November 22, 2024, 01:43:12 AM
collapse

Author Topic: End of Dreams  (Read 2642 times)

Offline Nadaan

  • Choocha/Choochi
  • Like
  • -Given: 4
  • -Receive: 1
  • Posts: 21
  • Tohar: 1
  • Gender: Male
  • Takdeeran sab diyan aapo aapnian , Par sadian da
    • View Profile
    • http://www.orkut.co.in/Main#Profile.aspx?uid=9815515702265382529
End of Dreams
« on: August 23, 2009, 01:30:23 PM »
relationship status:  single

birthday: 15 August

age: 25

languages I speak: Punjabi, Hindi, English (US)

here for: friends, activity partners, dating (men & women)

about me:

ppl laugh bcoz I'm different..I laugh bcoz they all r d same..senstive...true..& know how to face d truth..& after all...in search of..???

Nadaan End of Dreams

ѕнαвα∂ ηαнι тαяєєƒ кσ αρηι ηα∂ααη,
тαмααм υмαя кιтαвση кα кαяσвααя кιуα

jo dekhta hoon wohi bolne ka aadi hoon,
main apne shehar ka sabse bada fasadi hoon

Milda ohi Nadaan jo muqadran ch likhia,
Main bada taqdeeran naal lad ke vekhia hai

Tamaam Umr Bhatkte Rahe Gulistanon mein,
Kisi ek bhi Phool mein Wafa ki Mehek nahi mili,
Hawas ke Naam Pe to Moonh khul Gaye Khazanon ke,
Wafa Ke Naam pe Maanga to Bheekh Tak Nahin Mili

Suna hai sharab har gam bhula deti hai lekin,
woh mujhe aur yaad aya jab samne jaam aaya,
Koun jaane kaisi gardish mein hai tera sitara Nadaan..
humein phir chalna para jab bhi rukne ka muqaam aaya

woh jo ishq tha junoon tha,
yeh jo hijar hai naseeb hai

ye wafa to un dino ki baat hai Nadaan,
jab insaan sache aur makaan kache hua karte the

Bhoole Hain Rafta Rafta unko Muddaton Mein Hum Nadaan,
ki Kishton Mein Khud-Khushi Ka Maza Humse Puchiye

Agar yakeen nahi aata to Aazmaye mujhe,
Woh aaina hai to phir aaina dikhaye muhje,
Ajb chiraag hoon Din Raat jalta rehta hoon,
Main thak gaya hoon hawa se kaho BUJHAYE mujhe

Jab bade bade iss jung mein haar gaye,
To koi qayar bane to kya tazoob hai,
Jab alfaazon ke ilawa koi saath na diya,
To hum Nadaan bane to kya tazoob hai !!

Haan chalak jaate hain 1 - 2 aansu lekin,
mera zarf mujhe khul kar rone nahi deta

Unki galiyoon se jab guzre to manzar ajeeb tha,
Dard tha magar woh dil ke kareeb tha,
Jise hum dhoondhte the apne hathon ki lakeeron mein,
Woh kisi doosre ki kismat, kisi aur ka naseeb tha !

dekhen ke ab umeed pe jaate hain kahan talak Nadaan,
unban si chal rahi hai khuda se kuch in dino !!

jee karda e Zindagi de 2 hi ghutt karan,
1 tere aoun te peevan te dooja tere jaan te bharan !

Aankho mein aansu bhi hai muskaan bhi,
Dhaagon mein gaanthe bhi hai sandhaan bhi,
Ye dil mein kaisee kasak hai,
Meri chaahat ajeeb bhi hai..Nadaan bhi

ansu ka koi rang nahi..darad ki koi zaat nahi,
dil toote to hass de Nadaan !! rone waali koi baat nahi !!

kisi ke vaste rahe kahan badalti hai Nadaan,
tum apne-aap ko badal sako to chalo..
yahi hai zindagi, kuch khuaab.. chand umeedein,
tum in khilono se behal sako to chalo !!

apne agaaz se aajtak ye zindagi,
teri hi yaad main gum rahi,
phir bhi jaane kyon yeh ihsaas hai,
jaise chahat meri kam rahi

Mujhe Gumaan Hai K Chaha Hai Buhat Zamane Ne Mujhe,
Main Azeez To Sab Ko Hoon Magar zaruraton Ki Tarah !!

Manzil safar mein thi, Qadam faaslon mein tha
Mein door tha zaroor, Magar raaston mein tha

umr-e-daraaz se maang ke laye the 4 din,
2 arzoo mein kat gaye, 2 intezaar mein!!

badan ke dono kinaron se jal raha hoon main,
ke choo raha hoon tujhe, aur pighal raha hoon main,
main khwaab dekh raha hoon k tu pukarta hai mujhe,
aur apne jism se bahar nikal raha hoon main!!

..Ye sirf sheyer nahi hain..ye chand sheyer hi poori zindagi aur meri soch bata rahe hain..!! main thak gaya hoon..ab ki baar baazi kuch yu saze ki koi aur Nadaan ke liye Nadaan bane..sab kuch yahan likh diya hai..isi liye koi bhi scrap/swaal na karna plz..kya yaar !! teri is rangeen duniya mein kabhi dil na laga paye..kaash jawaani ke pehle dino mein hi mar gaya hota...to sach mein hi ab tak koi sitara ban gaya hota..na jane woh kya log the..jab woh paas the tab bhi dil rota tha..aur ab jab woh door hain tab bhi dil udaas hai..pata nahi dil ko kis anjaan shey ki talash hai?ajeeb darad hai jo d

children: no

ethnicity: asian

religion: Religious humanism

humour: friendly

sexual orientation: straight

fashion: contemporary, natural

smoking: no

drinking: no

pets: I love my pet(s)

living: alone, with parents

hometown: bathinda,Talwandi Sabo

web page: http://www.orkut.co.in/Main#Profile.aspx?uid=9815515702265382529

passions:

Some words are best said when they are left    unsaid.....

"ਹੰਝੂ ਦੀ ਕਦਰ ਨਾ ਜਾਣੀ ਬੇਿਦਲ ਜਹਾਨ ਨੇ, ਟੁੱਿਟਆ ਜੇ ਮੇਰੇ ਅਰਸ਼ ਿਵੱਚੋਂ ਤਾਰਾ ਿਕਸੇ ਨੂੰ ਕੀ..!!***ਤੈਨੂੰ ਖ਼ਬਰ ਨਾ ਕੋਈ ਜਿਹਡ਼ੀ ਸਾਡੇ ਨਾਲ ਹੋਈ

Ab to mehfil se bhi hota nahi kuch gam ka ilaaj,
Pehle tanhai bhi gam bant liya kerti thi

hum pehnenge khud apna kafan apne hi haathon,
auron pe bharosa na kiya hai na karen ge

kuch yun bhi bad-hawaas hue log andhiyon mein,
jo pade khokhle the unhi se lipat gaye

sports:

Jise Barish ke paani mein baha kar Muskurate the,
Mujhe Kagaz ki woh Kishti zara phir se bana dena

activities:

Gam-e-Hiyaat Ne Wo Talkhiyan Bakhshi Hain Mujhe !,
Khushi Ka Waqt Bhi Aaya TO Muskra Na Saka !!

books:

Shabad nahi tareef ko apni Nadaan, Tamaam umar kitabon ka karobaar kiya !!!

Galat nahin key zamaney mein lajawaab hain hum.....
Samajh sakey na koi woh kitab hain hum

Apni to mohobbat ki itni si kahani hai,
tooti hui kashti tehra hua pani hai,
ek fool kitabon mein dam tor chuka hai,
magar kuch yaad nahi ata yeh kiski nishani hai

....chitta lahoo (first novel of my life ), pwitter paapi, how to win, khushwant singh, reading novels....specially true stories....Shiv Batalvi....etc

music:

Ek Pyar Ka Nagma Hai, Kade Kol Bitha Ke Puchange Kinj Wadhe Karke Bhull jayida, Sanu Kinna Tu Piyara Sada Rabb Janda,Manzilein Apni Jagah Raaste Apni Jagah, Min Jis Din Bhula Doon Tera Pyaar Dil se, many more....classical, meaningfull, sad songs

tv shows:

Ab to mehfil se bhi hota nahi kuch gam ka ilaaj,
Pehle tanhai bhi gam bant liya kerti thi

discovery, ngc, news, english movies, Zee Classic etc

films:

mera naam joker, ram teri ganga maili, heena, titanic, sirf tum, page-3, ek chadar maili si, bawandar, tare zameen par, lagaan, train to pakistan, breaking news, neel kamal, lagan, bawander, Maya, Krantiveer,Mother India, Veer-zara, Swades, Taare Zameen Par,Black, Sharabi

cuisines:

ummeed-e-shifaa bhi nahin bimaar ko tere,
allaah se maayus hua bhi nahin jaata
edit

email: rimpysidhu22@yahoo.co.in

Yahoo!: nadaan00

MSN: rimpy_sidhu42@hotmail.com

mobile phone: +919465745417

address line 1:hellllllll

address line 2: ਚਲਦੀਆਂ ਹਨੇਰੀਆਂ ਦੇ ਸਿਰਨਾਵੇ ਨੀ ਹੁੰਦੇ.....

city: Bathinda

county: ਪੰਜਾਬ

postcode: 1513...

country: India

Database Error

Please try again. If you come back to this error screen, report the error to an administrator.

* Who's Online

  • Dot Guests: 3912
  • Dot Hidden: 0
  • Dot Users: 0

There aren't any users online.

* Recent Posts

fix site pleae orrrr by ☬🅰🅳🅼🅸🅽☬
[November 01, 2024, 12:04:55 AM]


your MOOD now by Gujjar NO1
[October 09, 2024, 12:31:28 PM]


Best DP of the Week by Gujjar NO1
[October 08, 2024, 05:24:20 AM]


PJ te kinnu dekhan nu jii karda tuhada ??? by mundaxrisky
[September 15, 2024, 05:45:10 PM]


~~say 1 truth abt the person above ya~~ by mundaxrisky
[September 15, 2024, 05:41:15 PM]


This Site Need Fix/Update by mundaxrisky
[August 20, 2024, 04:41:58 PM]


Request Video Of The Day by mundaxrisky
[July 09, 2024, 04:24:48 PM]


Majh on sale by Gujjar NO1
[April 07, 2024, 03:08:25 PM]


Hello Old Friends/Friendaynaz by Gujjar NO1
[March 14, 2024, 03:42:51 AM]


Test, just a test by Gujjar NO1
[March 11, 2024, 12:32:30 PM]


Good morning (first word ki keha) by Gujjar NO1
[February 27, 2024, 01:10:20 AM]


Throw something at the user above u by Gujjar NO1
[February 26, 2024, 01:13:56 PM]


Just two line shayari ... by Gujjar NO1
[February 15, 2024, 10:46:34 AM]


which pj member do u miss ryt now? by ❀¢ιм Gяєωʌℓ ❀
[August 30, 2023, 03:26:27 AM]


Hello Old Friends/Friendayna by ☬🅰🅳🅼🅸🅽☬
[July 07, 2023, 08:01:42 AM]


ਚਿੱਟਾ ਤੇ ਕਾਲ਼ਾ ਆਊਡੀਓਬੂਕ by ਰੂਪ ਢਿੱਲੋਂ
[March 30, 2023, 07:50:56 PM]


What is the first thing you do, when you wake up in the morning? by Cutter
[January 12, 2023, 08:23:23 AM]


Chita Te Kala Novel Latest Review by ਰੂਪ ਢਿੱਲੋਂ
[September 14, 2022, 07:03:31 PM]


Book Review by ਰੂਪ ਢਿੱਲੋਂ
[May 19, 2022, 05:25:18 PM]


Books, Novels & Stories by ਰੂਪ ਢਿੱਲੋਂ
[May 19, 2022, 05:20:16 PM]


New Book Release: Chita Te Kala Novel by ਰੂਪ ਢਿੱਲੋਂ
[May 19, 2022, 05:06:16 PM]


What Is the Best Compliment You've Ever Received? by mundaxrisky
[October 15, 2018, 07:24:41 PM]


Last textmessage that u received by mundaxrisky
[October 15, 2018, 07:12:26 PM]


name one thing you can't live without ? by mundaxrisky
[October 15, 2018, 07:09:02 PM]


ONE thing you wish you could do RIGHT NOW... by mundaxrisky
[October 15, 2018, 07:03:57 PM]