This section allows you to view all posts made by this member. Note that you can only see posts made in areas you currently have access to.
Topics - kanhajangra
Pages: [1]
1
« on: February 01, 2009, 06:23:53 AM »
HER BAAT KA MATLAB INKAAR NAHI HOTA HER JAGAH PE BAITHNA INTJAAR NAHI HOTA YU TO NAJREIN MILTI HAIN HAZAARO SE PER HER NAJER KA MILNA PYAR NAHI HOTA
2
« on: February 01, 2009, 06:11:50 AM »
HUM TO TUJHE BHOOL CHUKE THE LEKIN NA JAANE KYU LOG TERI YAAD DILANE AA GAYE YE KYA KAM HAI TERI GALI MAIN HUM TERE DEEDAR KI KHATIR KISI AUR SE MILNE KE BAHANE AA GAYE
NAA KERTA SHIKAYAT JAMANE SE KOI AGER MAAN JATA MNANE SE KOI KISI KO KYU YAAD KERTA KOI AGER BHUL JATA BHULANE SE
KAASH WADO KA MATLAB TUM SAMJHTE KAASH KHAMOSI KA MATLAB TUM SAMJHTE NAJER TO MILTI HAI HAJARO NAJRO SE KAASH MERI NAJRO KA MATLAB TUM SAMJHTE
KEHTE HAI KI GHUM BTANE SE HOTA HAI KM AISA HI KABHI MAANTE THE HUM TERE PYAR KI NISHANI TERA GHUM HI TO HAI MERE PASS WO BHI KISI KO BTA DIYA TO KYA RHEGA MERE PASS
KARIB RAHNE WALO KI CHAH TO HUME BHI THI PER NA JANE KYU FAASLE HI DERMIYA AAYE MARZ KI DAWA TO HUM BHI LE LETE PER NA JANE KYU ZAKHAM HI NAJER NA AAYE
UNHE CHAHNA HAMARI KAMJORI HAI UNHE KEH NAHI PANA HMARI MAJBURI HAI WO KYU NAHI SAMJHTE HMARI KHAMOSIYO KO KYA PYAR MAIN IZHAAR JARURI HAI
AANKHO MAIN AANSU AA JATE HAIN PHIR BHI MUSKURANA PDTA HAI YE MOHABBAT BHI KYA CHIJ HAI YAARO JISSE KERTE HAIN USSI SE CHHUPANA PDTA HAI
KUCH NA KISI SE BOLENGE, TANHAAI MAIN CHUPKE CHUPKE RO LENGE KHUD HONGE RUSVA LEKIN BHAID NA TERE KHOLENGE JEEVAN ZAHER BHARA SAAGER, KAB TK AMRIT GHOLENGE NIND TO KYA AAYEGI"KRISHAN", MAUT AAI TO SO LENGE
3
« on: February 01, 2009, 05:23:33 AM »
Yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke sath, Phir bhi koi kami si hai kyun jindgi ke sath.
Rishte wafaein dosti sab kuch to pass hai, Kya baat hai pata nahi, dil kyun udass hai, Har lamha hai haseen, nayi dilkashi ke sath Phir bhi koi kami si hai kyun jindgi ke sath.
Chahat bhi hai sukun bhi hai, dilbari bhi hai, Aankhon mein khawab bhi hai, labon par hasin bhihai Dil ko nahi hai koi shikayat , kisi ke sath Phir bhi koi kami si hai kyun jindgi ke sath.
Yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke sath, Phir bhi koi kami si hai kyun jindgi ke sath.
Socha tha jaisa waisa hi jivan to hai magar, ab aur kis talash mein bechain hia nazar, Kudrat bhi meharbaan hai dariyadillli ke sath, Fhir bhi koi kami si hai kyun jindgi ke sath.
Yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke sath, Fhir bhi koi kami si hai kyun jindgi ke sath.
4
« on: February 01, 2009, 05:04:10 AM »
KOI DEEWANA KEHTA HAI KOI PAGAL SAMJHTA HAI MAGER DHARTI KI BAICHANI TO BUS BADAL SAMJHTA HAI MAIN TUJHSE DOOR KAISA HU TU MUJHSE DOOR KASI HAI YE TERA DIL SAMJHTA HAI YA MERA DIL SAMJHTA HAI
MOHHABAT EK EHSASO KI PAWAN SI KAHANI HAI KABHI KABIRA DIWANA THA KABHI MEERA DIWANI HAI YAHA SAB LOG KEHTE HAIN MERI AANKHO MAIN AANSU HAI JO TU SAMJHE TO MOTI HAI JO NA SAMJHE TO PANI HAI
SAMANDER PEER KA ANDER HAI LEKIN RO NAHI SAKTA YE AANSU PYAR KA MOTI HAI ISKO KHO NAHI SAKTA MERI CHAHAT KO DULHAN TU BANA LENA MAGER SUN LE JO MERA HO NAHI PAYA WO TERA HO NAHI SAKTA
BHERMER KOI KUMUDNI PER MACHEL BAITHA TO HUNGAMA HMARE DIL MAIN KOI KHAWAB PAL BAITHA TO HUNGAMA ABHI TAK DOOB KE SUNTE THE SAB KISSA MOHABBAT KA MAIN KISSE KO HAKIKAT MAIN BADAL BAITHA TO HUNGAMA
5
« on: February 01, 2009, 04:17:47 AM »
Samajh Gaya Hoon Arth Sache Pyaar Ka, Aao Samjha Doon Tumhe Bhi Sachche Pyar Ko Aaj….
Dhadkta Hai Dil Dekh Jise,Jor-jor Se Pahli Bar… Sanse Thamne Lagti Hai, Aur Zuba Lagti Hai Ladkhadane Jab, Dil Pana Chahta Ha Unhe ,Apnana Chahta Hai Unhe Bar-bar .... Yahi Jazba, Yahi Kissa Hai Pyaar ….
Gar Unhe Aata Hai Mazaa Satane Mein Hi, Tum Bhi Sah Lena Unke Sitam .... Uff Bhi Na Nikle Jab Zuba Se Teri , Samajh Lena â€Sachcha Pyaar†Hai Yahi ....
Dekh Kar Khush Unko , Milti Hai Khushi, Dekhkar Gam Unke Mann Ho Jata Hai Dukhi.... Bhar Aate Hai Aankh, Unke Yaadon Se Jab Hi, Jaan Lo “Sachcha Pyaar†Hai Yahi ....
Lootaana Chahti Hai Unpe Hi Sari Khushi, Dekhna Chahti Hai Hoton Per Unke Sirf Hansee.... Chahe Zindagi Ho Jjye Teri Bezaar Hi Sahi, Samajhna †Sachcha Pyaar†Hai Yahi ......
Jee Chahta Hai Jab Phool Bichha Doon Rahoon Mein Unke , Been Loon Kanton Ko Raho Se Unke … Mar Bhi Jaaoo To Gum Nahin, Pehchaan Lo "Sachcha Pyaar" Hai Yahi ….
Hokar Kareeb Unke Jab Door Rahna Ho Majboori, Paa Lena Hi Unhe, Ye Baat Nahi Hai Jaroori …. Khokar Bhi Unhe De Do Saari Khushi, Mai Kehta Hoon â€Sachha Pyaar†Hai Yahi ....
Aasaan Hai Samjhaana Pyaar Ko Per Mushkil Hai , Isse Samajh Paana… Dube Bina, Pyaar Mein ....
6
« on: January 30, 2009, 05:54:03 AM »
ISHQ KER DETA HAI BEKRAR BHER DETA HAI PATTHER KE DIL MAIN BHI PYAR HER EK KO NAHI MILTI JINDAGI MAIN YE BAHAAR KYUNKI ISHQ KA DUSRA NAAM HAI INTJAAR
CHUP HOTHO KI JUBA YE AANSU HOTE HAIN JO CHUP RAHTE HAIN FIR BHI BAHTE HAIN AUR IN AANSUO KI KISMAT TO DEKHIYE YE UNKE LIYE HI BAHTE HAIN JO IN AANKHO MAIN HI RAHTE HAIN
APNI TO MOHBBAT KI BUS ITNI SI KAHANI HAI TOOTI HUI KASHTI OR THEHRA HUA PANI HAI EK PHOOL KITAB MAIN DUM TOD CHUKA HAI KUCH YAAD NAHI AATA YE KISKI NISHANI HAI
WAQT KE IS MOD PER YE KAISA WAQT AAYA ZAKHAM HER EK IS DIL KA JUBA PER AAYA NAHI ROYE THE JO KABHI KANTO KI CHUBHAN SE USE AAJ PHULO KI KHUSBU NE BHI RULAYA
VISHVAS BANKE LOG JINDAGI MAIN AATE HAI KHWAB BANKE AANKHO MAIN SAMA JATE HAIN PHLE YAKIN DILATE HAIN KI WO HMARE HAI AUR PHIR NA JANE KYU JUDA HO JATE HAIN
HER EK MUSKURAHAT MUSKAN NAHI HOTI NAFRAT HO YA MOHABBAT AASAN NAHI HOTI AANSU GUM KE OR KHUSI KE EK JAISE HOTE HAIN INKI PEHCHAAN AASAN NAHI HOTI
GUM KE SAAGAR MAIN TINKE KHUSIYO KE DHUNDH RAHA HU MAIN JINA CHAHTA HU PHIR BHI YARO DUB RAHA HU
JAB JAB MUJHE TUMSE MINE KI UMMID AAI MERE PAIRO MAIN PADI EK ZANJEER NAJAR AAI JAB JAB AANSU GIRE AANKHO SE TERI YAAD MAIN IN AANSUO MAIN MUJHE TERI TASVEER NAJAR AAI
JIN AANKHO MAIN AAPKI TASVEER BASI THI UNHE AAJ AAPKE LIYE BARSTE DEKHA HAI KABHI AAPKE SATH HER PAL GUJARTE THE AAJ KHUD KO UN PALON KE LIYE TERSTE DEKHA HAI
JO NAJAR SE GUZER JAYA KERTE HAIN WO SITARE AKSAR TOOT JAYA KERTE HAIN KUCH LOG DARD KO BAYAAN NAHI KERTE BUS CHUP CHAP AKELE MAIN BIKHER JAYA KERTE HAIN
HER KHAMOSI KA MATLAB INKAAR NAHI HOTA HER NAKAMYABI KA MATLAB HAAR NAHI HOTA TO KYA HUA AGER HUM TUMHE PAA NA SAKE SIRF PANE KA MATLAB TO PYAR NAHI HOTA
PASS AAKER SABHI DOOR CHALE JATE HAIN HUM AKELE THE AKELE HI RH JATE HAIN IS DIL KA DARD KISKO DIKHAYE MERHUM LGANE WALE HI ZAKHAM NAYA DE JATE HAIN
RAT GAI TARE CHALE GAYE GAIRO SE KYA GILA JAB HMARE CHALE GAYE HUM JEET SAKTE THE HER BAZI BUS KUCH APNO KO JITANE KE LIYE HUM HARE CHALE GAYE
DARD MAIN KOI MOSAM PYARA NAHI HOTA DIL HO PYAASA TO PANI SE GUJARA NAHI HOTA KOI DEKHE TO HMARI BEBASI HUM TO SABHI KE HO JATE HAIN PER KOI HMARA NAHI HOTA
THUKRA KE USNE MUJHKO KAHA KI MUSKURAO MAIN MUSKURA DIYA AAKHIR SAWAAL USKI KHUSI KA THA MAINE KHOYA WO JO MERA THA HI NAHI PER USNE KHOYA WO JO SIRF USI KA THA
HUME BHI PYAR KERNE KA KHYAL AAYA JAB BHI YE KHYAL AAYA KHUS KO AKELA HI PAYA DHOONDHTE RAHE IS DUNIYA MAIN HUMSAFAR KISI KO DHOKHEBAAJ TO KISI KO BEWAFA PAYA
MUJHKO RULA KE DIL USKA BHI ROYA HOGA CHEHRA AANSUO SE USNE BHI DHOYA HOGA AGER NA KIYA HASIL KUCH HUMNE PYAR MAIN KUCH NA KUCH TO USNE BHI KHOYA HOGA
HAALAT SE PYAR KI SAZA MIL GAI DEKHTE HI DEKHTE JINDAGI BADAL GAI PYASI NIGAHE LIYE KHADE THE HUM UNKE INTJAR MAIN UNHONE HUME DEKHA AUR UNKI RAHE BADAL GAI
EK DIL MERE DIL KO ZAKHAM DE GAYA ZINDAGI BHER JINE KI KASAM DE GAYA LAKHO MAIN SE EK PHOOL CHUNA THA HUMNE JO KANTO SE BHI GHRI CHUBHAN DE GAYA
REPLY OR SAY THANKS IF YOU LIKE MY POST
7
« on: January 30, 2009, 05:48:32 AM »
HI TO ALL USERS
BIN TERE DIL KA NAGER VIRAN REHTA HAI, BICHAD KE TUJH SE HER RASTA SUNSAN REHTA HAI, WO TUJHE TUJH SE BHI JYADA CHAHTA HAI, JO TERE SAMNE AKSAR ANJAN REHTA HAI
PHIR STAO GR STANE MAIN MJA AATA HAI ROOTH JAO KI MNANE MAIN MJA AATA HAI APNA KEH DENA KISI KO BADI BAT NAHI HAI APNA KEH KE NIBHANE MAIN MJA AATA HAI
ZINDAGI MAIN KUCH LMHE KHAS BAN GAYE MIL GAYE TO MULAKAT BAN GAYE BICHDE TO YAAD BAN GAYE OR JO DIL SE NA GAYE WO AAP BAN GAYE
AISA NAHI HAI KI AAP YAAD NAHI AATE BAAT SIRF ITNI HAI KI HUM BTATE NAHI DOSTI AAPKI ANMOL HAI HMARE LIYE SMJHTE HO AAP ISLIYE HUM SMJHATE NAHI
TUM KHAFA HO GAYE TO KOI KHUSI NA RAHEGI TERE BINA CHIRAGO MAIN ROSHNI NA RHEGI KYA KAHE KYA GUJREGI DIL PER ZINDA TO RHENGE PER ZINDAGI NA RHEGI
NAZREIN MILAKER HUMSE NAJAREIN CHURA NA LENA DOST BNAKER HUMSE HATH CHHUDA NA LENA MANA KI BHOT DUR HAI TUMSE IS BAT KA BHANA BANA KER BHULA NA DENA
HUM YAAD RAHE TO THIK HAI VERNA BHULA DENA HO KOI KHATA HUMSE TO SAJA DENA WAISE TO HUM HAI GILE KAGAJ KI MANIND LIKHA JAYE TO THIK VERNA JALA DENA
KUCH IS TARAH WO HUMSE DUR JA RAHE HAIN MILO TAK NA HUMKO NAJAR AA RAHE HAIN EK MUDDAT SE AAWAJ BHI NAHI SUNI UNKI MAJBURI HAI KOI YA WO HUMKO BHULA RAHE HAIN
HUM TO HER BAT KHUDA PER CHHOD DETE HAIN TOOTE NA DIL KISI KA APNA TOD LETE HAIN MAIN BHI INSAN HU PATTHER TO NAHI JO LOG HER TUFAN KO MERI TARAF MOD DETE HAIN
REPLY OR SAY THANKS IF YOU LIKE MY POST
8
« on: January 30, 2009, 05:45:49 AM »
Ab toh gham sehne ki aadat si hogayi hai raat ko chhup chhup rone ki aadat si hogayi hai tu Bewafa hai....khel mere dil se ji bhar ke hamein toh ab chot khaane ki aadat si hogayi hai
Jaan kar bhi woh Mujhe jaan na paaye, Aaj tak woh Mujhe pehchaan na paaye, Khud hi kar li bewafai humne, taaki unpar koi ilzaam na aaye.
Teri nazron se peene ka maza hi kuch aur hai tujhe dekh dekh A jeene ka maza hi kuch aur hai kar Bewafaayi mere saath tu....hum shikva nahin karenge Bas....tujhse wafa karne ka maza hi kuch aur hai....
Jante hai ki bewafa hai wo, Fir bhi dil ko fareb khate hai, Roz khete hai ki bhool jaaenge usko, Roz isi baahne ko bhool jaate hai.
Tumse rishta tod bhi nahin sakte aur jod bhi nahin sakte tu Bewafa hai yeh soch ke tumse muh mod bhi nahin sakte beshaq tu kisi aur ke haathon ki lakeeron mein hi sahi yeh soch ke hum tumse milne ki aas chhod bhi nahin sakte
Har phool ki ajab kahani hai, Chup rehna bhi pyar ki nishani hai, Kahi koi zakhm nahi phir bhi kyu yeh ehsas hai, Lagta hai dil ka ek tukda aj bhi us ke paas hai.
Har raahi ko mann chaha mukaam nahi milta, Jisko jee bhar pyaar kar sake wo insaan nahi milta, Aasma k sitaro ki tarah hamare armaan bhi bikhrte rehte hai, Jo apne dil mein hamein jagah de sake wo meharbaan nahi milta
Pages: [1]
|