil se Nikal ker, Mujhe Uljhano se Nijaat de
Tujhe Sochna Mera Mashghala, Tujhe Dekhna Meri Aarzoo
Mujhe Dil de apne Khayal ka, Mujhe Karb ki ek Raat de
Meri Zindagi Mere saath chal, Mere Haath mai apna Haath de
Mujhe Ghum b Khushi se Qabool hai, Jo Tu agar Mera Saath de
665
« on: February 05, 2008, 12:57:55 AM »
main kitna chAhta hooN, ye kaise bataoon tumheiN... main kitna chAhta hooN, ye kaise bataoon tumheiN... dar hai us khuda ka nahi to poojta tumheiN...!!!
666
« on: February 05, 2008, 12:55:36 AM »
bikhri bikhri zulfein teri paseena maathe per hai sach to yeh hai tum gusse me aur bhi pyaare lagte ho rahein takna tare gin na Anas kaam hamara hai aaj magar kia baat hai tum bhi jaage jaage lagte ho
667
« on: February 05, 2008, 12:53:28 AM »
kash hum apke mobile no. hote , har waqt aapko yaad to rahte, bhale aap hume badal dete , par humse bichadane ki khabar bhi aap sabko dete
668
« on: February 05, 2008, 12:50:50 AM »
Unko pyar karne ka hisab na aayega, Meri kisi bhi baat ka jawab na aayega... Hum to jagte rahenge unke hi khayaalon me, Aur unko so kar bhi hamara khawab na aayega...
669
« on: February 04, 2008, 11:50:11 PM »
670
« on: February 04, 2008, 10:54:39 PM »
ssa nd welcome rabb:)
671
« on: February 04, 2008, 05:19:24 PM »
Unko pyar karne ka hisab na aayega, Meri kisi bhi baat ka jawab na aayega... Hum to jagte rahenge unke hi khayaalon me, Aur unko so kar bhi hamara khawab na aayega...
672
« on: February 04, 2008, 05:13:02 PM »
sharma main gayee ghabra main gayee socha jo tujhe masti si chaa gayee lab par jo aaya naam tera... har rom khil utha hai mera..!!
673
« on: February 04, 2008, 05:10:45 PM »
Dosti ka pahala Paigam aapke naa, Zindagi ki Aakhri saans aapke naam, Rahe Salamat yeh dosti hamari, dosti Salamat rakhna aapka kaam
674
« on: February 04, 2008, 05:08:38 PM »
Hum to jaise hain waise hi rahenge, Inn hawaon me inn fizaon me TUMHE hi dhundenge, Tum to khoye honge kahin duniya ki bheed me kya pata, Hamesha iss DIL me TUMHE chhupaye rakhenge
675
« on: February 04, 2008, 03:40:10 PM »
Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa, Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga, Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost, Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga
676
« on: February 04, 2008, 03:38:24 PM »
Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa, Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga, Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost, Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga
677
« on: February 04, 2008, 03:36:23 PM »
Phulo ki har kali khushboo de aapko Suraj ki har kiran raushni de aapko Hum to dene ke kuch kabil nahin Magar denewale har khushi de aapko
678
« on: February 04, 2008, 03:33:35 PM »
Woh to khusbu hai, hawaon main bikhar jaiga Masla phool ka hai , phool kidher jaiga...... Hum to samjhe thay ke ek zakham hai bhar jaiga Kya khaber thi ke rug-e-jaan mein utar jaiga [/color][/size][/font]
679
« on: February 04, 2008, 03:31:22 PM »
Woh to khusbu hai, hawaon main bikhar jaiga Masla phool ka hai , phool kidher jaiga...... Hum to samjhe thay ke ek zakham hai bhar jaiga Kya khaber thi ke rug-e-jaan mein utar jaiga
680
« on: February 04, 2008, 03:28:08 PM »
Har Khushi Kam Hai Tere Gham Bhulane Ke Leye Ek Tere Gham Kafi Hai Mujhe Umre Bhar Rulane Ke Leyee
Pages: 1 ... 29 30 31 32 33 [34] 35 36 37 38 39 ... 97
|