November 23, 2024, 07:30:43 PM

Show Posts

This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.


Messages - Ghandi_Sewa_Hajir_8

Pages: 1 ... 20 21 22 23 24 [25] 26 27 28 29 30 ... 97
481
Shayari / Re: de rabba mainu saah ik hor
« on: February 09, 2008, 02:43:16 AM »
me no khuni kudi lolz hayo raba ah be din dakhna c is to phala chuk kyon ne laya hih hih hih hih hih hih

Tere akhlas se mohabbat ki hai


Tere Ehsaas se mohabbat ki hai


Tu mere paas nahi hai phir bhi


Teri yaad se mohabbat ki hai


Main tum Ko kis tarah bhool sakti hoon


Main ne tere osaaf se mohabbat ki hai


Kabhi to tune bhi mujhe yaad kiya ho ga


Main ne un lamhat se mohabat ki hai


Jin main ho sirf teri aur meri baate


Main ne un Auqaat se mohabbat ki hai


Aur jo mehakte ho sirf teri hi mohabbat se


Main ne un jazbaat se mohabbat ki hai


tujh se milna to ab khwaab sa lagta hai


main ne tere intezar se mohabbat ki hai

482
Fun Time / Re: sawal jawab agla sawal
« on: February 08, 2008, 11:18:30 PM »
yah u stop laughin but u start crackin lmfao hih hih hih hih hih

483
Shayari / Re: Saccia galla.....
« on: February 08, 2008, 11:16:13 PM »
Mere dilki har dharkan tumhare liye hai,

Meri har muskurahat tumhari nadaani ke liye hai,

Tumhari har ada mere dilko churane ke liye hai,

Abh to meri zindagi tumhare intezaar ke liye hai...

484
Shayari / Re: Tanhai meri mehfil......
« on: February 08, 2008, 10:56:38 PM »
 Balle; Balle; jotti kamal kar ta bhot sohna likhya keep it up

Dil mein yaadon ki tarha

Aakhon mein aasu ki tarha

Dil mein yaadon ki tarha

Aakhon mein aasu ki tarha

......., tum mere paas ho

Phoolon mein khusbhu ki tarha"
[/b]

485
Shayari / Re: Tumse milke
« on: February 08, 2008, 10:52:09 PM »
Main Mohabbat hoon Mohabbat karke dekh
Main Mohabbat na doon to kehna

Main Muskurahat hoon mujhe hansa ker dekh
Na sajoon tere honton per to kehna

Main Khushboo hoon mujhe mehsoos karke dekh
Na mehkoon teri zindagi main to kehna

Main Dil hoon mujhe sun ker dekh
Na Dharkoon tere Dil main to kehna

Main Phool hoon mujhe laga ker dekh
Na mehkoon din raat to kehna

Main Mohabbat hoon mujhe apna karke dekh
Na banoo main teriiiiiii to kehna

486
Shayari / Re: PIND
« on: February 08, 2008, 10:48:27 PM »
Mat Muskurao itna

ke phoolon ko khabar lag jaye,

Ke kare woh tumhari tareef,

Aur tumhe nazar lag jaye.

487
Shayari / Re: Yaarian nahin laa hundiyan
« on: February 08, 2008, 10:46:44 PM »
Na koi kisi se door hota hai,
Na koi kisi se kareeb hota hai,
Pyaar khud chal kar aata hai,
Jab koi kisi ke naseeb mein hota hai ..........

488
Shayari / Re: Vakhre subha...
« on: February 08, 2008, 10:15:48 PM »
01 kamal kar ta bhut badiya likhya keep it up


Aapko miss karna roz ki baat ho gayi,
yaad karna aadat ki baat ho gayi,
aapse door rahna kismat ki baat ho gayi,
magar aapko bhulna apne bas ke bahar ki baat ho gayi![/
center]

489
Shayari / Re: Mera bas chale..........
« on: February 08, 2008, 04:38:11 PM »
Tute khawbao ko phir sajana aata hai,
Ruthe dil ko manana aata hai...
Aap hamare gum ko dekhkar pareshaan na ho,
Humein to dard mein bhi muskarana aata hai...

490
Shayari / Re: NAHI PATE!!!!!!!!
« on: February 08, 2008, 04:35:02 PM »
Bohut door hai hamare ghar se tumhare ghar ka kinara,

par hum hawa ke har jhoke se pooch lete hai kya haal hai tumhara ...

491
Shayari / Re: SIRF USKI KHATIR
« on: February 08, 2008, 04:32:40 PM »
woh lamha kon sa tha jab ham aap se mile...

zindagi ke us mod pe aap hamare dil main utar gaye..

meri khushi main, mere gam main,

meri udasi main, meri masti main,

mere gusse main...

mere zindagi ke har mod pe...

maine aap ka haath mere haatho main paya...

aapne kabhi akelepan ka ehsaas hone nahi diya...

...shayad ise hi pyaar kehte hain...

ab bas ek hi aarzoo hain...

aakhiri waqt main aur koi pas ho na ho

bas aapka saath ho...

to jate waqt hame koi taqleef na ho...

492
Shayari / Re: USIKO
« on: February 08, 2008, 04:29:58 PM »
Is kadar intezaar karna padega aapka,
pata na tha
Is kadar bekarar hona padega,
pata na tha
Is kadar yaad aayegi aapki,
pata na tha
Is kadar yaad aayegi aapki,
pata na tha
pata hai aapko ?
kyon bekrar ho jaata hun mai bin tumhare
pata hai aapko ?
Kyon yaad aati hai aapki har pal
pata hai aapko ?
Ye dooriya ab sahi jaati nahi
chale aao,ab chale aao...

493
Shayari / Re: mar ke sanu bekasoor ho gaye
« on: February 08, 2008, 04:27:47 PM »
Na karta shikayat zamane se koi,
Agar maan jata manane se koi,
Kyu yaad karta kisi ko koi,
Agar bhool jata bhulane se koi ...

494
Mera Sara Honar Shayad Tera He Marhoon-E-Minnet Tha, Ya Haste Teray Nenoon Ke Mastee Main Doob Jaty the, Koi Machlee Jo Panee Main Kabhe Dubke Lagaty the, Ajab Ek Sansanee Saray Badan Main Phaal Jaty The

495
Shayari / Re: GAL MUKDIII HAI..............
« on: February 08, 2008, 04:22:16 PM »
Maine dil ko lakh samjhaya ke
aye-dil unko yaad karna chod de,
par dil ke har kone se awaz aayi,
yahan to har sans me woh basa hai,
to kya SANS lena chod de?

496
Shayari / Re: JE HO SAKEY TA KUJJ APNA LIKH...
« on: February 08, 2008, 04:18:53 PM »
Dil se tera khayal na jaye to kya karun

Tu hi bata tu yaad aaye to mein kya karun

Hasrat to yeh hai ki ek nazar tujhe dekh ***

Magar kismat wo lamhe na laye to mein kya karun.

497
Shayari / Re: sohni!!!!!!!!!!!!!!
« on: February 08, 2008, 04:17:07 PM »
Na mile kisi ka saath to hume yaad karna,
Tanhayi me mehsus hume karna
khushiya baatne ko tum dost hazaar rakhna,
gam batna ho to hume yaad rakhna…

498
Is sham ki tanhai se,

Dard ki gehrai se,

Ye dil kuchh baat kar raha hai,

Zara samjho in fizaon ki chubhan ko,

Aaj phir tumhe koi yaad kar raha hai

499
Shayari / Re: baat kuchh to jaroor hai ......................
« on: February 08, 2008, 04:09:59 PM »
2 long  w39: w39:

Lahrayi Hui Zulfo ki Rahgir to dekho
Dil jis me Qaid hai wo Zanzeer to dekho
Phir mujhe shaukh se kah lena Deewana Yaaro
Pehle Meri Mehboob ki Tasweer to Dekho!!

500
Hum to sirf aapki baat kiya karte hain,

har dhadkan pe aapka naam liya karte hain,

aap ho hume apni jaan se bhi pyare,

tabhi to waqt bewaqt yaad kiya karte hain

Pages: 1 ... 20 21 22 23 24 [25] 26 27 28 29 30 ... 97